Search results
Saved words
Showing results for "laa-faanii"
Meaning ofSee meaning laa-faanii in English, Hindi & Urdu
English meaning of laa-faanii
Adjective
Sher Examples
mujh ko jahāñ ke sātoñ sukh dene vaale
denā hai to koī daulat lā-fānī de
mujh ko jahan ke saton sukh dene wale
dena hai to koi daulat la-fani de
ishq kī hālat kuchh bhī nahīñ thī baat baḌhāne kā fan thā
lamhe lā-fānī Thahre the qatroñ kī tuġhyānī thī
ishq ki haalat kuchh bhi nahin thi baat baDhane ka fan tha
lamhe la-fani Thahre the qatron ki tughyani thi
ruup badal kar naam badal kar aate haiñ
faanī ho kar bhī lā-fānī ham donoñ
rup badal kar nam badal kar aate hain
fani ho kar bhi la-fani hum donon
ला-फ़ानी के हिंदी अर्थ
विशेषण
- अनश्वर, अविनाशी, जो कभी नष्ट न हो, शाश्वत
لا فانی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- جو فنا نہ ہو، باقی رہنے والا، دائمی، ابدی
Urdu meaning of laa-faanii
- Roman
- Urdu
- jo fan na ho, baaqii rahne vaala, daa.imii, abadii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of laafaanee, English meaning of laafaani
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qarz
क़र्ज़
.قَرْض
loan, debt, credit
[ Kahte hain qarz wo qainchi hai jo dosti ka bandhan kaat deti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaadir
क़ादिर
.قادِر
potent, powerful, capable
[ Mashriqi (Eastern) zabanon ki ek khususiyat ye batayi gayi hai ki wo jazbati izhar par puri tarah qadir hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
command, control, authority
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaazii
क़ाज़ी
.قاضی
judge, kazi, cadi
[ Arshad ne qazi ke faisle ke mutabiq apni jaaedad bachchon mein taqsim kar di ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
faultiness, fault, sin
[ Kisi ko saza dene se qabl uska qusoor sabit karna zaroori hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaarii
क़ारी
.قاری
reader
[ Tahreer kaisi hai iska faisla to qari kar sakte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaraar
क़रार
.قَرار
peace, quietness, rest
[ Zaid ne jab se apni kamyabi ki khabar suni use qaraar nahin wo jaldi se jaldi apne dada-jaan ko batana chahta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadr
क़द्र
.قَدْر
honour, dignity
[ Badshah khud uske dildaadah the khud shaer the shaeron ki qadr karte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabz
क़ब्ज़
.قبض
constipation, costiveness
[ Koi bhi khane ki cheez qabz ka shartiya ilaj nahin ho sakti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (laa-faanii)
laa-faanii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone