Search results
Saved words
Showing results for "afsos"
Meaning ofSee meaning afsos in English, Hindi & Urdu
English meaning of afsos
Noun, Masculine
- sorrow, distress
-
regret, repentance, remorse
Example • Sad-hazar afsos jo ham kam-nasib ibrat-e-Farasi nahin samajhte • Agar is nemat se mahroom rahun to baDa afsos hai
Explanatory Video
Sher Examples
duniyā ke jo maze haiñ hargiz vo kam na hoñge
charche yūñhī raheñge afsos ham na hoñge
duniya ke jo maze hain hargiz wo kam na honge
charche yunhi rahenge afsos hum na honge
afsos ye vabā ke dinoñ kī mohabbateñ
ik dūsre se haath milāne se bhī ga.e
afsos ye waba ke dinon ki mohabbaten
ek dusre se hath milane se bhi gae
duur se aa.e the saaqī sun ke mai-ḳhāne ko ham
bas taraste hī chale afsos paimāne ko ham
dur se aae the saqi sun ke mai-KHane ko hum
bas taraste hi chale afsos paimane ko hum
अफ़सोस के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
اَفْسوس کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- غم، رنج، صدمہ
-
(ناکامی یا محرومی وغیرہ پر) تاسف، حسرت یا قلق، پچھتاوا
مثال • ( ۱۸۰۲ ، باغ و بہار ، ۷۲ ) چند روزہ مہمان پر اتنا بھروسا نہ کر کہ کبھی افسوس کرنا پڑے. ( ۱۹۱۰ ، گرداب حیات ، ۴۵ ) • اگر اس نعمت سے محروم رہوں تو بڑا افسوس ہے
- (قدیم) دریغ، تکلف (عموماً 'بے' نافیہ کے ساتھ)
فعل متعلق، فجائیہ
- (کسی صدمے یا رنج یا تحسر سے یکایک متاثر ہونے کی حالت میں) حیف، ہاے، دریغا وغیرہ
- (ملامت کے موقع پر عموماً حسرت یا ہمدردی کے ساتھ) واے ہو، اس بات یا حالت پر نفرین ہے
- ندامت اور شرمساری کے موقع پر
Urdu meaning of afsos
Roman
- Gam, ranj, sadma
- (naakaamii ya mahruumii vaGaira par) taassuf, hasrat ya qalaq, pachhtaavaa
- (qadiim) dareG, takalluf (umuuman 'be' naafeh ke saath
- (kisii sadme ya ranj ya tahsar se yakaayak mutaassir hone kii haalat men) haif, haa.e, dareGaa vaGaira
- (malaamat ke mauqaa par umuuman hasrat ya hamdardii ke saath) ve ho, is baat ya haalat par nafriin hai
- nadaamat aur sharmsaarii ke mauqaa par
Synonyms of afsos
Antonyms of afsos
Compound words of afsos
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of aphsos
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (afsos)
afsos
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone