Search results
Saved words
Showing results for "Dher"
Meaning ofSee meaning Dher in English, Hindi & Urdu
English meaning of Dher
Noun, Masculine
- grave
- heap, mound, pile
Adjective
- much, abundant, enough
- tired, lying down
Sher Examples
hameñ har vaqt ye ehsās dāman-gīr rahtā hai
paḌe haiñ Dher saare kaam aur mohlat zarā sī hai
hamein har waqt ye ehsas daman-gir rahta hai
paDe hain Dher sare kaam aur mohlat zara si hai
Talnā thā mere paas se ai kāhilī tujhe
kam-baḳht tū to aa ke yahīñ Dher ho ga.ī
Talna tha mere pas se ai kahili tujhe
kam-baKHt tu to aa ke yahin Dher ho gai
jaam hai tauba-shikan tauba mirī jām-shikan
sāmne Dher haiñ TuuTe hue paimānoñ ke
jam hai tauba-shikan tauba meri jam-shikan
samne Dher hain TuTe hue paimanon ke
haath lagāte hī miTTī kā Dher hue
kaise kaise rañg bhare the ḳhvāboñ meñ
hath lagate hi miTTi ka Dher hue
kaise kaise rang bhare the KHwabon mein
badan gul chehra gul ruḳhsār gul lab gul dahan hai gul
sarāpā ab to vo rashk-e-chaman hai Dher phūloñ kā
badan gul chehra gul ruKHsar gul lab gul dahan hai gul
sarapa ab to wo rashk-e-chaman hai Dher phulon ka
ढेर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- एक स्थान पर विशेषतः एक दूसरी पर रखी हुई बहुत सी वस्तुओं का ऊँचा समूह
- एक स्थान पर नीचे-ऊपर रखी हुई बहुत-सी वस्तुओं का ऊँचा समूह; राशि; अटाला
- अंबार; गंज
- पुंज; टाल।
ڈَھیر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- انبار ، اَٹالا.
- بہت سا ، بکثرت ، زیادہ مقدار یا تعداد میں.
- ایک ادنیٰ قوم کے لوگ جو اپنے آپ کو کوئوں کی نسل تصور کرتے ہیں اور مردار کھاتے ہیں .
- کثرت ، افراط ، بہتات ، فراوانی ؛ آںکھ کا میل.
- ٹِیلا ، تودہ ، ڈھیپا (مٹی کا).
- (کنایتہً) قبر ، مزار .
- ذخیرہ.
اسم، مذکر
- ایک پہاڑی درخت جو دو قسم کا ہوتا ہے ایک خاردار ، دوسرا بے خار ، اس کا تنا چھوٹا اور سیدھا ہوتا ہے اس کے پتّے دو انگل چوڑے اور تین سے چھ انچ تک لمبے ہوتے ہیں وضع ان کی آڑو کے پتوں کی سی ہوتی ہے پھل پکائین کے پھل سے کسی قدر مشابہ اور گچھوں میں ہوتے ہیں اس کے پھولوں کا رنگ زرد بتایا جاتا ہے ، انکول.
Urdu meaning of Dher
- Roman
- Urdu
- ambaar, aTaalaa
- bahut saa, bakasrat, zyaadaa miqdaar ya taadaad me.n
- ek adnaa qaum ke log jo apne aap ko kau.o.n kii nasal tasavvur karte hai.n aur murdaar khaate hai.n
- kasrat, ifraat, bohtaat, faraavaanii ; aankh ka mel
- Tiila, todaah, Dhiipaa (miTTii ka)
- (kanaa.etan) qabr, mazaar
- zaKhiiraa
- ek pahaa.Dii daraKht jo do kism ka hotaa hai ek Khaardaar, duusraa beKhaar, is ka tanaa chhoTaa aur siidhaa hotaa hai is ke patte do ungal chau.De aur tiin se chhः inch tak lambe hote hai.n vazaa in kii aa.Duu ke patto.n kii sii hotii hai phal pakaa.iin ke phal se kisii qadar mushaabeh aur guchchho.n me.n hote hai.n is ke phuulo.n ka rang zard bataayaa jaataa hai, anukuul
Proverbs of Dher
Rhyming words of Dher
Compound words of Dher
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaab
अस्बाब
.اَسْباب
causes, motives, means, reasons
[ Doctor Corona ke zamaane mein Corona jaisi khatarnak virus ke asbaab ka pata laga rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aadat
'आदत
.عادَت
habit, treatment, disposition
[ Aadat kisi bhi chiz ki ho usko chhor pana bahut mushkil kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sat.h
सत्ह
.سَطْح
expanse, platform, surface layer, surface
[ Pani ki satah par banne wali taswir der-paa nahin hoti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tib
तिब
.طِبْ
the science of medicine, medical treatment
[ Tib ke usoolon par chala jaye to sihat barbad nahin hoti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aajiz
'आजिज़
.عاجِز
disappointed, in despair, hopeless
[ Be-rozgari se ajiz ho kar mulk chhor dena bhi achchha nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHataa-kaar
ख़ता-कार
.خَطا کار
guilty, wrongdoer, culprit
[ Khatakar ko kabhi na kabhi saza zaroor milti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aabid
'आबिद
.عابِد
godly, pious, devout
[ Dosron ka diya khane wala abid wa zahid ho hi nahin sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faaqa-kashii
फ़ाक़ा-कशी
.فاقَہ کَشی
starvation
[ Gharib ki faqa-kashi ek din zaroor rang layegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaaniin
क़वानीन
.قَوانِین
canons, rules, laws, ordinances, statutes
[ Aajkal kuch log sarkari qavanin ki khilaf-varzi khub dhadalle se kar rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
badaulat
बदौलत
.بَدَولَت
by the favour or bounty (of)
[ Shaahid Ahsan ka bahut ehsaanmand hai kyunki Ahsan ki badaulat hi use naukari mili hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (Dher)
Dher
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone