Search results
Saved words
Showing results for "charaaGaa.n"
Meaning ofSee meaning charaaGaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of charaaGaa.n
Noun, Masculine, Plural
- to illuminate, illumination
- display of lights, general illumination, illuminating of lamps
- lamps, lights
- (Punishment) to inflict a cruel kind of punishment by placing burning lights into the wounds of a lashed culprit
Explanatory Video
Sher Examples
muddat huī hai yaar ko mehmāñ kiye hue
josh-e-qadah se bazm charāġhāñ kiye hue
muddat hui hai yar ko mehman kiye hue
josh-e-qadah se bazm charaghan kiye hue
kahāñ to tai thā charāġhāñ har ek ghar ke liye
kahāñ charāġh mayassar nahīñ shahar ke liye
kahan to tai tha charaghan har ek ghar ke liye
kahan charagh mayassar nahin shahar ke liye
hone do charāġhāñ mahloñ meñ kyā ham ko agar dīvālī hai
mazdūr haiñ ham mazdūr haiñ ham mazdūr kī duniyā kaalī hai
hone do charaghan mahlon mein kya hum ko agar diwali hai
mazdur hain hum mazdur hain hum mazdur ki duniya kali hai
चराग़ाँ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, बहुवचन
- चराग़ों का जलना, पंक्तियों में बहुत से दीपक जलाने का कर्म
- जलते हुए चराग़ों की पंक्तियाँ, दीपावली, दीपमाला, दीपोत्सव
- बहुत से दीपक
- (दंड) अपराधी को शारीरिक यातना देने की एक अमानुषिक शैली, जिसमें उसके सिर पर बहुत से घाव बनाकर हर घाव में एक जलती हुई बत्ती रखते थे
چَراغاں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، جمع
- بہت سے چراغ ایک ساتھ جلانے کا عمل
- بہت سے چراغوں کی یکجا روشنی، چراغوں کا جلنا، قطار در قطار جلتے ہوئے چراغ، دیپ مالا، دیپ اتسو
- بہت سے چراغ
- (سزا) مجرم کو جسمانی اذیت دینے کی ایک غیرانسانی طریقہ، جس میں مجرم کے سر پر بہت سارے گھاؤ بنا کر ہر گھاو میں جلتی ہوئی بتی رکھ دیتے ہیں
Urdu meaning of charaaGaa.n
- Roman
- Urdu
- bahut se chiraaG ek saath jalaane ka amal
- bahut se charaaGo.n kii yakjaa roshnii, charaaGo.n ka jalnaa, qataar dar qataar jalte hu.e chiraaG, diip maalaa, diip utsav
- bahut se chiraaG
- (sazaa) mujrim ko jismaanii aziiyat dene kii ek Gair insaanii tariiqa, jis me.n mujrim ke sar par bahut saare ghaa.o banaa kar har ghaav me.n jaltii hu.ii battii rakh dete hai.n
Synonyms of charaaGaa.n
Idioms of charaaGaa.n
Compound words of charaaGaa.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of charaagaan, English meaning of charaaghaan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qarz
क़र्ज़
.قَرْض
loan, debt, credit
[ Kahte hain qarz wo qainchi hai jo dosti ka bandhan kaat deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaadir
क़ादिर
.قادِر
potent, powerful, capable
[ Mashriqi (Eastern) zabanon ki ek khususiyat ye batayi gayi hai ki wo jazbati izhar par puri tarah qadir hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
command, control, authority
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaazii
क़ाज़ी
.قاضی
judge, kazi, cadi
[ Arshad ne qazi ke faisle ke mutabiq apni jaaedad bachchon mein taqsim kar di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
faultiness, fault, sin
[ Kisi ko saza dene se qabl uska qusoor sabit karna zaroori hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaarii
क़ारी
.قاری
reader
[ Tahreer kaisi hai iska faisla to qari kar sakte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaraar
क़रार
.قَرار
peace, quietness, rest
[ Zaid ne jab se apni kamyabi ki khabar suni use qaraar nahin wo jaldi se jaldi apne dada-jaan ko batana chahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadr
क़द्र
.قَدْر
honour, dignity
[ Badshah khud uske dildaadah the khud shaer the shaeron ki qadr karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabz
क़ब्ज़
.قبض
constipation, costiveness
[ Koi bhi khane ki cheez qabz ka shartiya ilaj nahin ho sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (charaaGaa.n)
charaaGaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone