Search results
Saved words
Showing results for "Gaalib"
Meaning ofSee meaning Gaalib in English, Hindi & Urdu
English meaning of Gaalib
Adjective
Noun, Masculine
- pen name of Mirza Asadullah Khan, great poet and prose writer of Urdu and Persian
- often
- in plenty
- the most, the most or greater part, the generality
Explanatory Video
Sher Examples
iqrār meñ kahāñ hai inkār kī sī ḳhūbī
hotā hai shauq ġhālib us kī nahīñ nahīñ par
iqrar mein kahan hai inkar ki si KHubi
hota hai shauq ghaalib us ki nahin nahin par
ġhālib aur mīrzā 'yagānā' kā
aaj kyā faisla kare koī
ghaalib aur mirza 'yagana' ka
aaj kya faisla kare koi
miir ke ba.ad ġhālib o iqbāl
ik sadā, ik sadī meñ guzrī hai
mir ke baad ghaalib o iqbaal
ek sada, ek sadi mein guzri hai
ग़ालिब के हिंदी अर्थ
विशेषण
संज्ञा, पुल्लिंग
- ऐसा पेड़ जिसने अपने आसपास के पेड़ों से स्वयं को ऊँचा कर लिया हो
- उर्दू और फ़ारसी के प्रसिद्ध शायर मिर्ज़ा असद उल्लाह ख़ाँ उर्फ़ मिर्ज़ा नौशा का तख़ल्लुस अर्थात जो 8 रजब-उल-मुरज्जब 1212 हिज्री के अनुसार 31 दिसंबर 1797 ईसवी को आगरे में पैदा हुए और 2 ज़ी-क़ा'द 1285 हिज्री के अनुसार 15 फ़रवरी 1869 ईसवी को दिल्ली में देहावसान हुआ
- (संगतराशी) पत्थर जैसे कठोर उथली मेहराब के फैलाव में लगाने के गढ़े हुए पत्थर
क्रिया-विशेषण
- संभवतः पक्का अनुमान है अर्थात ऐसा अनुमान जो विश्वास के निकट हो
غالِب کے اردو معانی
Roman
صفت
- قوی، زبردست، زور آور
- غلبہ پانے والا، جیتنے والا، فاتح، زیر کرنے والا
- بالادست، فائق، مسلط، چھایا ہوا
- اکثر، بیشتر، زیادہ تر
- زیادہ، بہت زیادہ
اسم، مذکر
- ایسا درخت جس نے اپنی اطراف کے درختوں سے تاج بلند کر لیا ہو
- اردو اور فارسی کے مشہور شاعر مرزا اسد اللہ خاں عرف مرزا نوشہ کا تخلص جو ۸ رجب المرجب ۱۲۱۲ ھ مطابق ۳۱ دسمبر ۱۷۹۷ ء کو آگرے میں پیدا ہوئے اور ۲ ذی قعد ۱۲۸۵ ھ مطابق ۱۵ فروری ۱۸۶۹ ء کو دہلی میں وفات پائی
- (سنگ تراشی) سنگ بستہ اتھلی محراب کے پھیلاؤ میں لگانے کے گھڑے ہوئے پتھر
فعل متعلق
- شاید، قوی گمان ہے
Urdu meaning of Gaalib
Roman
- qavii, zabardast, zor aavar
- Galba paane vaala, jiitne vaala, faatih, zer karne vaala
- baala-e-dast, faa.iq, musallat, chhaayaa hu.a
- aksar, beshatar, zyaadaa tar
- zyaadaa, bahut zyaadaa
- a.isaa daraKht jis ne apnii atraaf ke daraKhto.n se taaj buland kar liyaa ho
- urduu aur faarsii ke mashhuur shaayar mirzaa asad ullaah Khaa.n urf mirzaa nausha ka taKhallus jo ८ rajab elmar jab १२१२ ha mutaabiq ३१ disambar १७९७ -e-ko aagre me.n paida hu.e aur २ zii kaad १२८५ ha mutaabiq १५ pharavrii १८६९ -e-ko dillii me.n vafaat paa.ii
- (sang taraashii) sang basta uthlii mahiraab ke phailaa.o me.n lagaane ke gha.De hu.e patthar
- shaayad, qavii gumaan hai
Rhyming words of Gaalib
Compound words of Gaalib
Related searched words
faniyaat
فن اور ہنر کا علم ، علومِ مفیدہ خصوصاً جدید صنعت و حرفت سے تعلق رکھنے والے علمی وَفنّی شعبے .
fanjiyuun
ایک بُوٹی ، تمباکو کی ایک قسم ، سعالہ ، سعالی ، عربی میں حثیثۃ السعال کہتے ہیں ؛ دواء مستعمل .
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of gaalib, English meaning of galib
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (Gaalib)
Gaalib
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone