Search results
Saved words
Showing results for "bachcha"
Meaning ofSee meaning bachcha in English, Hindi & Urdu
English meaning of bachcha
Sher Examples
tire ḳhayāl ke hāthoñ kuchh aisā bikhrā huuñ
ki jaise bachcha kitābeñ idhar udhar kar de
tere KHayal ke hathon kuchh aisa bikhra hun
ki jaise bachcha kitaben idhar udhar kar de
jab chalī ThanDī havā bachcha ThiThur kar rah gayā
maañ ne apne la.al kī taḳhtī jalā dī raat ko
jab chali ThanDi hawa bachcha ThiThur kar rah gaya
man ne apne lal ki taKHti jala di raat ko
kisī ne rakh diye mamtā-bhare do haath kyā sar par
mire andar koī bachcha bilak kar rone lagtā hai
kisi ne rakh diye mamta-bhare do hath kya sar par
mere andar koi bachcha bilak kar rone lagta hai
बच्चा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- किसी भी प्राणी का नवजात शिशु, जैसे-कुत्ते या बिल्ली का बच्चा, आदमी का बच्चा
- छतरी की छोटी तान जो जो बड़ी तान की आड़ होती है
- फफूंद जो दिनों के पुराने तेल के अचार मुरब्बे में पड़ जाती है
- नतीजा
- नादान, नासमझ, नावाक़िफ़
- छोटा पौधा, नया पौधा जो फूटे
- हर जानदार की छोटी औलाद
- कमसिन, जिस की उम्र थोड़ी हो, लड़का, छोकरा
- ख़ून का लोथड़ा या कुछ लहू सा जो बहुत दिनों तक बंद रखे हुए घी में पड़ जाता है, घी का गंदा जमाव
- बेटा, औलाद (इंसान, हैवान, नर और मादा सब के लिए उपयुक्त )
- बालक, शिशु, अवयस्क, नाबालिग़, छोकरा, लड़का, पुत्र, बेटा, हरेक प्राणी का शिशु, नासमझ, अबोध
- मर्दक, नालायक़
- हरामी, किसी का जना, वेश्या का लड़का
بَچَّہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کم سن، جس کی عمر تھوڑی ہو، کمسن لڑکا، طفل، چھوکرا
- ولد الزنا، حرامی، کسی کا جنا، بیسوا کا لڑکا
- ہر جاندار کی چھوٹی اولاد
- نادان، ناسمجھ، ناواقف
- بیٹا، اولاد (انسان حیوان نر اور مادہ سب کے لئے مستعمل)
- مردک، نالائق (بیشتر تحقیر کے لیے مستعمل)
- بزرگوں کا خوردوں سے (خاص کر) فقرا کا عام لوگوں سے کلمۂ خطاب (اکثر پیْار کے موقع پر)
- (مجازاً) پیدا کردہ ، نتیجہ
- غصے میں جھڑ کنے کے موقع پر (پیشتر مخاطب کے من٘ھ سے نکلی ہوئی بات دوہرا کر ، ’ کا ‘ ’ کے ‘ ’ کی ‘ کے ساتھ) ماقبل سے مل کر ’ بد معاش‘ الو‘ وغیرہ کا مترادف
- چھتری کی چھوٹی تان جو جو بڑی تان کی آڑ ہوتی ہے
- خون کا لوتھڑا یا کچھ لہو سا جو بہت دنوں تک بند رکھے ہوئے گھی میں پڑ جاتا ہے، گھی کا گندہ جماؤ
- پھپون٘دی کی پٹ جو دنوں کے پرانے تیل کے اچار مربے میں پڑ جاتی ہے
- پیڑ کی پود کا، چھوٹا سا پودا، نیا پودا جو پھوٹے
Urdu meaning of bachcha
- Roman
- Urdu
- kamsin, jis kii umr tho.Dii ho, kamsin la.Dkaa, tifal, chhokraa
- valad alaznaa, haraamii, kisii ka jana, biisvaa ka la.Dkaa
- har jaanadaar kii chhoTii aulaad
- naadaan, naasamajh, naavaaqif
- beTaa, aulaad (insaan haivaan nar aur maadda sab ke li.e mustaamal
- mardak, naalaayaq (beshatar tahqiir ke li.e mustaamal
- buzurgo.n ka Khurdo.n se (Khaaskar) fuqaraa ka aam logo.n se kalmaa-e-Khitaab (aksar pii॒aar ke mauqaa par
- (majaazan) paida karda, natiija
- Gusse me.n jha.D kane ke mauqaa par (peshtar muKhaatab ke munh se niklii hu.ii baat dohraa kar, ' ka ' ' ke ' ' kii ' ke saath) maaqbal se mil kar ' badmaash' ulluu' vaGaira ka mutraadif
- chhatrii kii chhoTii taan jo jo ba.Dii taan kii aa.D hotii hai
- Khuun ka loth.Daa ya kuchh lahuu saa jo bahut dino.n tak band rakhe hu.e ghii me.n pa.D jaataa hai, ghii ka gandaa jamaa.o
- phapondii kii paTT jo dino.n ke puraane tel ke achaar murabbe me.n pa.D jaatii hai
- pe.D kii pod ka, chhoTaa saa paudaa, nayaa paudaa jo phuuTe
Synonyms of bachcha
Rhyming words of bachcha
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hal
हल
.حَل
solution (of a knotty problem), resolution
[ Har masle ka koi na koi hal zaroor hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
malhuuz
मलहूज़
.مَلحُوظ
contemplated, regarded, considered
[ Koi kaam karo lekin dusron ka khayal bhi malhuz rahna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istilaah
इस्तिलाह
.اِصْطِلاح
technical term, terminology, term
[ Lughat aur farhang hi wo zariya hain jin mein istilahon ke mani va mafhum bataye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qatl
क़त्ल
.قَتْل
murder, killing
[ Insani qatl ko baaz auqaat do suraton mein taqsim kar diya jata hai yani iradatan aur ghair-iradatan ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashtii
कश्ती
.کَشْتی
ship, vessel, boat
[ Hukm ki der thi ki maujon ka ek aisa thapeda aaya ki kashti tukde-tukde ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
libaas
लिबास
.لِباس
clothes, dress, attire
[ Shadi haal mein dulhan ke ghar ke sabhi log umda aur khubsurat libas mein maujood the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahluul
महलूल
.مَحْلُول
dissolved, solution
[ Chini aur pani ka mahlool sharbat kahlata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lihaaf
लिहाफ़
.لِحاف
quilt, blanket, quilted counterpane
[ Lihaf ke andar munh dhank kar sona tib ki roo se mana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kafaalat
कफ़ालत
.کَفالَت
protector, patron
[ Karkunon ki giraftari ki surat mein unke mutalleqin (relatives) ki kafalat ke liye funds nahin the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lihaaz
लिहाज़
.لِحاظ
respect, advertence
[ Muzammil ab bhi jalvat (public place) va khalvat (loneliness) mein unse lihaz baratta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (bachcha)
bachcha
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone