Search results
Saved words
Showing results for "e'tibaar"
Meaning ofSee meaning e'tibaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of e'tibaar
Noun, Masculine
- confidence, trust, belief, faith, reliability, credibility
- esteem, respect, regard, credence, prestige, honor
- credit, authority, credibility, dignity, importance, weight
-
regard, respect, view, consideration, reference, assumption, supposition
Example • Husain apne naana aur naani ke etibar se sabse afzal ( most prominent) hai
- admonition, example, lesson
- (Sufism) divine considerations
Sher Examples
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanā
ki ḳhushī se mar na jaate agar e'tibār hotā
tere wade par jiye hum to ye jaan jhuT jaana
ki KHushi se mar na jate agar e'tibar hota
tirī umiid pe Thukrā rahā huuñ duniyā ko
tujhe bhī apne pe ye e'tibār hai ki nahīñ
teri umid pe Thukra raha hun duniya ko
tujhe bhi apne pe ye e'tibar hai ki nahin
ajab e'tibār o be-e'tibārī ke darmiyān hai zindagī
maiñ qarīb huuñ kisī aur ke mujhe jāntā koī aur hai
ajab e'tibar o be-e'tibari ke darmiyan hai zindagi
main qarib hun kisi aur ke mujhe jaanta koi aur hai
ए'तिबार के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- विश्वास
- साख, धाक, भरोसा, एतिमाद, तकिया
- आदर, प्रतिष्ठा, सम्मान, गौरव, वैभव
-
विचार, अनुमान, ख़याल
उदाहरण • हुसैन अपने नाना और नानी के एतिबार से सबसे अफ़ज़ल (श्रेष्ठ) है
- सीख लेना, इबरत पकड़ना, सबक़ लेना
- (सूफ़ीवाद) वह स्थिति या मंज़िल जो ईश्वर ने निर्धारित और निश्चित किया हुआ है
اِعْتِبار کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- کسی بات کے سچ یا درست ہونے کا یقین، یقین
- اعتماد، ساکھ، بھروسے کے قابل ہونا، تکیہ، بھروسہ
- وقعت، رتبہ، حیثیت، عزت، احترام، قدر و منزلت
-
خیال، لحاظ ، قیاس، فرض یا مفروض
مثال • حسین اپنے نانا اور نانی کے اعتبار سے سب سے افضل ہے
- عبرت، عبرت پکڑنا، سبق لینا
- (تصوف) وہ حیثیت یا منزل جو خداوند تعالیٰ نے مقرر اور متعین فرمائی ہے اس کا اطلاق تجلیات اور تعینات پر آتا ہے یعنی ان کو اعتبارات کہتے ہیں
Urdu meaning of e'tibaar
Roman
- kisii baat ke sachch ya darust hone ka yaqiin, yaqiin
- etimaad, saakh, bharose ke kaabil honaa, takiya, bharosaa
- vaqaat, rutbaa, haisiyat, izzat, ehtiraam, qadar-o-manjilat
- Khyaal, lihaaz, qiyaas, farz ya mafruuz
- ibrat, ibrat paka.Dnaa, sabaq lenaa
- (tasavvuf) vo haisiyat ya manzil jo Khudaavand taala ne muqarrar aur mutayyan farmaa.ii hai is ka itlaaq tajalliyaat aur taayyunaat par aataa hai yaanii un ko etbaaraat kahte hai.n
Synonyms of e'tibaar
Antonyms of e'tibaar
Idioms of e'tibaar
Rhyming words of e'tibaar
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of etibaar, English meaning of etibar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (e'tibaar)
e'tibaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone