Search results
Saved words
Showing results for "aaveza"
Meaning ofSee meaning aaveza in English, Hindi & Urdu
English meaning of aaveza
Sher Examples
ye tire husn kā āveza jo mahtāb nahīñ
ka.aba-e-ishq nahīñ rauza-e-yak-ḳhvāb nahīñ
ye tere husn ka aaweza jo mahtab nahin
kaba-e-ishq nahin rauza-e-yak-KHwab nahin
ab koī siina chiir ke rakh le ki dil banā.e
āveza gir paḌā hai koī un ke kaan kā
ab koi sina chir ke rakh le ki dil banae
aaweza gir paDa hai koi un ke kan ka
āveza dekhte haiñ vo jhuk kar qarīb se
yā un ko koī raaz batātā hai aa.ina
aaweza dekhte hain wo jhuk kar qarib se
ya un ko koi raaz batata hai aaina
आवेज़ा के हिंदी अर्थ
آویزَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کان میں پہننے کا زیور جو نیچے کی جانب لٹکا رہتا ہے، گوشوارہ
- تاج، چھتری، ہاتھی یا گھوڑے وغیرہ کے ساز میں لٹکا ہوا پھندنا، بندا، لٹکن
- (تعمیرات) ابھرا ہوا طاق جس کی شکل عموماً مثلث کی سی ہوتی ہے
- (تعمیرات) آویزہ نما ساخت جو چھتوں، محرابوں اور گنبدوں کی تزئین کے لیے بنائی جائے
Urdu meaning of aaveza
- Roman
- Urdu
- kaan me.n pahanne ka zevar jo niiche kii jaanib laTkaa rahtaa hai, goshvaaraa
- taaj, chhatrii, haathii ya gho.De vaGaira ke saaz me.n laTkaa hu.a phundnaa, banda, laTkan
- (taamiiraat) ubhraa hu.a taaq jis kii shakl umuuman masals kii sii hotii hai
- (taamiiraat) aavezaa numaa saaKhat jo chhaton, mahiraabo.n aur ganabdo.n kii tazi.in ke li.e banaa.ii jaaye
Synonyms of aaveza
Showing search results for: English meaning of aaveja, English meaning of aaweza
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aaveza)
aaveza
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone