Search results
Saved words
Showing results for "KHvaaja-saraa"
Meaning ofSee meaning KHvaaja-saraa in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHvaaja-saraa
Noun, Masculine
- a eunuch in the service of a king or prince who has free ingress to all parts of the palace, or one who has charge of the seraglio
- chief of a household; a major-domo, a butler
Sher Examples
guzar na saktā thā koī ḳhvāja-sarā na bāñdī
haram ke rāzoñ kī pāsdārī meñ kyā kamī thī
guzar na sakta tha koi KHwaja-sara na bandi
haram ke raazon ki pasdari mein kya kami thi
ek dhaḌkā sā lagā rahtā hai luT jaane kā
goyā pahre pe koī ḳhvāja-sarā baiThā hai
ek dhaDka sa laga rahta hai luT jaane ka
goya pahre pe koi KHwaja-sara baiTha hai
sāhab ne na kī yaarī vahshat se parī se to
ai shaiḳh-e-junūñ tum ko ham ḳhvāja-sarā samjhe
sahab ne na ki yari wahshat se pari se to
ai shaiKH-e-junun tum ko hum KHwaja-sara samjhe
ख़्वाजा-सरा के हिंदी अर्थ
خواجَہ سَرا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ مرد (خصوصاً غلام) جو خصی کردیا گیا ہو اور زنانے مکان میں آمد ورفت اور خدمت پر مامور ہو (شاہی زمانے میں بعض غلاموں اور نوکروں کو خصی کردیا جاتا تھا جوشاہی بیگمات کے محل میں بے روک ٹوک آتے جاتے اور کام کاج کرتے تھے)، نامرد، ہجڑا، مخنّث
- وہ افسر جو شاہی محلات کا انچارج ہوتا ہے اور جسے انگلستان میں قریب قریب لارڈ چیمبرلین کہتے ہیں، ہندوستان میں اسلامی حکومت کے وقت جو خواجہ سرا ہوتے تھے ان کو شاہ وقت کے مزاج میں بڑا دخل ہوتا تھا اور بادشاہ ان کے بغیر اپنے ذاتی اورملکی معاملات میں بھی کچھ نہیں کرتا تھا
Urdu meaning of KHvaaja-saraa
- Roman
- Urdu
- vo mard (Khusuusan Gulaam) jo Khassii kar diyaa gayaa ho aur zanaane makaan me.n aamad-o-rafat aur Khidmat par maamuur ho (shaahii zamaane me.n baaaz gulaamo.n aur naukro.n ko Khassii kar diyaa jaataa tha jo shaahii begmaat ke mahl me.n be rok Tok aate jaate aur kaam kaaj karte the), naamard, hij.Daa, muKhannas
- vo afsar jo shaahii mahlaat ka inchaarj hotaa hai aur jise inglistaan me.n qariib qariib laarD chembarlen kahte hain, hinduustaan me.n islaamii hukuumat ke vaqt jo Khavaajaasraa hote the un ko shaah vaqt ke mizaaj me.n ba.Daa daKhal hotaa tha aur baadashaah un ke bagair apne zaatii aur mulkii mu.aamalaat me.n bhii kuchh nahii.n kartaa tha
Showing search results for: English meaning of khvaajasaraa, English meaning of khvaazasaraa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sautii
सौती
.صَوتی
vocal, phonic
[ Alfaz ki ahmiyat sirf mazmun nahin balki sauti bhi hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
harfii
हर्फ़ी
.حَرْفی
literal, relating to letters
[ Tijori se teen-char frame le aya jinmein Lenin ke chand harfi note mahfuz the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naGma-saraa.ii
नग़्मा-सराई
.نَغْمَہ سَرائی
singing a song
[ Chashme se pani ke girne ki awaz aur chidiyon ki naghma-sarai sham ki faza ko pur-lutf bana rahi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
takabbur
तकब्बुर
.تَکَبُّر
arrogance
[ Takabbur insan ko le dubta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
parinda
परिंदा
.پَرِنْدَہ
bird, flyer
[ Mor Hindustan ka qaumi parinda hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fursat
फ़ुर्सत
.فُرْصَت
time, opportunity, occasion
[ Sumaiya ko din-bhar chulha-chauka se fursat nahin milti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
firqa
फ़िर्क़ा
.فِرْقَہ
sect, community
[ Swami Acharya Ramanand ne Ramawat firqa ki buniyad rakhi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sho'la
शो'ला
.شُعْلَہ
flame, fire, blaze, flash
[ Abadi mein lagi hui falak bos lohe ki chimniyon se aag ke shole nikal rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aarzuu
आरज़ू
.آرْزُو
wish, desire, aspiration
[ Arzuon ko chhod do to sukun hi sukun hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falak
फ़लक
.فَلَک
the celestial sphere, sky, sphere
[ Nujumi zamin par baithe-baithe falak aur ajram-e-falaki (heavenly bodies, i.e. stars, planets, etc.) se naata-rishta jodta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (KHvaaja-saraa)
KHvaaja-saraa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone