Search results
Saved words
Showing results for "maahtaabii"
Meaning ofSee meaning maahtaabii in English, Hindi & Urdu
English meaning of maahtaabii
Noun, Feminine
- a kind of citrus fruit, shaddock
- a kind of firework
- cloth on which pictures of heavenly bodies are pasted or printed in silver or gold
Adjective
- Moon-like
Sher Examples
jaa.e hai tanhā shab-e-tārīk meñ vo mehr-vash
āh-e-ātish-bār le kar māhtābī tū pahuñch
jae hai tanha shab-e-tarik mein wo mehr-wash
aah-e-atish-bar le kar mahtabi tu pahunch
merā chehra māhtābī dekh kar sūraj jalā
aur had hai chāñd jaisā rāz-dāñ bhī jal uThā
mera chehra mahtabi dekh kar suraj jala
aur had hai chand jaisa raaz-dan bhi jal uTha
'nazīr' apnī duniyā to ab tak yahī hai
sharāb āftābī fazā māhtābī
'nazir' apni duniya to ab tak yahi hai
sharab aaftabi faza mahtabi
माहताबी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- एक किस्म का कपड़ा जिस पर खगोलीय पिंड की सुनहरी या रूपहली शक्लें बनी होती हैं
- एक तरह की आतिशबाजी
- चंद्रमा की चाँदनी में रखकर तैयार किया हुआ (औषधि आदि)
- चाँदनी, रात का मजा लेने के लिए बैठने के लिए बनाया हुआ चबूतरा
- एक किस्म का तरबूज़
विशेषण
- चांद का, चांद जैसा, चांदनी से मुनव्वर
ماہْتابی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- ایک قسم کا تربوز، چکوترا
- اون٘چا اور بے چھت کا پکا چبوترا جوجو دالان یا صحن خانہ یا صحن باغ میں رات کو بیٹھ کر چاندنی کی بہار دیکھنے کے واسطے بنا دیتے ہیں، تختِ ماہتابی
- ایک قسم کا کپڑا جس پر اجرامِ فلکی کی سنہری یا روپہلی شکلیں بنی ہوتی ہیں
- وہ چیز جس تک چاندنی پہنچی ہو
- ایک قسم کی آتش بازی جس کے چھوڑنے سے چاند جیسی روشنی ہوجاتی ہے
صفت
- چاند کا، چاند جیسا، چاندنی سے منور
Urdu meaning of maahtaabii
- Roman
- Urdu
- ek kism ka tarbuuz, chakkuu tarah
- u.unchaa aur be chhat ka pakka chabuutara jojo daalaan ya sahn Khaanaa ya sahn baaG me.n raat ko baiTh kar chaandnii kii bihaar dekhne ke vaaste banaa dete hain, taKht-e-maahtaabii
- ek kism ka kap.Daa jis par ajraam-e-falkii kii sunahrii ya ruupahlii shakle.n banii hotii hai.n
- vo chiiz jis tak chaandnii pahunchii ho
- ek kism kii aatashbaazii jis ke chho.Dne se chaand jaisii hojaatii huy
- chaand ka, chaand jaisaa, chaandnii se munavvar
Synonyms of maahtaabii
Antonyms of maahtaabii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of maahtaabee, English meaning of maahtaabi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darj
दर्ज
.دَرْج
(in a register or a book) entry, insertion
[ Apke kaamon se mutaalliq tamam hidayaten is kitabche mein darj hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dabaazat
दबाज़त
.دَبازَت
thickness, denseness
[ Wo kaghaz jiski dabazat ek inch ka bees hazarvan hissa ho chhapayi waghaira ke liye bilkul mauzoon hoga ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarmaaya-daar
सरमाया-दार
.سَرْمایَہ دار
capitalist, rich, wealthy
[ Sarmayadar aajkal banking ke karobar mein bhi utar rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
idaarat
इदारत
.اِدارَت
editorship of a newspaper or journal
[ Urdu ka mashhoor risala 'shayer' barson Ejaz Siddiqi ki idarat mein nikalta raha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pidar
पिदर
.پِِدَر
father
[ Bachche jab bolna sikhen to unhen pidar ka name batana yaad kara dena chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baar-bardaar
बार-बरदार
.بار بَردْار
beast of burden, tranter
[ Zyada paison ki lalach mein jo log Arab mamalik mein ja nikalte hain wahan unhen kabhi bhi baar-bardar ka kaam bhi karna pad sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dabiiz
दबीज़
.دَبِیز
thick, strong (sheet or layer)
[ Garmiyon mein darwazon par dabeez parde daal diye jayen to garmi ka ehsas kam hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ruudaad
रूदाद
.رُوداد
presenting an appearance, occurence, incident
[ Sari rudad sun kar hi malik gharib ki madad karne par razi ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darbaar
दरबार
.دَرْبار
royal court or audience hall, court of a noble, court
[ Badshahon ke darbar mein riaaya bhi maujood hoti thi aur badshah sabki mushkilen sunta tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taraddud
तरद्दुद
.تَرَدُّد
perplexity, anxious consideration, anxiety, trouble (of mind)
[ Naushad ke bukhar ko dekh kar mujhe taraddud hone laga hai ki koi pechida bimari na ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (maahtaabii)
maahtaabii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone