Search results
Saved words
Showing results for "aanaa-jaanaa"
Meaning ofSee meaning aanaa-jaanaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of aanaa-jaanaa
- coming and going
- coming and going, exchange of visits
Sher Examples
ḳhvāb meñ terā ānā-jānā pahle bhī thā aaj bhī hai
tujh se ik rishta an-jānā pahle bhī thā aaj bhī hai
KHwab mein tera aana-jaana pahle bhi tha aaj bhi hai
tujh se ek rishta an-jaana pahle bhi tha aaj bhi hai
āḳhir ham ne taur purānā chhoḌ diyā
us kī galī meñ ānā-jānā chhoḌ diyā
aaKHir hum ne taur purana chhoD diya
us ki gali mein aana-jaana chhoD diya
bādal ḳhushbū aur jogī se āḳhir kaun kahe
mujhe tumhārā ānā-jānā achchhā lagtā hai
baadal KHushbu aur jogi se aaKHir kaun kahe
mujhe tumhaara aana-jaana achchha lagta hai
آنا جانا کے اردو معانی
Roman
- آمد و رفت ، راہ و رسم ، تعلقات .
- ناپائیدار ، بے ثبات ، فانی .
- (ب) صف، مذ. ناپائیدار ، بے ثبات ، فانی .
- (ج) ف ل. حالیہ ناتمام کی صورت میں : آنا اور جانا ؛ راہ و رسم رکھنا .
- معاون فعل کے طور پرطور پر ، جیسے : تم بار بار آتے جاتے ہو (یعنی مسلسل )؛ اگر مجھ سے آیا جاتا تو ضرور آنا (یعنی آسکنا).
فعل لازم
- (i) حالیۂ ناتمام کی صورت میں : آنا اور جانا ؛ راہ و رسم رکھنا .
- (ii) معاون فعل کے طور پر ، جیسے : تم بار بار آتے جاتے ہو ( یعنی مسلسل ) ؛ اگر مجھ سے آیا جاتا تو ضرور آتا ( یعنی آ سکتا ).
Urdu meaning of aanaa-jaanaa
Roman
- aamad-o-rafat, raah-o-rasm, taalluqaat
- naapaaydaar, besbaat, faanii
- (ba) saf, maz. naapaaydaar, besbaat, faanii
- (ja) ful. haaliya naatamaam kii suurat me.n ha aanaa aur jaana ; raah-o-rasm rakhnaa
- mu.aavin pheal ke taur partor par, jaise ha tum baar baar aate jaate ho (yaanii musalsal ); agar mujh se aaya jaataa to zaruur aanaa (yaanii aasknaa)
- (i) haaliya-e-naatamaam kii suurat me.n ha aanaa aur jaana ; raah-o-rasm rakhnaa
- (ii) mu.aavin pheal ke taur par, jaise ha tum baar baar aate jaate ho ( yaanii musalsal ) ; agar mujh se aaya jaataa to zaruur aataa ( yaanii aa saktaa )
Synonyms of aanaa-jaanaa
Related searched words
raasiKH
firm, steady, steadfast, stable, durable, constant, fixed, fast, settled, established, rooted
dasKHat
دستخط، کسی بات کی منظوری، اِقرار یا ثبوت وغیرہ کے لیے تحریر کے آخر میں یا حاشیہ پر اپنے ہاتھ کا لکھا ہوا اپنا نام، نام کا اِختصار یا کوئی مقررہ نشان
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat ke maindaan mein qadam jamaye rakhne ke liye aadmi ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadmi ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadmi maare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadmi mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-haal ka muqaabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of aanaajaanaa, English meaning of aanaazaanaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (aanaa-jaanaa)
aanaa-jaanaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone