Search results
Saved words
Showing results for "khaataa"
Meaning ofSee meaning khaataa in English, Hindi & Urdu
Vazn : 22
Tags: Metaphorically
English meaning of khaataa
Sanskrit, Hindi - Noun, Masculine
- account, list, ledger, a book or journal of financial accounts
Adjective
- eating, consuming
Sher Examples
kyā kahūñ kis tarah se jiitā huuñ
ġham ko khātā huuñ aañsū piitā huuñ
kya kahun kis tarah se jita hun
gham ko khata hun aansu pita hun
bārhā un se na milne kī qasam khātā huuñ maiñ
aur phir ye baat qasdan bhuul bhī jaatā huuñ maiñ
barha un se na milne ki qasam khata hun main
aur phir ye baat qasdan bhul bhi jata hun main
aadmī jaan ke khātā hai mohabbat meñ fareb
ḳhud-farebī hī mohabbat kā sila ho jaise
aadmi jaan ke khata hai mohabbat mein fareb
KHud-farebi hi mohabbat ka sila ho jaise
खाता के हिंदी अर्थ
संस्कृत, हिंदी - संज्ञा, पुल्लिंग
- १ किसी कार्य, विभाग, व्यक्ति आदि के आय-व्यय या लेन-देन का लेखा
- किसी कार्य, विभाग आदि के आय-व्यय तथा लेन-देन का लेखा-जोखा
- हिसाब-किताब लिखने की बही
- लेखा शीर्षक
- मद; विभाग।
کھاتا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
سنسکرت، ہندی - اسم، مذکر
- رک : کھتّا ، وہ گڑھا جس میں غلّہ بھر کر رکھتے ہیں ، غلّے کا گودام.
- کھانا (رک) سے مشتق ، تراکیب میں مستعمل.
- حساب کی کتاب ، آمد و خرچ کے حساب کا روزنامچہ ، لین دین ، کے حساب کتاب کا رجسٹر.
- (استعارۃً) حصّہ ، شعبہ ، سلسلہ .
- پٹواری کی وہ کتاب جس میں گان٘و کی زمین کا حساب مع کیفیت تقسیم درج ہو.
- زمین کا وہ رقبہ جس کا اندراج پٹواری کی کتاب میں کسی کے نام ہو ، محال کا حصّہ ، ایک ایسا کھاتہ زمین کا مراد ہے ، جو ... کسی رعیت کے قبضہ میں ہو.
- حساب کا رجسٹر ، حساب کتاب کا رجسٹر ، لین دین ، بیوپار.
- ۔(ھ) مذکر ساہوکار کے حساب کی کتاب۔ روز نامچہ۔
Urdu meaning of khaataa
- Roman
- Urdu
- ruk ha Khataa, vo ga.Dhaa jis me.n gala bhar kar rakhte hai.n, gale ka godaam
- khaanaa (ruk) se mushtaq, taraakiib me.n mustaamal
- hisaab kii kitaab, aamad-o-Kharch ke hisaab ka roznaamchaa, len den, ke hisaab kitaab ka rajisTar
- (ustaa ran) hissaa, shobaa, silsilaa
- paTvaarii kii vo kitaab jis me.n gaanv kii zamiin ka hisaab maa kaifiiyat taqsiim darj ho
- zamiin ka vo rakbaa jis ka indiraaj paTvaarii kii kitaab me.n kisii ke naam ho, muhaal ka hissaa, ek a.isaa khaataa zamiin ka muraad hai, jo ... kisii ra.iiyat ke qabzaa me.n ho
- hisaab ka rajisTar, hisaab kitaab ka rajisTar, len den, vypaar
- ۔(ha) muzakkar saahuukaar ke hisaab kii kitaab। roz naamcha
Idioms of khaataa
Rhyming words of khaataa
Compound words of khaataa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khata
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mustafiid
मुस्तफ़ीद
.مُسْتَفِید
profiting, gaining, acquiring
[ Unhone notice bhijwaya ki agar kutub-khana band raha aur log mustafid na ho sake to aap ko.... is imarat ka kiraya dena hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
harjaana
हर्जाना
.ہَرجانَہ
indemnity, damages, compensation
[ Fariq-e-sani (The Defendant) ko khasara uthana pade to wo naalish (Petition) harjana daaer kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zamaanat
ज़मानत
.ضَمانَت
guarantee, security
[ Iski kya zamanat ki chor godam mein naqab nahin lagayenge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'aavun
त'आवुन
.تَعاوُن
cooperation, mutual aid, assistance
[ Adalat ne police tahwil mein tausi ki aur mujrim ko hidayat ki ki aap police puchh-gachh mein ta.aawun karen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muflis
मुफ़्लिस
.مُفْلِس
bankrupt, poor
[ Rafta-rafta daulat wa jaidad ne kinara-kashi shuru ki yahan tak ki chand roz mein Anaxagoras bilkul muflis ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haijaan
हैजान
.ہَیْجان
turbulence
[ Pareshaniyon se bhi aadmi haijan mein mubtala ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiqaam
इंतिक़ाम
.اِنْتِقام
revenge, retaliation
[ Bhagwan Ram ne Rawan ko mar kar Maate Site ka intiqam liya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijrat
हिजरत
.ہِجرَت
migration
[ Quamon ke ek maqam se dusre maqam par hijrat ke bahut se waqiyat milte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maKHzan
मख़ज़न
.مَخْزَن
granary
[ Urdu zaban na sirf junubi (Southern) Asia ki tahzeeb-o-saqafat ka makhzan balki un ke liye shah-rag (Jugular Vein) ke manind hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ma'aash
म'आश
.مَعاش
means of living, livelihood, subsistence
[ Najma ke sasurali kumbe mein koi fard aisa na tha jo uske sar par hath rakhta na uska koi zariya-e-ma.aash tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (khaataa)
khaataa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone