Search results
Saved words
Showing results for "maah-ruu"
Meaning ofSee meaning maah-ruu in English, Hindi & Urdu
English meaning of maah-ruu
Adjective
- having a face as beautiful as the, moon
Sher Examples
mirā ghar terī manzil gaah ho aise kahāñ tāle.a
ḳhudā jaane kidhar kā chāñd aaj ai māh-rū niklā
mera ghar teri manzil gah ho aise kahan talea
KHuda jaane kidhar ka chand aaj ai mah-ru nikla
us māh-rū pe aañkh kisī kī na paḌ sakī
jalva thā tuur kā ki sarāsar vo nuur thā
us mah-ru pe aankh kisi ki na paD saki
jalwa tha tur ka ki sarasar wo nur tha
ba.ad muddat ke māh-rū aayā
kyuuñ na us ke gale lagūñ 'tābāñ'
baad muddat ke mah-ru aaya
kyun na us ke gale lagun 'taban'
माह-रू के हिंदी अर्थ
विशेषण
- चाँद-जैसे मुंहवाला (वाली) चंद्रवदन, चंद्रवदना, चंद्रमुख, चंद्रमुखी
- चांद की तरह ख़ूबसूरत, चांद से चेहरे वाला, हसीन महबूब
ماہ رُو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- چاند کی طرح خوبصورت، چاند سے چہرے والا؛ مراد: حیسن محبوب
- (تصوف) تجلیاتِ صوری کو کہتے ہیں جس کی کیفیت پر سالک کو اطلاع واقع ہوتی ہے اور یہی وہ تجلیات ہیں جو خواب یا حالت بے خودی میں ہوتی ہیں اور بعض کے نزدیک مراد اس سے صباحت ہے.
- (سالوتری) وہ گھوڑا جس کی پیشانی گوش ہائے چشم تک سفید ہو
Urdu meaning of maah-ruu
- Roman
- Urdu
- chaand kii tarah Khuubsuurat, chaand se chehre vaala; muraadah hysan mahbuub
- (tasavvuf) tajalliyaat-e-suurii ko kahte hai.n jis kii kaifiiyat par saalik ko ittila vaaqya hotii hai aur yahii vo tajalliyaat hai.n jo Khaab ya haalat bekhudii me.n hotii hai.n aur baaaz ke nazdiik muraad is se sabaahat hai
- (saalo tirii) vo gho.Daa jis kii peshaanii gosh haay chasham tak safaid ho
Showing search results for: English meaning of maahroo, English meaning of maahru
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (maah-ruu)
maah-ruu
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone