Search results
Saved words
Showing results for "KHudaa-lagtii"
Meaning ofSee meaning KHudaa-lagtii in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHudaa-lagtii
Persian, Hindi - Adverb
- true, just
Sher Examples
ḳhudā-lagtī kahe ai 'shād' jo is pair ke haq meñ
yaqīñ samjho duā-go bhī ye derīna usī kā hai
KHuda-lagti kahe ai 'shad' jo is pair ke haq mein
yaqin samjho dua-go bhi ye derina usi ka hai
kaun kahtā 'rasā' ḳhudā-lagtī
aise kāfir gumān ke aage
kaun kahta 'rasa' KHuda-lagti
aise kafir guman ke aage
ḳhudā-lagtī kaho but-ḳhāne vaalo
tumhāre saath meñ kaisā rahā huuñ
KHuda-lagti kaho but-KHane walo
tumhaare sath mein kaisa raha hun
ख़ुदा-लगती के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, हिंदी - क्रिया-विशेषण
- सच्चा, सचमुच, सहीह बात, सच्ची बात, न्याय की बात
خُدا لَگْتی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، ہندی - فعل متعلق
- حق ور ، انصاف کی ، سچ سچ .
Urdu meaning of KHudaa-lagtii
- Roman
- Urdu
- haq var, insaaf kii, sachch sachch
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khudaalagtee, English meaning of khudaalagti
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadaf
हदफ़
.ہَدَف
a mark, butt, bull's-eye (for archers)
[ Kaman se nikla teer sidhe hadaf par ja kar laga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaah-maKHvaah
ख़्वाह-मख़्वाह
.خواہ مَخواہ
without rhyme or reason
[ Mujhe maloom hai ki Sohan nahin aayega lekin uska bhai mahinon se khwah-makhwah intizar kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jabiin
जबीन
.جَبِین
the forehead
[ Badshah ke diwan-e-aam mein hazir hote tazim-o-ehtiram mein har ek ki jabin jhuk gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jashn
जश्न
.جَشْن
celebration, feast
[ Ladke ki paidaish ke mauqa par pura khandan jashn mana raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nau-roz
नौ-रोज़
.نَو روز
New year's day (according to the Persian calendar
[ Waqt itna tezi se guzar gaya ki use kuchh pata hi na chala shadi ke chauthe din Masood Nauroz manane apne sasural chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiKHaab
इंतिख़ाब
.اِنْتِخاب
election, option
[ Khwah-ma-Khwah mulk ka Rupya intikhab ki behudagi mein sarf hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarf
सर्फ़
.صَرْف
expenditure, cost
[ Zamin ki quvvat thode se sarf se bahut dinon tak qaaem rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ro'b
रो'ब
.رُعْب
terrifying, fear, terror, dread
[ Hakim ne rob-daar aawaz mein kaha ki aaj ye kam hona hi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aqsaam
अक़्साम
.اَقْسام
kinds, types, sorts, categories
[ Baazar mein sabziyon ki mukhtalif aqsam aati hain, jinhein log paka kar khaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (KHudaa-lagtii)
KHudaa-lagtii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone