Search results
Saved words
Showing results for "ehtiyaat"
Meaning ofSee meaning ehtiyaat in English, Hindi & Urdu
English meaning of ehtiyaat
Explanatory Video
Sher Examples
mujhe sambhālne meñ itnī ehtiyāt na kar
bikhar na jā.ūñ kahīñ maiñ tirī hifāzat meñ
mujhe sambhaalne mein itni ehtiyat na kar
bikhar na jaun kahin main teri hifazat mein
tirā nizām hai sil de zabān-e-shā.er ko
ye ehtiyāt zarūrī hai is bahar ke liye
tera nizam hai sil de zaban-e-shaer ko
ye ehtiyat zaruri hai is bahar ke liye
koī davā bhī nahīñ hai yahī to ronā hai
sad ehtiyāt ki phailā huā corona hai
koi dawa bhi nahin hai yahi to rona hai
sad ehtiyat ki phaila hua corona hai
एहतियात के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग, एकवचन
- चौकसी, सावधानी, सुदृढ़ता, सुस्थिरता,
- परहेज, बचाव, सतर्कता, होशियारी
- नुक़्सान या हानि से बचाने या बचने का ध्यान एवं विचार, सुरक्षा, निगहबानी अर्थात निगरानी का भाव या अवस्था
- लोगों की दृष्टि या सूचना से बच कर किसी कार्य का प्रबंध, हिचकिचाहट और सुरक्षा की युक्ति या व्यवस्था के साथ क़दम उठाना
- किसी समयानुसार नीति के आधार पर क़दम उठाने से रोके रखने या रहने की प्रक्रिया, रोक-थाम, धैर्य
- लाभप्रद उद्देश्य के अनुसार किसी से दूर रहने का कार्य, परहेज़, बचाव, दूरी, बचना
- अलगाव की भावना, पृथक होने की अवस्था, उपेक्षा का बर्ताव
-
(फ़िक़्ह जाफरी) साधारण समस्याओं में इज्तिहाद और तक़लीद के अतिरिक्त तीसरा मार्ग जिसमें तथ्यों पर विचार करते हुए इस्लामी संविधान के अनुसार क्रियान्वयन होने का विश्नास हो जाए
विशेष • तक़लीद= विशेष रूप से पुराने तरीकों और परंपराओं का पालन करना • इज्तिहाद= (धर्म शास्त्र) निर्धारित सिद्धांतों के अनुसार शरिया आदेश की व्युत्पत्ति
- (सिपाहगरी) वह सेना जो युद्ध-क्षेत्र के अतिरिक्त क्षेत्रीय आवश्यकता के लिए सुरक्षित हो
اِحْتِیاط کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث، واحد
- ہوش و حواس سے سمجھ سوچ کر اقدام یا فیصلہ، اقدام عمل سے پہلے پوری پوری توجہ، غور و تامل، ہوشیاری، سوجھ بوجھ
- انجام کار کی بصیرت، دور اندیشی
- نقصان یا ضرر سے بچانے یا بچنے کا خیال و لحاظ، حفاظت، نگہبانی
- لوگوں کی نظر یا اطلاع سے بچ کر کسی کام کا اہتمام، ہچکچاہٹ اور تحفظ کی پیش بندی کے ساتھ اقدام عمل
- کسی مصلحت کی بنا پر اقدام عمل سے باز رکھنے یا رہنے کا عمل، روک تھام، ضبط
- مفید مقصد کے تحت کسی سے دور رہنے کا عمل، پرہیز، اجتناب، دوری، بچنا
- بیگانہ پن، کنارہ کشی، پہلوتہی کا برتاؤ
- (فقہ جعفری) فروعی مسائل میں اجتہاد اور تقلید کےعلاوہ تیسری راہ عمل جس میں فی نفس الامر حکم شارع کے مطابق عمل ہو جانے کا یقین ہو جائے
- (سپاہ گری) وہ فوج جو میدان جنگ کےعلاوہ مقامی ضرورت کے لیے محفوظ ہو
Urdu meaning of ehtiyaat
- Roman
- Urdu
- hosh-o-havaas se samajh soch kar iqdaam ya faisla, iqdaam amal se pahle puurii puurii tavajjaa, Gaur-o-taammul, hoshyaarii, suujhbuujh
- anjaam kaar kii basiirat, duur andeshii
- nuqsaan ya zarar se bachaane ya bachne ka Khyaal-o-lihaaz, hifaazat, nigahbaanii
- logo.n kii nazar ya ittila se bach kar kisii kaam ka ehtimaam, hichkichaahaT aur tahaffuz kii peshbandii ke saath iqdaam amal
- kisii maslihat kii banaa par iqdaam amal se baaz rakhne ya rahne ka amal, rok thaam, zabat
- mufiid maqsad ke tahat kisii se duur rahne ka amal, parhez, ijatinaab, duurii, bachnaa
- begaana pan, kanaaraakshii, pahluutihii ka bartaa.oॱe
- (fiqh jaapharii) phirvii masaa.il me.n ijatihaad aur taqliid ke ilaava tiisrii raah amal jis me.n fii nafas-ul-amar hukm shaaraa ke mutaabiq amal ho jaane ka yaqiin ho jaaye
- (sipaah girii) vo fauj jo maidaan-e-jang ke ilaava muqaamii zaruurat ke li.e mahfuuz ho
Synonyms of ehtiyaat
Antonyms of ehtiyaat
Compound words of ehtiyaat
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ehtiyat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rashk
रश्क
.رَشْک
jealous, emulation
[ Nizamuddin Auliya ko Saadi par be-intiha rashk tha isliye unki pairvi karne ke liye Khusrau aur Sajzi ko mashvara diya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiiq
रक़ीक़
.رَقِیْق
thin, fine
[ Tabib ne ilaj ke liye jo dawayen batayin un mein kuchh majoon aur raqiq sharbat zaroor hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafiiq
शफ़ीक़
.شَفِیق
kind friend, tender, merciful
[ Maan-baap jaisa shafiq duniya mein koi aur nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razzaaq
रज़्ज़ाक़
.رَزّاق
provider of food, sustainer
[ Duniya hi kya kaynat mein maujud sabhi jandaron ka razzaq khuda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashish
कशिश
.کَشِش
attraction, allurement, magnetism
[ Gulfam ne shadi ka libas pahna aur baithak mein dakhil hua uski kashish se har ek ke munh khule rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaaq
अस्बाक़
.اَسْباق
lessons, portions of text book
[ Bachche imtihan se pahle apne asbaq ko sarsari nigah se dekh rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
concurrence, agreement
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq-raae se hi hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kufr
कुफ़्र
.کُفْر
to be unbelieving, or ungrateful, ingratitude
[ Na-shukri ko bhi kufr isliye kahte hain ki ismein mohsin (generous) ke ehsan ko chhupana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaq
ताक़
.طاق
a niche, a shelf
[ Taaq diya jalane ke liye umooman istemal hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaqq
शक़्क़
.شَقّ
splitting, cleaving, tearing
[ Bail jinke khuron ki dhamak se zamin ka kaleja shaqq ho kar arzi (earthly) khazanon ke dahane khul jaya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (ehtiyaat)
ehtiyaat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone