Search results
Saved words
Showing results for "havaas"
Meaning ofSee meaning havaas in English, Hindi & Urdu
English meaning of havaas
Noun, Masculine
- the (five) senses, the senses
Explanatory Video
Sher Examples
mere havās ishq meñ kyā kam haiñ muntashir
majnūñ kā naam ho gayā qismat kī baat hai
mere hawas ishq mein kya kam hain muntashir
majnun ka nam ho gaya qismat ki baat hai
hosh o havās o taab o tavāñ 'dāġh' jā chuke
ab ham bhī jaane vaale haiñ sāmān to gayā
hosh o hawas o tab o tawan 'dagh' ja chuke
ab hum bhi jaane wale hain saman to gaya
kahīñ baiThne de dil ab mujhe jo havās Tuk maiñ bajā karūñ
nahīñ taab mujh meñ ki jab talak tū phire to maiñ bhī phirā karūñ
kahin baiThne de dil ab mujhe jo hawas Tuk main baja karun
nahin tab mujh mein ki jab talak tu phire to main bhi phira karun
हवास के हिंदी अर्थ
حَواس کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- قوّت مدرکہ، حس کرنے کی قوّت، قوّت حس، حسی طاقت
- ہوش، اوسان
Urdu meaning of havaas
- Roman
- Urdu
- qoXvat mudrika, his karne kii qoXvat, qoXvat his, hissii taaqat
- hosh, ausaan
Synonyms of havaas
Idioms of havaas
Rhyming words of havaas
Related searched words
Showing search results for: English meaning of havas, English meaning of hawaas
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nafrat
नफ़रत
.نَفرَت
disgust, loathing
[ Chhipkali ek bad-surat janwar hai jisko dekh kar nafrat hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naa-ahl
ना-अहल
.نا اَہل
ineligible, disqualified
[ Na-ahlon ki wajah se Urdu zaban roz-ba-roz bigadti jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaftaaba
आफ़्ताबा
.آفْتابہ
basin, ewer, kind of water pot
[ Qism-Qism ke khane nikal kar chune aur Ganga-Jamuni chilamchi aaftaba se hath dhulwaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daryaaft
दरयाफ़्त
.دَریافْت
discovery, disclosure
[ Vasco Da Gama ne Portugal se mashriq ki janib jane wale bahri raste ki daryaft ki thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rusvaa.ii
रुसवाई
.رُسْوائی
disgrace, dishonour
[ Naqabil-e-bardasht ruswayi ke sabab Zaid ne kaam par jana chhod diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paiGaam
पैग़ाम
.پَیغام
message, news
[ Tez-raftar paigham bhejne ke liye nihayat jadid aalaat (equipment) ka intizam kiya gaya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hazm
हज़्म
.ہَضْم
digestion
[ Halki ghiza zud-hazm hoti hai aur sehat ke liye mufid hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
error, fault
[ Kisi ko saza dene se pahle uska qusoor sabit karna zaroori hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mabnii
मबनी
.مَبْنی
based on, founded on
[ Adalat ka faisla insaf aur qanoon par mabni hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (havaas)
havaas
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone