Search results
Saved words
Showing results for "'ilm"
Meaning ofSee meaning 'ilm in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'ilm
Noun, Masculine
- knowing, understanding, being learned
- knowledge, doctrine
- theory, science
- trade, art, profession
- literature
- (in the language of Sufis or mystics) the great veil which conceals the Almighty
Sher Examples
had se baḌhe jo ilm to hai jahl dosto
sab kuchh jo jānte haiñ vo kuchh jānte nahīñ
had se baDhe jo ilm to hai jahl dosto
sab kuchh jo jaante hain wo kuchh jaante nahin
ye ilm kā saudā ye risāle ye kitābeñ
ik shaḳhs kī yādoñ ko bhulāne ke liye haiñ
ye ilm ka sauda ye risale ye kitaben
ek shaKHs ki yaadon ko bhulane ke liye hain
ādamiyyat aur shai hai ilm hai kuchh aur shai
kitnā tote ko paḌhāyā par vo haivāñ hī rahā
aadamiyyat aur shai hai ilm hai kuchh aur shai
kitna tote ko paDhaya par wo haiwan hi raha
ilm meñ bhī surūr hai lekin
ye vo jannat hai jis meñ huur nahīñ
ilm mein bhi surur hai lekin
ye wo jannat hai jis mein hur nahin
ilm kī ibtidā hai hañgāma
ilm kī intihā hai ḳhāmoshī
ilm ki ibtida hai hangama
ilm ki intiha hai KHamoshi
'इल्म के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
عِلْم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- جاننا، آگاہی، واقفیت، پڑھائی، تعلیم
- عقل، تمیز، شعور
- وہ مباحث جن کے مقدمات و نتائج یقینی ہوں، سائنس
- گن، ہنر
- مرتب مباحث کا وہ مجموعہ جو کسی خاص موضوع سے مخصوص ہو اور اس میں اس موضوع سے کسی خاص حیثیت اور اعتبار سے یا اس کے چند خاص عوارض ذاتیہ کے پیش نظر بحث کی جائے اور متعلقہ قضا یا (مسائل) دلیل کے ساتھ بیان کئے جائیں، مثلاً: علم طب کہ اس کا موضوع جسم انسانی ہے اور ہرعلم تین اجزا پر مشتمل ہوتا ہے موضوع، مسائل اور مبادی جن پر مسائل مبنی ہوتے ہیں نیز کسی خاص فن کی ماہیئت یا واقفیت، ہنر، جوہر
- منتر، جادو ٹونا، عمل تسخیر
Urdu meaning of 'ilm
- Roman
- Urdu
- jaannaa, aagaahii, vaaqfiiyat, pa.Dhaa.ii, taaliim
- aqal, tamiiz, sha.uur
- vo mubaahis jin ke muqaddamaat-o-nataa.ij yaqiinii huu.n, saa.iins
- guN, hunar
- murattib mubaahis ka vo majmuu.aa jo kisii Khaas mauzuu se maKhsuus ho aur is me.n is mauzuu se kisii Khaas haisiyat aur etbaar se ya is ke chand Khaas avaariz zaatiiyaa ke peshe nazar behas kii jaaye aur mutaalliqaa qazaa ya (masaa.il) daliil ke saath byaan ki.e jaa.en, masalnah ilam tibb ki is ka mauzuu jism insaanii hai aur haraalam tiin ajaza par mushtamil hotaa hai mauzuu, masaa.il aur mubaadii jin par masaa.il mabnii hote hai.n niiz kisii Khaas fan kii maahiiyat ya vaaqfiiyat, hunar, jauhar
- mantr, jaaduu Tonaa, amal tasKhiir
Synonyms of 'ilm
Antonyms of 'ilm
Idioms of 'ilm
Proverbs of 'ilm
Showing search results for: English meaning of ilm
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lamha
लम्हा
.لَمْحَہ
a minute, a moment
[ Dada Ji ko har lamha ghar ki fikr satati rahti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zuhraana
ज़ुहराना
.ظُہْرانَہ
lunch, mid-day or afternoon meal
[ Shahzad ne dawat-e-walima mein zuhrana ka intizam kia tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
valiima
वलीमा
.وَلِیمَہ
marriage feast
[ Nafis ka nikah kiya gaya aur baad mein walima bade paimane par kiya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naashta
नाश्ता
.ناشتَہ
breakfast
[ Shahida ne thoda sa intizam nashta ka kar liya tha wahi aage rakh diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bachche ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaarvaa.n
कारवाँ
.کارْوَاں
united for mutual protection on a journey, caravan
[ Karvan tajir ne apna maal arzan (Cheap) farokht kar diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Chand-Raat mein bachche Eid ki khushi mein shab-bedari karte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shu'uur
शु'ऊर
.شُعُور
wisdom, intelligence
[ Falij se muta.assir shakhs ka andaruni su'oor hamesha karahta rahta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroKHt
फ़रोख़्त
.فَروخْت
sale, disposal
[ Zaid ghulami ki halat mein Makke aa kar farokht hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ishaa.iya
'इशाइया
.عِشائِیَہ
dinner
[ Mahfuz Ali Sahab ne apne ghar par ishaaiya diya tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us ('ilm)
'ilm
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone