Search results
Saved words
Showing results for "Gam-o-andoh"
Meaning ofSee meaning Gam-o-andoh in English, Hindi & Urdu
English meaning of Gam-o-andoh
Noun, Masculine
- sorrow and grief
Sher Examples
pahlū-tahī na kar ġham-o-andoh se 'asad'
dil vaqf-e-dard kar ki faqīroñ kā maal hai
pahlu-tahi na kar gham-o-andoh se 'asad'
dil waqf-e-dard kar ki faqiron ka mal hai
pīchhe ġham-o-andoh ke fir.aun kā lashkar
aage alam-o-yās kā dariyā hai asā do
pichhe gham-o-andoh ke firaun ka lashkar
aage alam-o-yas ka dariya hai asa do
maut aa.ī jī ga.e chhuT kar ġham-o-andoh se
ye nayā marnā hai jis kā naam jiinā ho gayā
maut aai ji gae chhuT kar gham-o-andoh se
ye naya marna hai jis ka nam jina ho gaya
ग़म-ओ-अंदोह के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- शोक और दुख, दुख दर्द, मुसीबतें और कठिनाइयाँ
غَم و اَنْدوہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- رنج والم، دکھ درد، مصائب و مشکلات
Urdu meaning of Gam-o-andoh
- Roman
- Urdu
- ranj vaalam, dukh dard, masaa.ib-o-mushkilaat
Showing search results for: English meaning of gamoandoh, English meaning of ghamoandoh
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaa.ndagii
ख़्वांदगी
.خوانْدَگی
literacy
[ Logon ko talim-yafta banane ke liye ganv mein khwandagi ki muhim chalayi ja rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaa.idaad
जाइदाद
.جائِداد
immovable property, estate, real estate
[ Ram aur Shyam ke darmiyan chal rahe jaaedad ke tanaza ka abhi tak koi faisla nahin hua hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tanaaza'a
तनाज़'आ
.تَنازَعَہ
dispute, controversy
[ Donon bhaiyon ke beech ja.edad ko lekar tanaza chal raha hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mudda'aa
मुद्द'आ
.مُدَّعا
purpose, purport, object
[ Napoleon ne kaha Mera sab se bada mudda'aa yahi hai ki ye Franceisi qaum khush-haal ho jaae ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
beshtar
बेशतर
.بیشتَر
mostly, for the most part
[ Sailab ki wajah se Purvanchal ka beshtar hissa pani mein doob gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
in'iqaad
इं'इक़ाद
.اِنعِْقاد
taking place, holding of a function, etc. to be held
[ Dashahre ke waqt jagah-jagah Ramlila ka in'iqad kiya jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
concurrence, consent, similarity of disposition
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq-e-raae se hi hona chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mubaahasa
मुबाहसा
.مُباحَثہ
debate, discussion, reasoning, argument
[ Hamein ghair zaroori mubaahase se bachna chahiye kyunki is se rishton mein talkhi paida ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sailaab
सैलाब
.سَیلاب
flood, torrent, stream, deluge, inundation
[ Barsat ke mausam mein bahut zyada barish hone ki wajah se aksar nadiyon mein sailab aa jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHush-haal
ख़ुश-हाल
.خوش حال
in pleasant or easy circumstances, happy, fortunate
[ Samir aur us ki biwi apne bachchon ke sath khush-hal zindagi guzar rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (Gam-o-andoh)
Gam-o-andoh
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone