Search results
Saved words
Showing results for "'ajiib"
Meaning ofSee meaning 'ajiib in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'ajiib
Adjective
Explanatory Video
Sher Examples
maiñ bhī bahut ajiib huuñ itnā ajiib huuñ ki bas
ḳhud ko tabāh kar liyā aur malāl bhī nahīñ
main bhi bahut ajib hun itna ajib hun ki bas
KHud ko tabah kar liya aur malal bhi nahin
ajiib shaḳhs hai nārāz ho ke hañstā hai
maiñ chāhtā huuñ ḳhafā ho to vo ḳhafā hī lage
ajib shaKHs hai naraaz ho ke hansta hai
main chahta hun KHafa ho to wo KHafa hi lage
dekhā hai zindagī ko kuchh itne qarīb se
chehre tamām lagne lage haiñ ajiib se
dekha hai zindagi ko kuchh itne qarib se
chehre tamam lagne lage hain ajib se
hai ajiib shahr kī zindagī na safar rahā na qayām hai
kahīñ kārobār sī dopahar kahīñ bad-mizāj sī shaam hai
hai ajib shahr ki zindagi na safar raha na qayam hai
kahin karobar si dopahar kahin bad-mizaj si sham hai
ajiib lutf kuchh aapas kī chheḌ-chhāḌ meñ hai
kahāñ milāp meñ vo baat jo bigāḌ meñ hai
ajib lutf kuchh aapas ki chheD-chhaD mein hai
kahan milap mein wo baat jo bigaD mein hai
'अजीब के हिंदी अर्थ
عَجِیب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- انوکھا، حیرت انگیز، طرفہ
Urdu meaning of 'ajiib
- Roman
- Urdu
- anokhaa, hairatangez, tarfaa
Synonyms of 'ajiib
Antonyms of 'ajiib
Compound words of 'ajiib
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ajeeb, English meaning of ajib
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sogvaar
सोगवार
.سُوْگْوار
sorrowful, mourning
[ Baaz amwat ahl-e-mulk ko sogwar bana kar chhodti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qurbaanii
क़ुर्बानी
.قُرْبانی
sacrifice, offering
[ Mulk ko azad krane ke liye laa-tadad (countless) muhibban-e-watan apne janon ki qurbani di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aziyyat
अज़िय्यत
.اَذِیَّت
wanton injury, annoyance, oppression
[ Maidan-e-jang mein beshumar aadami har-har tarah kuchal kar aur aziyat jhel kar mare ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vatan
वतन
.وَطَن
native country
[ Hindustan hamara aziz watan hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aziiz
'अज़ीज़
.عَزِیز
a dear friend, friend
[ Jawan bete ki maut se sogwar khandan ko unke aziz aur rishtedar dilasa dila rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tang-nazar
तंग-नज़र
.تَنْگ نَظَر
narrow-minded
[ Zaat, mazhab waghaira ka tassub (Discrimination), tang-nazar hone ki alamat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qatra
क़तरा
.قَطْرَہ
drop (of liquid)
[ Ham khurdbin laga kar dekhen to qatra-qatra mein ham ko kidon ki basti nazar ayegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
be-shumaar
बेशुमार
.بے شُمار
countless, innumerable
[ Mulk ke be-shumar logon ne apni jaan ki qurbani de kar mulk ko aazad karaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'assub
त'अस्सुब
.تَعَصُّب
prejudice, partiality, discrimination
[ Hindustani awam kayi sadiyon tak ghair-mulki hamla-waron ke taassub ka shikar rahi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'attalii
मु'अत्तली
.مُعَطَّلی
suspension
[ Agar naukari mili bhi to adna-adna umoor mein bhi jurmana aur mu'attali aur mazuli lagi rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us ('ajiib)
'ajiib
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone