Search results
Saved words
Showing results for "aah-e-niim-shabii"
Meaning ofSee meaning aah-e-niim-shabii in English, Hindi & Urdu
English meaning of aah-e-niim-shabii
- sighing at the separation from beloved at midnight
Sher Examples
dilā ye dard-o-alam bhī to muġhtanim hai ki āḳhir
na girya-e-saharī hai na āh-e-nīm-shabī hai
dila ye dard-o-alam bhi to mughtanim hai ki aaKHir
na girya-e-sahari hai na aah-e-nim-shabi hai
gum-karda raah aa.e haiñ vo aaj mere ghar
ai merī āh-e-nīm-shabī tū ne kyā kiyā
gum-karda rah aae hain wo aaj mere ghar
ai meri aah-e-nim-shabi tu ne kya kiya
kis ko sunā.eñ pūchhe kaun
āh-e-nīm-shabī kī baat
kis ko sunaen puchhe kaun
aah-e-nim-shabi ki baat
आह-ए-नीम-शबी के हिंदी अर्थ
- वह आह जो आधी रात में खींची जाए, विरह में खींची जाने वाली आह
آہِ نِیْم شَبی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- وہ آہ جو آدھی رات میں کھینچی جاے، ہجرمیں کھیںچی جانے والی آہ
Urdu meaning of aah-e-niim-shabii
- Roman
- Urdu
- vo aah jo aadhii raat me.n khiinchii jaa.e, hijar me.n khiinchii vaalii aah
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aaheneemshabee, English meaning of aahenimshabi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afzal
अफ़ज़ल
.اَفْضَل
better, preferable, superior
[ Imaandari ke sath kam paisa kamaana dhoka-dahi se zyada daulat kamaane se afzal hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bar-'aks
बर-'अक्स
.بَر عَکْس
opposite
[ Dusron ke aql se badshah banne ke bar-aks apne dimagh se faqir banna zyada achchha hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
musta'idii
मुस्त'इदी
.مُسْتَعِدی
readiness, promptitude, alertness
[ Mustaidi ke sath yoga karte rahne se bimariyon ka tadaruk hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tibaar
ए'तिबार
.اِعْتِبار
regard, respect, view
[ Husain apne naana aur naani ke etibar se sabse afzal (most prominent) hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'amala
'अमला
.عَمَلہ
staff of servants or workers, operators, executors
[ Damkal ke amala ne aatish-zadgi ke muamlon mein badi mustaidi se kaam kia hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish-zadagii
आतिश-ज़दगी
.آتِش زَدَگی
conflagration, setting fire to houses
[ Daftar ke dastawezat atish-zadgi ki wajah se barbad ho gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istifaada
इस्तिफ़ादा
.اِسْتِفادَہ
to gain advantage, profit, gain
[ Ustad ne talaba ko dibacha (Prefece) se sitifada karne ke lie ke kaha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHaalif
मुख़ालिफ़
.مُخالِف
opponent, enemy
[ Maujooda hukumat par dabav dalne ke liye mukhalif partiyon ne hath mila liya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
difaa'ii
दिफ़ा'ई
.دِفاعی
serving for defence, defensive
[ Khel mein jeetne ke liye hamla karne ke sath difayi mahaarat bhi zaruri hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (aah-e-niim-shabii)
aah-e-niim-shabii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone