Search results
Saved words
Showing results for "hamesh"
Meaning ofSee meaning hamesh in English, Hindi & Urdu
English meaning of hamesh
Adverb
- always, forever
Sher Examples
baḌī ajiib hai ye dāstān-e-ishq 'hamesh'
saverā hone se pahle ho goyā shaam shurūa
baDi ajib hai ye dastan-e-ishq 'hamesh'
sawera hone se pahle ho goya sham shurua
ri.āyatoñ meñ likheñge hamesh naam tirā
ba-nām-e-jurm-e-vafā tohmateñ dhareñge nahīñ
riayaton mein likhenge hamesh nam tera
ba-nam-e-jurm-e-wafa tohmaten dharenge nahin
jaan jaanī hai jab abas hī 'hamesh'
phir to duniyā se fāsla rakhiye
jaan jaani hai jab abas hi 'hamesh'
phir to duniya se fasla rakhiye
हमेश के हिंदी अर्थ
क्रिया-विशेषण
- हमेशा, सदैव, सर्वदा, निरंतर, सदा (प्रायः हमेशा शब्द के उपयोगित)
ہَمیش کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فعل متعلق
- ہمیشہ، ہمیشہ ہمیش، دائم، سدا، (یہ لفظ اکثر ہمیشہ کے ساتھ مستعمل ہے)
Urdu meaning of hamesh
- Roman
- Urdu
- hamesha, hamesha himesh, daa.im, sada, (ye lafz aksar hamesha ke saath mustaamal hai
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mustafiid
मुस्तफ़ीद
.مُسْتَفِید
profiting, gaining, acquiring
[ Unhone notice bhijwaya ki agar kutub-khana band raha aur log mustafid na ho sake to aap ko.... is imarat ka kiraya dena hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
harjaana
हर्जाना
.ہَرجانَہ
indemnity, damages, compensation
[ Fariq-e-sani (The Defendant) ko khasara uthana pade to wo naalish (Petition) harjana daaer kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zamaanat
ज़मानत
.ضَمانَت
guarantee, security
[ Iski kya zamanat ki chor godam mein naqab nahin lagayenge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'aavun
त'आवुन
.تَعاوُن
cooperation, mutual aid, assistance
[ Adalat ne police tahwil mein tausi ki aur mujrim ko hidayat ki ki aap police puchh-gachh mein ta.aawun karen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muflis
मुफ़्लिस
.مُفْلِس
bankrupt, poor
[ Rafta-rafta daulat wa jaidad ne kinara-kashi shuru ki yahan tak ki chand roz mein Anaxagoras bilkul muflis ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haijaan
हैजान
.ہَیْجان
turbulence
[ Pareshaniyon se bhi aadmi haijan mein mubtala ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiqaam
इंतिक़ाम
.اِنْتِقام
revenge, retaliation
[ Bhagwan Ram ne Rawan ko mar kar Maate Site ka intiqam liya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijrat
हिजरत
.ہِجرَت
migration
[ Quamon ke ek maqam se dusre maqam par hijrat ke bahut se waqiyat milte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maKHzan
मख़ज़न
.مَخْزَن
granary
[ Urdu zaban na sirf junubi (Southern) Asia ki tahzeeb-o-saqafat ka makhzan balki un ke liye shah-rag (Jugular Vein) ke manind hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ma'aash
म'आश
.مَعاش
means of living, livelihood, subsistence
[ Najma ke sasurali kumbe mein koi fard aisa na tha jo uske sar par hath rakhta na uska koi zariya-e-ma.aash tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (hamesh)
hamesh
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone