Search results
Saved words
Showing results for "chashm-e-tar"
Meaning ofSee meaning chashm-e-tar in English, Hindi & Urdu
English meaning of chashm-e-tar
Compound Word
- moist or tearful eyes, eyes filled with tears
Sher Examples
nikal ga.e haiñ jo bādal barasne vaale the
ye shahr aab ko tarsegā chashm-e-tar ke baġhair
nikal gae hain jo baadal barasne wale the
ye shahr aab ko tarsega chashm-e-tar ke baghair
maiñ raat TuuT ke royā to chain se soyā
ki dil kā zahr mirī chashm-e-tar se niklā thā
main raat TuT ke roya to chain se soya
ki dil ka zahr meri chashm-e-tar se nikla tha
vo aks ban ke mirī chashm-e-tar meñ rahtā hai
ajiib shaḳhs hai paanī ke ghar meñ rahtā hai
wo aks ban ke meri chashm-e-tar mein rahta hai
ajib shaKHs hai pani ke ghar mein rahta hai
चश्म-ए-तर के हिंदी अर्थ
संयुक्त शब्द
- नम या शोकाकुल आँख
چشمِ تَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
مرکب لفظ
- آنسو بھری آنکھ، چشم پُر آب، چشم پُرنم، چشم گریاں، دیدہ تر
Urdu meaning of chashm-e-tar
- Roman
- Urdu
- aa.nsuu bharii aa.nkh, chasham pur aab-e-chashm purnam, chasham giriyaan, diidaa tar
Related searched words
Showing search results for: English meaning of chashmetar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaajib
वाजिब
.واجِب
just, right, appropriate
[ Aapne badi wajib baat kahi hai ki hamein imtihan ke liye taiyar rahna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaab
ख़्वाब
.خواب
dream
[ Sone mein khwab dekhna qudrati baat hai lekin jagte mein khwab dekhna suna hai achchha nahin hota ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
savaab
सवाब
.ثَواب
requital, or reward (especially, of obedience to God)
[ Mazhab mein kisi nek kam ka badla sawab kahlata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuub
ख़ूब
.خُوب
fine, good
[ Aapne khoob kiya jo uski madad ki voh madad ka mustahiq tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habiib
हबीब
.حَبِیب
a friend
[ Dosti karne walon ko habib kahte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taKHt
तख़्त
.تَخْت
throne, royal seat
[ Mughal badhsah Akbar bahut chhoti umr mein takht par baitha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabaasat
ख़बासत
.خَباثَت
evilness, wickedness
[ Uski fitrat (nature) mein khabasat hai isliye wo sabki nazar mein bura hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vabaa
वबा
.وَبا
epidemic, pandemic, pestilence
[ Mulazimon par yah baat sabit kar di ki mera yah daura sarakari mulazimon ke liye koi....khatarnak waba nahin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaab
जवाब
.جَواب
answer, reply, response
[ Mehnat karne ke bawajood imtihan mein voh sawalon kaa jawab na de sakaa ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
abvaab
अबवाब
.اَبْواب
chapters, sections, parts
[ Main ne jo novel likha hai wo kul char abawab par mushtamil hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (chashm-e-tar)
chashm-e-tar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone