Search results
Saved words
Showing results for "KHizr"
Meaning ofSee meaning KHizr in English, Hindi & Urdu
Origin: Arabic
Word Family: KH-z-r
English meaning of KHizr
Noun, Masculine
- Khizr-immortal
- name of a legendary prophet who is supposedly immortal
- name of a Prophet who is said to have discovered the fountain of life and drunk it, guide, leader
Sher Examples
yārab mire gunāh kyā aur ehtisāb kyā
kuchh dī nahīñ hai ḳhizr sī umr-e-ravāñ mujhe
yarab mere gunah kya aur ehtisab kya
kuchh di nahin hai KHizr si umr-e-rawan mujhe
tumhāre hote hue log kyuuñ bhaTakte haiñ
kahīñ pe ḳhizr nazar aa.e to savāl karūñ
tumhaare hote hue log kyun bhaTakte hain
kahin pe KHizr nazar aae to sawal karun
ḳhizr se kah do ki aa kar dekh leñ āb-e-hayāt
dho.e jaate haiñ nichoḌe jā.eñge gesū-e-dost
KHizr se kah do ki aa kar dekh len aab-e-hayat
dhoe jate hain nichoDe jaenge gesu-e-dost
mujh ko na sunā ḳhizr o sikandar ke fasāne
mere liye yaksāñ hai fanā ho ki baqā ho
mujh ko na suna KHizr o sikandar ke fasane
mere liye yaksan hai fana ho ki baqa ho
maze jo maut ke āshiq bayāñ kabhū karte
masīh o ḳhizr bhī marne kī aarzū karte
maze jo maut ke aashiq bayan kabhu karte
masih o KHizr bhi marne ki aarzu karte
ख़िज़्र के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- एक पैग़म्बर, जिनके बारे में प्रसिद्ध है कि उन्होंने अमृत पिया है
- पथ-प्रदर्शक।
- मुसलमानों के विश्वासानुसार एक पैगम्बर जो अमृत पीकर अमर हो गये थे और जो अब भूले-भटके यात्रियों को ठीक रास्ते पर लगानेवाले माने जाते हैं।
- एक अमर पैग़म्बर जिनके अधिकार में वन हैं और जो भूले-भटकों को मार्ग बताते हैं, एक समुद्र, कैस्पियन, लम्बी आयु का फ़रिश्ता–“गुज़ार दें तेरे ग़म में जो उम्र खिज्र मिले।
- एक पैग़म्बर जो भूले भटकों को रास्ता दिखाते हैं, मार्गदर्शक
- दे. ख़िज़्र।
- यह उच्चारण अशुद्ध है, केवल ‘खिज्र' और ‘खज़िर’ शुद्ध हैं।
- वनों और जंगलों के स्वामी माने जाने वाले एक पैगंबर जिनके बारे में यह धारणा है कि वे वनों के स्वामी तथा भूले-भटकों के मार्गदर्शक हैं
- पथ-प्रदर्शक; नेता।
خِضْر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (مجازاً) رہنما ، رہبر .
- ایک پیغمبر کا لقب ہے ، اس لقب کی وجہہ محققین نے یہ بیان کی ہے کہ وہ حِس جگہ بیٹھ جاتے تھے یا جہاں سے گُزر جاتے وہ جگہ سبز وشادب ہوجاتی ہے . اصل نام ان کا ارمیا تھا .ان کی نِسبت مشہور ہے کہ انہوں نے آپ حیات تک یہی لے گئے تھے لیکن وہ آب حیات سے محروم رہا ، بُھولے بھٹکوں کی رہنمائی کرتے ہیں ، ان کی پیغمبری میں اختلاف ہے . ان کو نبی کہتے ہیں ، بعض ولی بعض فرشتہ اور بعض رجال اللہ امت محمدیہ میں شُمار کرتے ہیں.
- (تصوف) اِس سے اِشارہ ہے بسط کی طرف اور اِلیاس سے فیض کی طرف
- ۔(ع۔ بکسر اول وسکون دوم وبفتح اول وکسر دوم فارسیوں نے بکسر اول وفتح دوم بر وزن دگر بھی استعمال کیا ہے۔ لکھنؤ میں اب بفتح اول وکسر دوم وبالکسر زبانوں پر ہے۔ ؎ ؎ ؎ مذکر۔ ایک مشہور پیغمر کا نام۔ جن کی نسبت مشہور ہے کہ انھوںنے آب حیات پیا ہے اور وہ ہمیشہ زندہ رہیں گے۔ ۲۔(کنایۃً) رہنما۔
Urdu meaning of KHizr
- Roman
- Urdu
- (majaazan) rahnumaa, rahbar
- ek paiGambar ka laqab hai, is laqab kii vajhaa muhaqqiqiin ne ye byaan kii hai ki vo hiss jagah baiTh jaate the ya jahaa.n se guzar jaate vo jagah sabaz visha dab hojaatii hai . asal naam un ka urmiyaa tha .in kii nisbat mashhuur hai ki unho.n ne aap hayaat tak yahii le ge the lekin vo aab-e-hayaat se mahruum rahaa, bhuu.ole bhaTkuu.n kii rahnumaa.ii karte hai.n, in kii paiGambarii me.n iKhatilaaf hai . in ko nabii kahte hai.n, baaaz valii baaaz farishta aur baaaz rijaal allaah ummat muhammadiyaa me.n shumaar karte hai.n
- (tasavvuf) is se ishaaraa hai bast kii taraf aur iliyaas se faiz kii taraf
- ۔(e। baksar avval vaskon dom vabaftah avval vaksar dom faarasiyo.n ne baksar avval vaftah dom bar vazan digar bhii istimaal kiya hai। lakhanu.u me.n ab baphtaa avval vaksar dom vabaa laksar zabaano.n par hai। muzakkar। ek mashhuur piiGmar ka naam। jin kii nisbat mashhuur hai ki unhonne aab-e-hayaat piyaa hai aur vo hamesha zindaa rahenge। २।(kanaa.en) rahnumaa।
Compound words of KHizr
Proverbs of KHizr
Related searched words
KHizr ne naav Dubo.ii
رک : نیز ناؤ کِس نے ڈُیوٹی خواجہ نے خضر نے یعنی جن سے فائدہ کی اُمید تھی انھوں نے نُقصان پہنچایا ، خلافِ توقع نقصان پہنچنے پر بولتے ہیں
KHizrii-ul-mashrab
صُوفیہ اِسلام کا ایک فرقہ خضری المشربِ کہلاتا ہے یہ لوگ بزعم خود بلاواسط جناب خِضر سے علم لدنی حاصل کرتے ہیں اور انہیں کی طرح خلق خُدا کے بِگڑے ہوئے کام سنوارتے ہیں
naav kis ne Dubo.ii KHvaaja KHizr ne
اس موقعے پر مستعمل جب خود رہبر اور رہنما ہی تباہی کا باعث بن جائے ، جس سے بھلائی کی اُمید ہو اسی سے نقصان پہنچ جائے ۔
KHuzrof
گول (لکڑی با پتھر کا) پتلا ٹکڑا جس کے بیچ میں دو سوراخ ہوتے ہیں جس میں ڈوری پرو کر دونوں ہاتھوں سے پکڑ کر گھماتے ہیں تو اس میں گونج پیدا ہوتی ہے، لٹَو
Showing search results for: English meaning of khijr
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nafrat
नफ़रत
.نَفرَت
disgust, loathing
[ Chhipkali ek bad-surat janwar hai jisko dekh kar nafrat hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naa-ahl
ना-अहल
.نا اَہل
ineligible, disqualified
[ Na-ahlon ki wajah se Urdu zaban roz-ba-roz bigadti jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaftaaba
आफ़्ताबा
.آفْتابہ
basin, ewer, kind of water pot
[ Qism-Qism ke khane nikal kar chune aur Ganga-Jamuni chilamchi aaftaba se hath dhulwaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daryaaft
दरयाफ़्त
.دَریافْت
discovery, disclosure
[ Vasco Da Gama ne Portugal se mashriq ki janib jane wale bahri raste ki daryaft ki thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rusvaa.ii
रुसवाई
.رُسْوائی
disgrace, dishonour
[ Naqabil-e-bardasht ruswayi ke sabab Zaid ne kaam par jana chhod diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paiGaam
पैग़ाम
.پَیغام
message, news
[ Tez-raftar paigham bhejne ke liye nihayat jadid aalaat (equipment) ka intizam kiya gaya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hazm
हज़्म
.ہَضْم
digestion
[ Halki ghiza zud-hazm hoti hai aur sehat ke liye mufid hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
error, fault
[ Kisi ko saza dene se pahle uska qusoor sabit karna zaroori hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mabnii
मबनी
.مَبْنی
based on, founded on
[ Adalat ka faisla insaf aur qanoon par mabni hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHizr)
KHizr
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone