Search results
Saved words
Showing results for "aKHlaaq"
Meaning ofSee meaning aKHlaaq in English, Hindi & Urdu
English meaning of aKHlaaq
Noun, Masculine, Plural
- plural of 'Khulq' but used in Urdu as singular
- manners, etiquette, disposition
-
politeness, good manners, ethics, morals, courtesy, virtues
Example • Buzurgon ki suhbat se aadami ke akhlaq aur kirdar mein char chaand lag jata hai
- ( Philosophy )
- (Mysticism) perfection in devotion of God
Explanatory Video
Sher Examples
maiñ aur faqat usī kī ḳhvāhish
aḳhlāq meñ jhuuT boltā huuñ
main aur faqat usi ki KHwahish
aKHlaq mein jhuT bolta hun
chaar logoñ ke dikhāne ko to aḳhlāq se mil
aur kuchh bhī nahīñ duniyā meñ bharam dekhte haiñ
chaar logon ke dikhane ko to aKHlaq se mil
aur kuchh bhi nahin duniya mein bharam dekhte hain
jis se bhī mileñ jhuk ke mileñ hañs ke hoñ ruḳhsat
aḳhlāq bhī is shahar meñ pesha nazar aa.e
jis se bhi milen jhuk ke milen hans ke hon ruKHsat
aKHlaq bhi is shahar mein pesha nazar aae
अख़्लाक़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, बहुवचन
- ‘खुल्क का बहु., परन्तु उर्दू में एक- वचन के अर्थ में प्रयुक्त है
- ढंग, अच्छी आ'दत, नीति (अच्छी या बुरी )
-
सदाचार.शिष्टाचार, शील, अच्छा स्वभाव, मुरव्वत, आओ-भगत, आचार, आचरण
उदाहरण • बुज़ुर्गों की सुहबत से आदमी के अख़्लाक़ और किरदार में चार-चाँद लग जाता है
- (दर्शन शास्त्र) परामर्श की एक शाख़ा जिससे सभ्यता, नैतिकता, रणनीति, राजनीति विज्ञान पर चर्चा होती है, इन मामलों की स्थिति का ज्ञान जिनका अस्तित्व मनुष्य की शक्ति और अधिकार में हो
- (तसव्वुफ़) भगवान की भक्ति में पूर्णता
اَخْلاق کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، جمع
- ’خُلق‘ کی جمع لیکن اردو میں واحد کی جگہ جمع ’اَخلاق‘ مستعمل
- عادتیں، خصلتیں، طورطریقے (اچھے یا بُرے)
-
پسندیدہ عادتیں، اچھے طورطریقے یا برتاؤ، وہ سلوک جومروت پر مبنی ہوں
مثال • بزرگوں کی صحبت سے آدمی کے اخلاق اور کردار میں چار چاند لگ جاتا ہے
- (فلسفہ) حکمت عملی جس کی تین قسمیں ہیں: تہذیب نفس، تدبیر منزل اور سیاست مدن، علم الاخلاق، اخلاقیات
- (تصوف) تکمیل عبودیت جس کے دس مرتبے ہیں: صبر، شکر، رضا، حیا، صدق، ایثار، خلق، تواضع، فتوت، انبساط
Urdu meaning of aKHlaaq
- Roman
- Urdu
- 'Khulaq' kii jamaa lekin urduu me.n vaahid kii jagah jamaa 'aKhlaaq' mustaamal
- aadten, Khasalten, taur tariiqe (achchhe ya bure
- pasandiidaa aadten, achchhe taur tariiqe ya bartaa.o, vo sulok jo muravvat mabnii ho.n
- (falasfaa) hikmat-e-amlii jis kii tiin kisme.n hainh tahaziib nafas, tadbiir-e-manzil aur siyaasat mudun, ilam-ul-aKhlaaq, aKhlaaqiiyaat
- (tasavvuf) takmiil ubuudiiyat jis ke das maratbe hainh sabr, shukr, razaa, hayaa, sidaq, i.isaar, Khalaq, tavaazo, futuvvat, imbisaat
Synonyms of aKHlaaq
Antonyms of aKHlaaq
Rhyming words of aKHlaaq
Showing search results for: English meaning of akhlaak, English meaning of akhlak
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basaarat
बसारत
.بَصارَت
sight, power of seeing, vision
[ Aankhen bahut khubsoorat sahi basarat se mahroom hon to unhen aankhen kaun kahe ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaarat
सदारत
.صَدارَت
chairman
[ Aaj-kal jalson ki sadarat karna bhi izzat ki nishani samjha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaa
सदा
.صَدا
sound, voice, echo
[ Hindustani awam ne corruption ke khilaf sada baland karke sarkar ko bahut bada challenge kiya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
israar
इसरार
.اِصْرار
insistence, persistence, obstinacy
[ Koi dawat de aur bar-bar israr kare to inkar karna mushkil ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sohbat
सोहबत
.صُحْبَت
companionship, society, company
[ Kaha jata hai ki sohbat rang zaroor lati hai achchhi ho to achchha buri ho to bura rang ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sad
सद
.صَد
hundred, cent
[ Ainda dahaiyon mein Hindustan apni aazadi ki sad-saala taqrib mana raha hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sehat
सेहत
.صِحَت
health
[ Sehat kharab ho to zindagi ka zyada lutf nahin aata ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuubsuurat
ख़ूबसूरत
.خُوبصُورَت
beautiful, pretty, handsome
[ Shalimar bahut khubsoorat bagh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasviir
तस्वीर
.تَصْوِیر
painting, picture, image, portrait
[ Ghar ki safai karte hue dadi-amma ke hath ka ek shisha mil gaya us par kapda pherte hi meri taswir raushan ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saabir
साबिर
.صابِر
patient, enduring, forbearing
[ Oont fauj aur aabadi ke liye bahut madadgar aur bojh dhone ke liye sabir mana gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (aKHlaaq)
aKHlaaq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone