Search results
Saved words
Showing results for "maashaa-allaah"
Meaning ofSee meaning maashaa-allaah in English, Hindi & Urdu
English meaning of maashaa-allaah
Interjection
- mashallah! as God willed or wished! an expression of praise uttered against the effects of an evil eye or for approval
- may god save you from evil eyes, this was not possible without the special grace of God, as God willed or wished!
- what God wills! may God be unwilling! God forbid! may God preserve you (us, him, her, it) from the evil eye! bravo! well done! cheer up! (these mm.cc.)
Sher Examples
kitne hasīñ ho māshā-allāh
tum pe mohabbat ḳhuub jachegī
kitne hasin ho masha-allah
tum pe mohabbat KHub jachegi
sab ḳhirad-mand bane phirte the māshā-allāh
bas tire shahr meñ ik sāhib-e-vahshat ham the
sab KHirad-mand bane phirte the masha-allah
bas tere shahr mein ek sahib-e-wahshat hum the
qahr ġhazab zāhir kī rukāvaT āfat-e-jāñ dar-parda lagāvaT
chaah kī tevar pyaar kī chitvan māshā-allāh māshā-allāh
qahr ghazab zahir ki rukawaT aafat-e-jaan dar-parda lagawaT
chah ki tewar pyar ki chitwan masha-allah masha-allah
माशा-अल्लाह के हिंदी अर्थ
विस्मयादिबोधक
- अल्लाह रखे, जो ख़ुदा चाहे, बुरी नज़र से बचाने का वाक्य (इसका उपयोग किसी घटना या व्यक्ति के लिए खुशी, प्रशंसा, या आभार व्यक्त करने के लिए किया जाता है )
- इश्वर आप को बुरी दृष्टि से बचाए, आप बुरी दृष्टी से दूर रखे, ये इश्वर के विशेष कृपा के बिना संभव नहीं था, भगवान की इच्छा या कामना के रूप में
ماشاءَ اللّٰہ کے اردو معانی
Roman
فجائیہ
- خدا نظرِ بد سے بچائے، خدا چشم بد سے محفوظ رکھے، یہ خدا کی خاص عنایت کے بغیر ممکن نہ تھا، جیسا کہ خدا نے چاہا، تحسین وآفریں کا کلمہ
- خدا نے چاہا، جو خدا نے چاہا یا جو اللہ چاہے، مراد: یہ خدا کی خاص عنایت کے بغیر ممکن نہ تھا، یہ ایک عربی عبارت ہے جس کا مطلب ہے (جس واقعے یا شخص کا ابھی ذکر کیا گیا ہے اس کی تعریف، خوشی، تعریف، یا شکرگذاری کے اظہار کے لئے استعمال ہوتا ہے)
Urdu meaning of maashaa-allaah
Roman
- Khudaa nazar-e-bad se bachaa.e, Khudaa chasham-e-bad se mahfuuz rakhe, ye Khudaa kii Khaas inaayat ke bagair mumkin na tha, jaisaa ki Khudaa ne chaahaa, tahsiin ka kalmah
- Khudaa ne chaahaa, jo Khudaa ne chaahaa ya jo allaah chaahe, muraadah ye Khudaa kii Khaas inaayat ke bagair mumkin na tha, ye ek arbii ibaarat hai jis ka matlab hai (jis vaaqe ya shaKhs ka abhii zikr kiya gayaa hai is kii taariif, Khushii, taariif, ya shukraguzaarii ke izhaar ke li.e istimaal hotaa hai
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasad
हसद
.حَسَد
envy, malice, emulation, ambition
[ Hasad buri chiz hai kisi ki taraqqi dekh kar hasad nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraamadgii
बरामदगी
.برآمدگی
recovery (esp. of stolen property)
[ Police ne chori kiye gaye lakhon ke zevaraat ki baraamadgi ka dava kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasad
जसद
.جَسَد
corpse
[ Marne ke bad insan ka jasad-e-khaki khali makan ki surat rah jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jast
जस्त
.جَسْت
leap, jump
[ Chita jast lagane mein apna jawab nahin rakhta, bada tez-raftar janwar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sipar
सिपर
.سِپَر
shield
[ Dushman ke aage sipar dalne se behtar hai ki uske samne sina-sipar raha jaaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aasraa
आसरा
.آسْرا
confidence, dependence
[ Us budhe aadmi ki zindagi mein kuchh ummid nahin rahi thi koi aasra nahin tha phir wo pareshan kyun na hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sair
सैर
.سَیر
excursion, tour, sightseeing
[ Zindagi aur paisa donon sath den to aadmi ko duniya ki sair karni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saazish
साज़िश
.سازش
plot, conspiracy, collusion
[ Dushmanon ki sazish nakam huyi aur hukoomat ko ab koi khatra nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suruud
सुरूद
.سُرُود
song, lyric, anthem
[ Samaj ke murda logon mein zindagi daudane ke liye surood-e-nau ki zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHusar
ख़ुसर
.خُسَر
father-in-law
[ Nadir ke khusar sahab hamesha uski himayat aur parda-dari kiya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of maashaaallaah, English meaning of mashaallah
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (maashaa-allaah)
maashaa-allaah
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone