Search results
Saved words
Showing results for "laa-haasil"
Meaning ofSee meaning laa-haasil in English, Hindi & Urdu
English meaning of laa-haasil
Noun, Masculine
-
unproductive, fruitless, unprofitable, profitless, bootless;abortive, need less, unavailing
Example • Mehnati adami ke liye duniyaa mein kuchh bhi laa-hasil nahin hai
Adjective
- barren land
Sher Examples
ab bāñjh zamīnoñ se ummīd bhī kyā rakhnā
ro.eñ bhī to lā-hāsil bo.eñ bhī to kyā kāTeñ
ab banjh zaminon se ummid bhi kya rakhna
roen bhi to la-hasil boen bhi to kya kaTen
us ko khonā asl meñ us ko paanā hai
hāsil kā hī partav hai lā-hāsil meñ
us ko khona asl mein us ko pana hai
hasil ka hi partaw hai la-hasil mein
is aarzī duniyā meñ har baat adhūrī hai
har jiit hai lā-hāsil har maat adhūrī hai
is aarzi duniya mein har baat adhuri hai
har jit hai la-hasil har mat adhuri hai
ला-हासिल के हिंदी अर्थ
لا حاصِل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- جو کسی طرح حاصل نہ ہو، جس کا حصول ناممکن ہو
-
جس سے کچھ حاصل نہ ہو، بے سود، بے کار، بے نتیجہ، بے فائدہ
مثال • محنتی آدمی کے لیے دنیا میں کچھ بھی لاحاصل نہیں ہے
صفت
- وہ آراضی جس سے کوئی پیداوار یا آمدنی نہ ہو
Urdu meaning of laa-haasil
- Roman
- Urdu
- jo kisii tarah haasil na ho, jis ka husuul naamumkin ho
- jis se kuchh haasil na ho, besuud, be kaar, bentiijaa, befaa.idaa
- vo aaraazii jis se ko.ii paidaavaar ya aamdanii na ho
Related searched words
Showing search results for: English meaning of laahaasil, English meaning of lahasil
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sataa.ish
सताइश
.سَتائِش
eulogy, laudation, praise
[ Ai bahri mamalik aur unke bashindon tum zamin par sar-ta-sar usi (God) ki sataaish karo ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qazzaaq
क़ज़्ज़ाक़
.قَزّاق
pirate, robber, freebooter, bandit
[ Badashah ne qile ke charon darwaze band karwa diye taki tariki ka faida utha kar dushman qazzaq ban kar na aaen ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taariikii
तारीकी
.تارِیکی
darkness, obscurity
[ Tariki chhane se pahle sabhi bachche apne-apne ghar wapas ho gaye ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHud-supurdagii
ख़ुद-सुपुर्दगी
.خود سپُرْدَگی
self-surrendering
[ Nawab Pataudi ne jhajjar shahr ke thana mein khud-supurdagi ki thi ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mamaalik
ममालिक
.مَمالِک
kingdoms, provinces, countries
[ Is muqable mein tera mamalik ke harif hissa le rahe hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afvaaj
अफ़्वाज
.اَفْواج
armies, forces
[ Panj-hazari paanch hazar afwaj ke sardar hote the ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bahrii
बहरी
.بَحْری
of or belonging to the sea, oceanic, naval
[ Bahri afwaj ne kuchh bahri qazaqon ko giraftar kiya hai ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasrat
हसरत
.حَسْرَت
desire, longing, wish
[ Apni hasraton aur tamannaon ka muraqqa (Drawings) to log Hollywood ki filmon mein dekhte hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
firaaq
फ़िराक़
.فِراق
separation, departing, departure (from)
[ Ek firaq-zada aurat ka karb (Grief) koi firaq-zada aurat hi samajh sakti hai ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
karb
कर्ब
.کَرْب
grief, affliction, anguish, vexation
[ Parveen Shakir apne kalam mein judai ke karb ko bayan karti hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (laa-haasil)
laa-haasil
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone