Search results
Saved words
Showing results for "dariyaa"
Meaning ofSee meaning dariyaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of dariyaa
Noun, Masculine
- sea
- the waters, a large rive
- fisherman
- a kind of jewellery
Sher Examples
ye ishq nahīñ āsāñ itnā hī samajh liije
ik aag kā dariyā hai aur Duub ke jaanā hai
ye ishq nahin aasan itna hi samajh lije
ek aag ka dariya hai aur Dub ke jaana hai
ishrat-e-qatra hai dariyā meñ fanā ho jaanā
dard kā had se guzarnā hai davā ho jaanā
ishrat-e-qatra hai dariya mein fana ho jaana
dard ka had se guzarna hai dawa ho jaana
baḌe logoñ se milne meñ hamesha fāsla rakhnā
jahāñ dariyā samundar se milā dariyā nahīñ rahtā
baDe logon se milne mein hamesha fasla rakhna
jahan dariya samundar se mila dariya nahin rahta
दरिया के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- नदी, वह जल धारा जो पर्वत से निकल कर समुद्र में मिल जाए, समुद्र, सागर, तरंगिणी, सरिता, आपगा, शैवलिनी
دَرْیا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- پانی کی وہ لمبی اور کسی قدر چوڑی دھار جو اپنے منبع (جِھیل یا پہاڑ وغیرہ) سے نِکل کر خُشکی پر دُور تک بہتی ہے اور آخر میں کسی دوسرے دریا یا سمندر میں جا ملتی ہے، بڑی ندی
- (ماہی گیری) دریائی مچھلیاں پکڑنے والا، مچھیرا
- سمندر
- (تصوّف) خالص غیر مخلوق، خُدائی طاقت
- کان کی لَو میں پہننے کا چھوٹا سا زیور جس میں عام طور پر صرف ایک موتی ہوتا ہے
Urdu meaning of dariyaa
- Roman
- Urdu
- paanii kii vo lambii aur kisii qadar chau.Dii dhaar jo apne mambaa (jhiil ya pahaa.D vaGaira) se nikal kar Khushkii par duur tak behtii hai aur aaKhir me.n kisii duusre dariyaa ya samundr me.n ja miltii hai, ba.Dii nadii
- (maahii gerii) dariyaa.ii machhliyaa.n paka.Dne vaala, machhiiraa
- samundr
- (tasavvuph) Khaalis Gair maKhluuq, Khudaa.ii taaqat
- kaan kii lo me.n pahanne ka chhoTaa saa zevar jis me.n aam taur par sirf ek motii hotaa hai
Synonyms of dariyaa
Idioms of dariyaa
Showing search results for: English meaning of dariya
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taab
ताब
.تَاب
endurance, tolerance
[ Jab insan mein dukh sahne ki taab nahin rahti to zindagi ka ant samjha jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saabit
साबित
.ثابِت
prove, confirm
[ Jurm jab tak sabit na ho jaye sazaa nahin di jaa sakti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hajj
हज्ज
.حَجّ
the obligatory pilgrimage to be performed by every Muslim once in his lifetime
[ Haj ek Islami ibadat hai jiska adaa karna maal-daron par farz hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baKHt
बख़्त
.بَخْت
fortune, good fortune, luck
[ Ilm, aamozish, tarbiyat aisi chizain hain jise bakht ki kunji kaha jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ba-jaa
ब-जा
.بَجا
fit, appropriate, suitable
[ Aap ba-jaa kahte hain lekin har haqiqat suboot ke baghair kamzor hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ahbaab
अहबाब
.اَحْباب
friends, dear ones, lovers
[ Aadmi ki pahchan uske ahbab se bhi hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaj
ताज
.تاج
a high-crowned cap
[ Taaj badshah ke sar ki shan hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijaab
हिजाब
.حِجاب
modesty, bashfulness, shame
[ Ham dono itne qaribi dost ban gaye ki koi hijab baqi na raha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bahs
बहस
.بَحْث
argument, discussion, debate
[ Bahas se ilm mein izafa hota hai lekin bahas jhagda na ban jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haajat
हाजत
.حاجَت
hope, wish
[ Aadmi ki ek hajat puri ho jaye to kai paida ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (dariyaa)
dariyaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone