Search results
Saved words
Showing results for "adaa"
Meaning ofSee meaning adaa in English, Hindi & Urdu
Vazn : 12
Tags: Islamic Jurisprudence Sufism
English meaning of adaa
Arabic - Noun, Feminine
- ( of a task) completion, perfection
- (Islamic Jurisprudence) the prayer or worship that must performed in appropriate time
Noun, Masculine
- to clear off the debts, to pay off loan, payment, settlement
- (of an essay or idea etc.) expression
Persian - Noun, Masculine
- style, posture, blandishment, amorous signs and gestures, coquetry
- elegance
- (of something) graceful manner on carriage, graceful or elegant gesture
Explanatory Video
Sher Examples
pahle is meñ ik adā thī naaz thā andāz thā
rūThnā ab to tirī aadat meñ shāmil ho gayā
pahle is mein ek ada thi naz tha andaz tha
ruThna ab to teri aadat mein shamil ho gaya
hayā se sar jhukā lenā adā se muskurā denā
hasīnoñ ko bhī kitnā sahl hai bijlī girā denā
haya se sar jhuka lena ada se muskura dena
hasinon ko bhi kitna sahl hai bijli gira dena
ham to tamām umr tirī hī adā rahe
ye kyā huā ki phir bhī hamīñ bevafā rahe
hum to tamam umr teri hi ada rahe
ye kya hua ki phir bhi hamin bewafa rahe
अदा के हिंदी अर्थ
अरबी - संज्ञा, स्त्रीलिंग
- (किसी कार्य का) पूरा करना, पूर्णता
- (इस्लामी धर्मशास्त्र) निश्चित समय पर पूजा-अर्चना करना, वह प्रार्थना जो निश्चित समय पर की जाए
- (सूफ़ीवाद) विशेषतापूर्ण दैवीय नामों की ज्योति में निःस्वार्थ अस्तित्व का प्रतिबिंब जिसको आत्मदर्शन एवं आत्म-प्रदर्शन कहते हैं और उस आत्मदर्शन एवं आत्म-प्रदर्शन का उद्देश्य " फ़'अह़बब्तु अन उअ्'रफ़ '' (बस मैंने यह चाहा कि पहचाना जाऊँ) है
संज्ञा, पुल्लिंग
- ( ऋण) देना, चुकाना, (ली हुई राशि) लौटाना, जैसे: यह कर्ज़ मैं अदा कर चुका हूँ
- (किसी निबंध या विचार इत्यादि का) व्याख्यान अथवा अभिव्यक्ति, व्याख्यान अथवा अभिव्यक्ति की शैली
اَدا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
عربی - اسم، مؤنث
- (کسی امر کی) انجام دہی، تکمیل
- (فقہ) عبادات کی مقرر وقت پر انجام دہی، وہ عبادت جو مقرر وقت پر انجام دی جائے
- (تصوف) تجلیات اسمائی وصفاتی میں بے کیفی ذات کا انعکاس جس کو خود بینی اور خود نمائی کہتے ہیں اور منشا اس خود بینی وخود نمائی کا ’فَاَحْبَبْتُ اَنْ اُعْرَف‘ (بس چاہا میں نے یہ کہ پہچانا جاؤں) ہے
اسم، مذکر
- (قرض وغیرہ کی) بے باقی، چکتا
- (کسی مضمون یا خیال وغیرہ کا) بیان یا اظہار، بیان یا اظہار کا اسلوب
فارسی - اسم، مذکر
- نقل وحرکت کا عام انداز، روش، ڈھنگ
- دل لبھانے والی حرکت یا اشارہ، انداز معشوقانہ، ناز نخرہ، غمزہ (عموماً شاعرانہ نظم یا نثر میں مستعمل)
- (کسی چیز کی) پسندیدہ وضع، خوبی یا طرحداری کا انداز، دلکش پیرایہ
Urdu meaning of adaa
- Roman
- Urdu
- (kisii amar kii) anjaam dahii, takmiil
- (fiqh) ibaadaat kii muqarrar vaqt par anjaam dahii, vo ibaadat jo muqarrar vaqt par anjaam dii jaaye
- (tasavvuf) tajalliyaat ismaa.ii vasfaatii me.n be kaifii zaat ka ina.ikaas jis ko Khud biinii aur Khudanumaa.ii kahte hai.n aur manshaa us Khud biinii vaKhod numaa.ii ka 'faah॒bab॒tu an॒ ua॒raf' (bas chaahaa mainne ye ki pahchaanaa jaa.uun) hai
- (qarz vaGaira kii) bebaaqii, chuktaa
- (kisii mazmuun ya Khyaal vaGaira ka) byaan ya izhaar, byaan ya izhaar ka usluub
- naql-e-harkat ka aam andaaz, ravish, Dhang
- dil lubhaane vaalii harkat ya ishaaraa, andaaz maashuuqaanaa, naaz naKhraa, Gamzaa (umuuman shaayaraana nazam ya nasr me.n mustaamal
- (kisii chiiz kii) pasandiidaa vazaa, Khuubii ya tarahdaarii ka andaaz, dilkash pairaaya
Antonyms of adaa
Rhyming words of adaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ada
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qarz
क़र्ज़
.قَرْض
loan, debt, credit
[ Kahte hain qarz wo qainchi hai jo dosti ka bandhan kaat deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaadir
क़ादिर
.قادِر
potent, powerful, capable
[ Mashriqi (Eastern) zabanon ki ek khususiyat ye batayi gayi hai ki wo jazbati izhar par puri tarah qadir hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
command, control, authority
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaazii
क़ाज़ी
.قاضی
judge, kazi, cadi
[ Arshad ne qazi ke faisle ke mutabiq apni jaaedad bachchon mein taqsim kar di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
faultiness, fault, sin
[ Kisi ko saza dene se qabl uska qusoor sabit karna zaroori hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaarii
क़ारी
.قاری
reader
[ Tahreer kaisi hai iska faisla to qari kar sakte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaraar
क़रार
.قَرار
peace, quietness, rest
[ Zaid ne jab se apni kamyabi ki khabar suni use qaraar nahin wo jaldi se jaldi apne dada-jaan ko batana chahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadr
क़द्र
.قَدْر
honour, dignity
[ Badshah khud uske dildaadah the khud shaer the shaeron ki qadr karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabz
क़ब्ज़
.قبض
constipation, costiveness
[ Koi bhi khane ki cheez qabz ka shartiya ilaj nahin ho sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (adaa)
adaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone