Search results
Saved words
Showing results for "ehsaan"
Meaning ofSee meaning ehsaan in English, Hindi & Urdu
English meaning of ehsaan
Noun, Masculine
- doing that which is good, good deed, virtue
- benevolent action, beneficence, favour, kindness, conferring of obligation
-
do (someone) a good turn in return for his favour
Example • Ehsan ka bakhan karne wale insan ka ehsan kaun manega
- to be or become good
Sher Examples
baḌā ehsān ham farmā rahe haiñ
ki un ke ḳhat unheñ lauTā rahe haiñ
baDa ehsan hum farma rahe hain
ki un ke KHat unhen lauTa rahe hain
muntazir haiñ dam-e-ruḳhsat ki ye mar jaa.e to jaa.eñ
phir ye ehsān ki ham chhoḌ ke jaate bhī nahīñ
muntazir hain dam-e-ruKHsat ki ye mar jae to jaen
phir ye ehsan ki hum chhoD ke jate bhi nahin
ham aur rasm-e-bandagī āshuftagī uftādgī
ehsān hai kyā kyā tirā ai husn-e-be-parvā tirā
hum aur rasm-e-bandagi aashuftagi uftadgi
ehsan hai kya kya tera ai husn-e-be-parwa tera
एहसान के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- (किसी के साथ) भलाई का कार्य, अच्छा व्यवहार, दया का व्यवहार, भलाई या नेकी में किया गया उपकार
- अच्छे व्यवहार (जैसे व्यवहार करने वाला या वह व्यक्ति जिसके साथ अनुभव करे)
-
( अच्छा व्यवहार किये जाने पर) धन्यवाद, कृतज्ञता, निहोरा, सुकर्म, अच्छा कर्म, नेक काम, कृपा उपकार
उदाहरण • एहसान का बखान करने वाले इंसान का एहसान कौन मानेगा
- (सूफ़ीवाद) ईश्वरीय ज्योति का दर्शन, गुणों के आवरण में, सर्वशक्तिमान का दर्शन, गुणों का अवलोकन जिसे आँखों देशा विश्वास कहा जाता है
اِحْسان کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- (کسی کے ساتھ) نیکی کا عمل، اچھا سلوک، مہربانی کا برتاؤ، نیکی، عمل خیر
- اچھے سلوک (جسے سلوک کرنے والا یا وہ شخص جس کے ساتھ محسوس کرے)
-
(اچھا سلوک کیے جانے پر) شکریہ، شکر، ممنونیت کا اعتراف
مثال • احسان کے بکھان کرنے والے انسان کا احسان کون مانے گا
- (تصوف) نور بصیرت سے حق کا مشاہدہ، صفات کے پردے میں ذات باری تعالیٰ کا دیدار، مشاہدہؑ صفاتیہ جس کو عین الیقین کہتے ہیں
Urdu meaning of ehsaan
Roman
- (kisii ke saath) nekii ka amal, achchhaa suluuk, mehrbaanii ka bartaa.o, nekii, amal Khair
- achchhe suluuk (jise suluuk karne vaala ya vo shaKhs jis ke saath mahsuus kare
- (achchhaa suluuk ki.e jaane par) shukriya, shukr, mamnuuniiyat ka etraaf
- (tasavvuf) nuur-e-basiirat se haq ka mushaahidaa, sifaat ke parde me.n zaat baarii taala ka diidaar, mushaahid ha.aa sifaatiiyaa jis ko a.inulayqiin kahte hai.n
Synonyms of ehsaan
Antonyms of ehsaan
Idioms of ehsaan
Proverbs of ehsaan
Compound words of ehsaan
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ehsan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (ehsaan)
ehsaan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone