Search results
Saved words
Showing results for "KHvaahaa.n"
Meaning ofSee meaning KHvaahaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHvaahaa.n
Sher Examples
log merī maut ke ḳhvāhāñ haiñ 'afzal' kis liye
chand ġhazloñ ke sivā kuchh bhī nahīñ sāmān meñ
log meri maut ke KHwahan hain 'afzal' kis liye
chand ghazlon ke siwa kuchh bhi nahin saman mein
har ik un kā ḳhvāhāñ har ik un kā tālib
paḌe kis musībat meñ mash.hūr ho kar
har ek un ka KHwahan har ek un ka talib
paDe kis musibat mein mashhur ho kar
ek din vo zarroñ ko āftāb kar leñge
dhuup ke jo ḳhvāhāñ haiñ raat ke añdhere meñ
ek din wo zarron ko aaftab kar lenge
dhup ke jo KHwahan hain raat ke andhere mein
ख़्वाहाँ के हिंदी अर्थ
विशेषण
- 'ख़्वाहान' का संक्षिप्त ('ख़्वाहाँ' सामन्य रूप में केवल उर्दू में प्रयुक्त), चाह रखने या चाहने वाला, इच्छा रखने वाला, चाहने वाला, याचक, इच्छुक
خواہاں کے اردو معانی
Roman
صفت
- خواہان کا مخفف ('خواہاں' عام طور پر فقط اردو میں مستعمل)، چاہ رکھنے والا، جس میں چاہ ہو، چاہنے والا، خواہش مند، آرزو مند، طلب گار
Urdu meaning of KHvaahaa.n
Roman
- chaah rakhne vaala, jis me.n chaah ho, chaahne vaala, Khaahishmand, aarzuumand, talabgaar
Synonyms of KHvaahaa.n
Idioms of KHvaahaa.n
Rhyming words of KHvaahaa.n
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of khvaahaan, English meaning of khvahan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (KHvaahaa.n)
KHvaahaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone