Search results
Saved words
Showing results for "intiKHaab"
Meaning ofSee meaning intiKHaab in English, Hindi & Urdu
Origin: Arabic
Vazn : 2121
Plural: intiKHaabaat
Root word: naKHba
Tags: Political Science
Word Family: n-KH-b
English meaning of intiKHaab
Noun, Masculine, Singular
-
( Politics) selection, election, choice, option
Example • Khwah-ma-Khwah mulk ka Rupya intikhab ki behudagi mein sarf hota hai
- excerpt (from a book, etc.), compilation
Explanatory Video
Sher Examples
lākhoñ meñ intiḳhāb ke qābil banā diyā
jis dil ko tum ne dekh liyā dil banā diyā
lakhon mein intiKHab ke qabil bana diya
jis dil ko tum ne dekh liya dil bana diya
yuuñ bhī hazāroñ lākhoñ meñ tum intiḳhāb ho
puurā karo savāl to phir lā-javāb ho
yun bhi hazaron lakhon mein tum intiKHab ho
pura karo sawal to phir la-jawab ho
khultā kisī pe kyuuñ mire dil kā mo.āmla
sheroñ ke intiḳhāb ne rusvā kiyā mujhe
khulta kisi pe kyun mere dil ka moamla
sheron ke intiKHab ne ruswa kiya mujhe
इंतिख़ाब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
-
(राजनीति) चुनाव, चयन, निर्वाचन
उदाहरण • ख़्वाह-मख़्वाह मुल्क का रुपया इंतिख़ाब की बेहूदगी में सर्फ़ (व्यय) होता है
- बहुतों में से थोड़ा-सा छाँट लेना, पसंद के अनुसार चुन लेना
- प्रतिष्ठित होना, सम्मानित होना, श्रेष्ठ होना, चुना हुआ
اِنْتِخاب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
-
(سیاست) کثرت آرا سے کسی فرد کو کسی جماعت کا عہدہ دار یا عوام کا نمائندہ منتخب کرنے کا طریقہ، چناو، الیکشن
مثال • خواہ مخواہ ملک کا روپیہ انتخاب کی بیہودگی میں صرف ہوتا ہے
- مختلف چیزوں میں سے ایک یا زیادہ چیزوں کا چناو، چھنٹائی، پسند کے مطابق چن لینا
- چنا ہوا، بہترین، منتخب، چیدہ (شخص یا شے)
Urdu meaning of intiKHaab
- Roman
- Urdu
- (siyaasat) kasrat aara se kisii fard ko kisii jamaat ka ohdaadaar ya avaam ka numaa.indaa muntKhab karne ka tariiqa, chunaav, ilaikshan
- muKhtlif chiizo.n me.n se ek ya zyaadaa chiizo.n ka chunaav, chhanTaa.ii, pasand ke mutaabiq chun lenaa
- chunaa hu.a, behtariin, muntKhab, chiida (shaKhs ya shaiy
Synonyms of intiKHaab
Antonyms of intiKHaab
Compound words of intiKHaab
Related searched words
intiKHaab-e-judaagaana
the reserved areas in which elections are held on communal basis, ie in which Muslims should vote for Muslims, Hindu Hindus, Christian Christians,
zimnii-intiKHaab
an election that happens at a different time from a main election, to choose a Member of Parliament to replace one who has died or left his or her job, by-election
varaq-e-intiKHaab
selected page for future reading and giving some mark like page curving or bending
firqa-vaaraana-intiKHaab
کسی مجلس کے ممبروں کا انتخاب جو ہر ایک فرقے کے لوگ اپنے فرقے کے آدمیوں میں سے کریں
Showing search results for: English meaning of intikhab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadaf
हदफ़
.ہَدَف
a mark, butt, bull's-eye (for archers)
[ Kaman se nikla teer sidhe hadaf par ja kar laga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaah-maKHvaah
ख़्वाह-मख़्वाह
.خواہ مَخواہ
without rhyme or reason
[ Mujhe maloom hai ki Sohan nahin aayega lekin uska bhai mahinon se khwah-makhwah intizar kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jabiin
जबीन
.جَبِین
the forehead
[ Badshah ke diwan-e-aam mein hazir hote tazim-o-ehtiram mein har ek ki jabin jhuk gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jashn
जश्न
.جَشْن
celebration, feast
[ Ladke ki paidaish ke mauqa par pura khandan jashn mana raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nau-roz
नौ-रोज़
.نَو روز
New year's day (according to the Persian calendar
[ Waqt itna tezi se guzar gaya ki use kuchh pata hi na chala shadi ke chauthe din Masood Nauroz manane apne sasural chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiKHaab
इंतिख़ाब
.اِنْتِخاب
election, option
[ Khwah-ma-Khwah mulk ka Rupya intikhab ki behudagi mein sarf hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarf
सर्फ़
.صَرْف
expenditure, cost
[ Zamin ki quvvat thode se sarf se bahut dinon tak qaaem rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ro'b
रो'ब
.رُعْب
terrifying, fear, terror, dread
[ Hakim ne rob-daar aawaz mein kaha ki aaj ye kam hona hi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aqsaam
अक़्साम
.اَقْسام
kinds, types, sorts, categories
[ Baazar mein sabziyon ki mukhtalif aqsam aati hain, jinhein log paka kar khaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (intiKHaab)
intiKHaab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone