Search results
Saved words
Showing results for "hijaab"
Meaning ofSee meaning hijaab in English, Hindi & Urdu
English meaning of hijaab
Noun, Masculine
- a sheet used by women to cover themselves from head to feet, veil, tapestry
- curtain, chador
- concealment
-
modesty, bashfulness, shame
Example • Ham dono itne qaribi dost ban gaye ki koi hijab baqi na raha
- (Mysticism) all things that are a hurdle to the nearness with God
- (Mysticism) vexation of heart, worldly desires, attachment to the world
- (Mysticism) meditating between God and people
- doorkeepers, porters of the Holy Kaba
- (Medical) membrane
- departure, decease
Explanatory Video
Sher Examples
adā aa.ī jafā aa.ī ġhurūr aayā hijāb aayā
hazāroñ āfateñ le kar hasīnoñ par shabāb aayā
ada aai jafa aai ghurur aaya hijab aaya
hazaron aafaten le kar hasinon par shabab aaya
ishq bhī ho hijāb meñ husn bhī ho hijāb meñ
yā to ḳhud āshkār ho yā mujhe āshkār kar
ishq bhi ho hijab mein husn bhi ho hijab mein
ya to KHud aashkar ho ya mujhe aashkar kar
saath shoḳhī ke kuchh hijāb bhī hai
is adā kā kahīñ javāb bhī hai
sath shoKHi ke kuchh hijab bhi hai
is ada ka kahin jawab bhi hai
हिजाब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- एक तिकोना रूमाल जो पर्दा या घूँघट के रूप में प्रयोग किया जाता है, नक़ाब, बुर्क़ा
- चादर, ओढ़नी, दुपट्टा
- वह पर्दा जिसके पीछे कोई चीज़ छिपी हुई हो, ओट, आड़
-
लाज, लज्जा, शर्म, हया, लिहाज़
उदाहरण • हम दोनों इतने क़रीबी दोस्त बन गए कि कोई हिजाब बाक़ी न रहा
- (सूफ़ीवादी) हिजाब उन व्यवहार को कहते हैं जो प्रेमी और प्रेमिका के मिलन में बाधा बनता हैं, सांसारिक वस्तूएं जो ईश्वर के निकट होने में बाधा या व्यवधान डाले
- (सूफ़ीवाद) सांसारिक मोह, सांसारिक इच्छाएं
- (सूफ़ीवाद) ईश्वर और मनुष्य के बीच की मध्यवर्तिता
- पवित्र काबा की सुरक्षा और देख-रेख का पद
- (चिकित्सा) शरीर का कोई पर्दा या झिल्ली
- देहान्त, मृत्यु, मौत, जैसे: फ़लाँ व्यक्ति हिजाब कर गया
حِجاب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ایک تکونا رومال جو بطور نقاب استعمال کیا جاتا ہے، نقاب، برقع
- چادر، دوپٹہ
- وہ پردہ جس کے پیچھے کوئی شے چھپی ہوئی ہو، پردہ، اوٹ، آڑ
-
حیا، شرم، لحاظ
مثال • ہم دونوں اتنے قریبی دوست بن گئے کہ کوئی حجاب باقی نہ رہا
- (تصوف) حجاب ان مراسم کو کہتے ہیں جو عاشق و معشوق کے وصل سے مانع ہوں، سور و اسباب دنیا جو تجلی اور اللہ کے قرب میں مانع ہوں، وہ چیز جو کہ تجلیات کے قبول سے مانع ہوں
- (تصوف) ہوائے نفسانی، کدورت دل
- (تصوف) واسطہ درمیان حق و خلق
- کعبہ شریف کی محافظت و نگرانی کا منصب
- (طب) جسم کا کوئی پردہ یا جھلّی
- وفات، رحلت، موت، جیسے: فلاں شخص حجاب کر گیا
Urdu meaning of hijaab
- Roman
- Urdu
- ek tikonaa ruumaal jo bataur niqaab istimaal kiya jaataa hai, niqaab, burqaa
- chaadar, dupaTTa
- vo parda jis ke piichhe ko.ii shaiy chhipii hu.ii ho, parda, oT, aa.D
- hayaa, shram, lihaaz
- (tasavvuf) hijaab in maraasim ko kahte hai.n jo aashiq-o-maashuuq ke vasl se maane huu.n, svar-o-asbaab duniyaa jo tajallii aur allaah ke qurab me.n maane huu.n, vo chiiz jo ki tajalliyaat ke qabuul se maane huu.n
- (tasavvuf) havaa.e nafsaanii, kuduurat dil
- (tasavvuf) vaastaa daramyaan haq-o-Khalaq
- kaaabaa shariif kii muhaafizat-o-nigraanii ka mansab
- (tibb) jism ka ko.ii parda ya jhillii
- vafaat, rahlat, maut, jaiseh fulaa.n shaKhs hijaab kar gayaa
Synonyms of hijaab
Idioms of hijaab
Compound words of hijaab
Related searched words
Showing search results for: English meaning of hijab, English meaning of hizaab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (hijaab)
hijaab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone