Search results
Saved words
Showing results for "ehtisaab"
Meaning ofSee meaning ehtisaab in English, Hindi & Urdu
English meaning of ehtisaab
Noun, Masculine
- accountability
- casting accounts, computing, accounting for
- making up accounts, reckoning, estimating
- superintendence of police
- superintendence of weights and measures in the markets of a town
- prohibition
Sher Examples
diye bujhe to havā ko kiyā gayā badnām
qusūr ham ne kiyā ehtisāb us kā thā
diye bujhe to hawa ko kiya gaya badnam
qusur hum ne kiya ehtisab us ka tha
yārab mire gunāh kyā aur ehtisāb kyā
kuchh dī nahīñ hai ḳhizr sī umr-e-ravāñ mujhe
yarab mere gunah kya aur ehtisab kya
kuchh di nahin hai KHizr si umr-e-rawan mujhe
ta.alluqāt kā tanqīd se hai yārāna
kisī kā zikr kare kaun ehtisāb ke saath
talluqat ka tanqid se hai yarana
kisi ka zikr kare kaun ehtisab ke sath
اِحْتِساب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- حساب کتاب، شمار، گنتی
- عیب و صواب کی جانچ پڑتال، باز پرس، دیکھ بھال، جائزہ، محاسبہ
- (مجازاً) روک ٹوک، ممانعت (بری باتوں سے)
- (تصوف) محاسبہ کرنا، نفس عارف کا تفصیل تعینات سے یعنی ڈھونڈھنا ان میں حقائق کونیہ و شیون الہیہ کو
Urdu meaning of ehtisaab
- Roman
- Urdu
- hisaab kitaab, shumaar, gintii
- a.ib-o-savaab kii jaanch pa.Dtaal, baazpurs, dekh bhaal, jaayzaa, muhaasibaa
- (majaazan) rok Tok, mumaanat (barii baato.n se
- (tasavvuf muhaasibaa karnaa, nafas aarif ka tafsiil taayyunaat se yaanii DhuunDhnaa in me.n haqaayaq koNiiy-o-shevan alhiih ko
Synonyms of ehtisaab
Compound words of ehtisaab
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ehtisab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaufzada
ख़ौफ़ज़दा
.خَوف زَدَہ
afraid, frightened, terrified
[ Gaon mein aadam khor sher ke aane ki khabar sun kar sabhi log khaufzada ho gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashaddud
तशद्दुद
.تَشَدُّد
violence, oppression
[ Tashaddud se koi masla hal nahin hota lekin har taraf tashaddud ka hi raaj hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habiib
हबीब
.حَبِیب
friend
[ Mushkil waqt mein aziz aur habib hi kaam aate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaqf
वक़्फ़
.وَقف
bequeathing for pious purposes
[ Do sau Rupiya roz un donon ko taqsim kar deta aur baqi rah-e-khuda mein waqf-e-masakin wa muhtajin karta tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kasaad-baazaarii
कसाद-बाज़ारी
.کَساد بازاری
recession
[ Qadim kamalat ba-sabab-e-kasaad-bazari ke safha-e-rozgar se mit.te chale jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht unton ki aam ghiza thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ma'iishat
म'ईशत
.مَعِیشَت
economy, economic condition
[ 'Ghalib' ki ma'ishat ka inhisar (Dependence) unki maurusi (Ancestral) pension par tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziyaa
ज़िया
.ضِیا
light, shine, blaze, illumination
[ Chand ki chandi sitaron ki ziya ko mand kar deti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kasrat
कसरत
.کَثْرَت
abundance, plurality, plethora
[ Sattar ka adad (Number) muhavare ki ru se kasrat par dalalat (logic/indication) karta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muzaahara
मुज़ाहरा
.مُظاہَرَہ
protest, demonstration
[ Junub-Afirqi safed-famon (African White) ne sarkar ke khilaf muzahara kiya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (ehtisaab)
ehtisaab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone