Search results
Saved words
Showing results for "KHush-baash"
Meaning ofSee meaning KHush-baash in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHush-baash
Adjective
- one who lives in comfort or at ease, happy and satisfied, happy, comfortable, cheerful, bouncy, breezy, carefree, unrestrained
- a temporary resident, free to stay or depart, one at liberty to stay or go, one newly settled
- prosperous, satisfied, wealthy
- the one who keep clean and decorated his residence
- the land which is given by the government at cost of nominal tax, that he should help government according to need
- the one who is resident of a village and doing agriculture in another village
Sher Examples
shaam hue ḳhush-bāsh yahāñ ke mere paas aa jaate haiñ
mere bujhne kā nazzāra karne aa jaate hoñge
sham hue KHush-bash yahan ke mere pas aa jate hain
mere bujhne ka nazzara karne aa jate honge
hañstī-bastī rāhoñ kā ḳhush-bāsh musāfir
rozī kī bhaTTī kā īñdhan ban jaatā hai
hansti-basti rahon ka KHush-bash musafir
rozi ki bhaTTi ka indhan ban jata hai
vaise rahne ko to ḳhush-bāsh hī rahtā huuñ 'zafar'
sach jo pūchheñ to haqīqat meñ nahīñ rah saktā
waise rahne ko to KHush-bash hi rahta hun 'zafar'
sach jo puchhen to haqiqat mein nahin rah sakta
ख़ुश-बाश के हिंदी अर्थ
विशेषण
- अच्छे प्रकार से रहने वाला, सदैव प्रसन्न रहने वाला, हर परिस्ठिती में संतुष्ट रहने वाला, बेफ़िक्री में जीवन व्यतीत करनेवाला, मगन रहने वाला, बेपरवाह, आज़ाद
- रहने के स्थान को सुसज्जित रखने वाला
- समृद्ध, संतुष्ट, धनी, मालदार
- वो व्यक्ति जो ठहरने या वापस जाने में स्वतंत्र हो, सामयिक निवास करने वाला,
- वो भूमी जो सरकार की ओर से नाममात्र के लगान पर दी जाए, इस शर्त के साथ कि आवशक्तानुसार सरकार की सहायता करनी है
- ऐसा व्यक्ति जो रहता किसी गाँव में हो और कृषि किसी और गाँ में करता हो, पाईकार
- एक आशीर्वाद, खुश रहो, स्वस्तु
خوش باش کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- سدا خوش رہنے والا، ہر حال میں خوش، ہر وقت مگن، بے فکرا، آزاد
- رہنے والی جگہ کو صاف ستھرا ور سجا کر رکھنے والا
- آسودہ حال، مالدار، مطمئن
- عارضی طور پر سکونت پذیر، وہ شخص جو ٹھہرنے یا واپس جانے میں آزاد ہو
- وہ زمین جو سرکار کی طرف سے برائے نام لگان پر دی جائے اس شرط پر کہ ضرورت کے وقت سرکار کی امداد کریں
- ایسا شخص جو ایک گاؤں میں سکونت پذیر ہے اور دوسرے گاؤں میں کاشت کرتا ہے، پائیکار
- مسرور کن
Urdu meaning of KHush-baash
- Roman
- Urdu
- sada Khush rahne vaala, har haal me.n Khush, haravqat magan, befikraa, aazaad
- rahne vaalii jagah ko saaf suthraa var saja kar rakhne vaala
- aasuudaa haal, maaldaar, mutamin
- aarizii taur par sukuunat paziir, vo shaKhs jo Thaharne ya vaapis jaane me.n aazaad ho
- vo zamiin jo sarkaar kii taraf se baraa.e naam lagaan par dii jaaye is shart par ki zaruurat ke vaqt sarkaar kii imdaad kare.n
- a.isaa shaKhs jo ek gaanv me.n sukuunat paziir hai aur duusre gaanv me.n kaashat kartaa hai, paa.ekaar
- masruur kun
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khushbaash, English meaning of khushbash
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (KHush-baash)
KHush-baash
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone