Search results

Saved words

Showing results for "jis ko geho.n kii nahii.n , vo chane hii kii se raazii"

jis ko geho.n kii nahii.n , vo chane hii kii se raazii

ye vo gu.D nahii.n jis ko makkhiyaa.n khaa.en

ghar me.n chane kaa chuun nahii.n, gehuu.n kii do po laa.iiyo

vo baal khii.nchuu.n ki jis kii ja.D duur ho

jis ke dil me.n rahm nahii.n vo qasaa.ii hai

jis kii na phaTii ho bivaa.ii, vo kyaa jaane piir paraa.ii

kyaa tamaashe kii baat hai jis kaa jaa.e vo chor kahlaa.e

vo kamlii hii nahii.n jis me.n til ba.ndhte the

kaun saa daraKHt hai jis ko havaa nahii.n lagii

jis kaa nahii.n chaaraa vo jaa.egaa sahaaraa

jis kii aa.nkh me.n til vo ba.Daa be-sil

turat-phurat ho vo bhii kaar madad kare jis kii sarkaar

jis ne apnii Topii utaarii vo duusre kii utaarate kab Dartaa hai

he who does not care for his own honor, when will he care for the honor of others

sau khoTo.n kaa vo sardaar , jis kii chhaatii ek na baal

jis ko na hove buvaa.ii , vo kyaa jaane piir paraa.ii

jis pag.Dii me.n ho na chillaa pag.Dii nahii.n vo phe.nTii hai

jis ke tan ko lagii ho vo jaane yaar

gehuu.n kii baal nahii.n dekhii

khii.nchuu.ngaa vo baal ki jis kii KHabar duur tak hogii

gehuu.n kii hazm nahii.n hotii

sapne kii sii maayaa jis ko apnii batlaave

vo kaun sii kishmish hai jis me.n tinkaa nahii.n

Te.Dhe tave kii roTii ko ghun nahii.n lagnaa

jab tak uu.nT pahaa.D ke niiche nahii.n aataa, tab tak vo jaantaa hai mujh se uu.nchaa ko.ii nahii.n

jaa kii achhii saas vaa kaa hii ghar vaas, jaa kii saas nakaara vaa kaa nahii.n guzaara

jis ko dekho baavan gaz kii

Takaa ho jis ke haath me.n vo ba.Daa hai zaat me.n

tamaam kii suu.iyaa.n nikaale vo ko.ii nahii.n, jo aa.nkho.n kii nikaale vo sab ko.ii

vahm kii daaruu hii nahii.n

superstition knows no medicine

tadbiir se qismat kii buraa.ii nahii.n jaatii , big.Dii hu.ii taqdiir banaa.ii nahii.n jaatii

jis ke maa.n baap jiite hai.n vo haraamii nahii.n kahlaataa

baazaar kii miThaa.ii se nirbaah nahii.n ho saktaa

vo baat kahaa.n maulvii madan kii sii

bhaa.D me.n pa.De vo sonaa jis se TuuTe.n kaan

jis ke pesha me.n baa.n vo ba.Daa shaitaan

vo shaaKH hii na rahii jis pe aashiyaana thaa

jis ke peshe me.n baan vo ba.Daa shaitaan

bhaT pa.De vo sonaa jis se TuuTe.n kaan

to hell with the treasure that brings harm

magar vo baat kahaa.n maulvii madan kii sii

Gulaam kii zaat se vafaa nahii.n

chanaa bhaT ko nahii.n pho.D saktaa

gehuu.n kii roTii ko faulaadii peT chaahiye

KHudaa ko dekhaa nahii.n 'aql se pahchaanaa hai

jis ke paa.nv na bivaa.ii vo kyaa jaane piir paraa.ii

saare dha.D kii suu.ii nikaalne ko ko.ii nahii.n , aa.nkh kii suu.ii nikaalne ko sab ko.ii

gehuu.n kii roTii ko faulaad kaa peT chaahiye

jis ke paa.nv na jaa.e bivaa.ii vo kyaa jaane piir paraa.ii

pe.D 'alii dhattaa jis kii ja.D hai na pattaa

jis ke kaaran jog bha.ii vo sayyaa.n prades

allaah ko dekhaa nahii.n par 'aql se to pahchaanaa hai

vo samay hii nahii.n rahe

baahar kii chiknii chup.Dii se ghar kii ruukhii hii bhalii

jis ke hove.n assii vo kare khassii

gadhe ko zaa'faraan kii qadr nahii.n

taanaa shaah diivaana jis kii chiTThii na parvaana

jhuuTe kii kuchh pat nahii.n sajan jhuuT na bol, lakhpati kaa jhuuT se do kuu.Dii ho mol

gadhaa makke se phir aave vo haajii nahii.n ho jaataa

haazir ko hujjat nahii.n Gair kii talaash nahii.n

phaT pa.De vo sonaa jas se TuuTe.n kaan

curse on the gold that causes pain, it's no use having something harmful even though beneficial apparently

chane kii do daale.n

Meaning ofSee meaning jis ko geho.n kii nahii.n , vo chane hii kii se raazii in English, Hindi & Urdu

jis ko geho.n kii nahii.n , vo chane hii kii se raazii

जिस को गेहों की नहीं , वो चने ही की से राज़ीجِس کو گیہوں کی نَہِیں ، وہ چَنے ہی کی سے راضی

Proverb

जिस को गेहों की नहीं , वो चने ही की से राज़ी के हिंदी अर्थ

  • जैसे अच्छी चीज़ नहीं मिल सकती वो बरी पर ही गुज़ारा कर लेता है

جِس کو گیہوں کی نَہِیں ، وہ چَنے ہی کی سے راضی کے اردو معانی

  • جیسے اچھی چیز نہیں مل سکتی وہ بری پر ہی گزارہ کر لیتا ہے

Showing search results for: English meaning of jis ko gehon kee naheen, English meaning of vo chane hee kee se raazee

Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Critique us (jis ko geho.n kii nahii.n , vo chane hii kii se raazii)

Name

Email

Comment

jis ko geho.n kii nahii.n , vo chane hii kii se raazii

Upload Image Learn More

Name

Email

Display Name

Attach Image

Select image
(format .png, .jpg, .jpeg & max size 4MB and upto 4 images)
Speak Now

Delete 44 saved words?

Do you really want to delete these records? This process cannot be undone

Want to show word meaning

Do you really want to Show these meaning? This process cannot be undone

Recent Words