Search results
Saved words
Showing results for "iKHtiyaar"
Meaning ofSee meaning iKHtiyaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of iKHtiyaar
Noun, Masculine, Singular
- jurisdiction, management, rule, sway
-
office, official position or power, authority, control
Example • Har shakhs ko ikhtiyar hai ki apni marzi chalaye lekin dosron ka haq marne ka ikhtiyar use nahin diya ja sakta
- will, pleasure, discretion
- autonomy, freedom of action, will, liberty
- privilege, right
- election, option, choice, preference
Sher Examples
saḳht kāfir thā jin ne pahle 'mīr'
maz.hab-e-ishq iḳhtiyār kiyā
saKHt kafir tha jin ne pahle 'mir'
mazhab-e-ishq iKHtiyar kiya
ye aur baat ki āñdhī hamāre bas meñ nahīñ
magar charāġh jalānā to iḳhtiyār meñ hai
ye aur baat ki aandhi hamare bas mein nahin
magar charagh jalana to iKHtiyar mein hai
ab apnā iḳhtiyār hai chāhe jahāñ chaleñ
rahbar se apnī raah judā kar chuke haiñ ham
ab apna iKHtiyar hai chahe jahan chalen
rahbar se apni rah juda kar chuke hain hum
इख़्तियार के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
اِخْتِیار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- حکم چلانے کی اہلیت، کسی بات یا معاملے پر پورا پورا تصرف حاصل ہونے کی حیثیت، آئینی طورپر حل وعقد یا تصرف کا استحقاق، اقتدار حاکمیت
-
اپنی مرضی کے مطابق کام کرنے کی قدرت، حسب دلخواہ اثرونفوذ کی طاقت، بس، قابو، غلبہ، قبضہ
مثال • ہر شخص کو اختیار ہے کہ اپنی مرضی چلائے، لیکن دوسروں کا حق مارنے کا اختیار اسے نہیں دیا جا سکتا
- اپنے قصد وارادہ سے کام کرنے کی قوت، ہوش وحواس سے کام لینے کی حالت، آزادی قول وعمل
- مرضی، خوشی
- حق، منصب
- طاقت (جو دائرۂ عمل کی رو سے حاصل ہو)، امکان، مقدور
- پسند کرنے یا چن لینے کا عمل، پسند کرنا، چن لینا
- (علم کلام) یہ نظریہ کہ انسان اپنے افعال کواپنے ارادے سے انجام دینے کی صلاحیت رکھتا ہے اور قدرت کی طرف سےمجبور محض نہیں، جبر کی ضد
- تیار، آمادہ، راضی
- پسندیدہ، پسند
Urdu meaning of iKHtiyaar
- Roman
- Urdu
- hukm chalaane kii ahliiyat, kisii baat ya mu.aamle par puura puura tasarruf haasil hone kii haisiyat, aa.iinii taur par hal vaaqid ya tasarruf ka istihqaaq, iqatidaar haakimiiyat
- apnii marzii ke mutaabiq kaam karne kii qudrat, hasab dalaKhvaah isro nafuz kii taaqat, bas, qaabuu, Galba, qabzaa
- apne qasad vaaraadaa se kaam karne kii quvvat, hoshohavaas se kaam lene kii haalat, aazaadii qaul vaamal
- marzii, Khushii
- haq, mansab
- taaqat (jo daa.ira-e-amal kii ro se haasil ho), imkaan, maqduur
- pasand karne ya chun lene ka amal, pasand karnaa, chun lenaa
- (ilam-e-kalaam) ye nazariya ki insaan apne afaal ko apne iraade se anjaam dene kii salaahiiyat rakhtaa hai aur qudrat kii taraf se majbuur mahiz nahiin, jabar kii zid
- taiyyaar, aamaada, raazii
- pasandiidaa, pasand
Synonyms of iKHtiyaar
Antonyms of iKHtiyaar
Rhyming words of iKHtiyaar
Showing search results for: English meaning of ikhtiyar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaifiyat
कैफ़ियत
.کَیفِیَت
condition, state, situation
[ Mariz apni kaifiyat jab tak khud na bataye ilaj karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaasht
काश्त
.کاشْت
cultivation
[ Zamin ka aathvan hissa kapas ki kasht ke liye makhsus kar diya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa'nat
ला'नत
.لَعْنَت
curse, rebuke, disgrace
[ Gurbat khwah jism ki ho khwah jaan ki ek laanat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kifaayat
किफ़ायत
.کِفایَت
savings, profit, advantage
[ Kifayat se kharch kiya jaye to kam amadni mein bhi guzara ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laazim
लाज़िम
.لازِم
necessary, requisite, compulsory
[ Sehat-mand rahne ke liye hazme ka durust hona lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kirdaar
किरदार
.کِرْدار
doing, action, act, deed
[ Aadmi apne kirdar se hi apni shakhsiyat banata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashaakash
कशाकश
.کَشاکَش
perplexity
[ Mukhtalif khayalat ki kashaakash mein koi faisla karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kushtii
कुश्ती
.کُشْتی
wrestling
[ Dangal film mein Amir Khan apni betiyon ko kushti ke liye taiyar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kuduurat
कुदूरत
.کُدُورَت
resentment, malice
[ Kuchh muddat baad Anwari ne kudurat dil se nikal di aur qazi ne bhi sulah kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rafiiq
रफ़ीक़
.رَفِیق
associate, comrade, friend
[ Chidiyon ke do jode hamesha chhat mein rahte the aur Eidon mein rafiq the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (iKHtiyaar)
iKHtiyaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone