Search results
Saved words
Showing results for "zanjiir"
Meaning ofSee meaning zanjiir in English, Hindi & Urdu
English meaning of zanjiir
Noun, Feminine
- chain, fetters
- door chain
- shackles
- necklace
- handcuff, leg-cuff
Sher Examples
koī pāband-e-mohabbat hī batā saktā hai
ek dīvāne kā zanjīr se rishta kyā hai
koi paband-e-mohabbat hi bata sakta hai
ek diwane ka zanjir se rishta kya hai
tū mujhe chhoḌ ke Thukrā ke bhī jā saktī hai
tere hāthoñ meñ mire haath haiñ zanjīr nahīñ
tu mujhe chhoD ke Thukra ke bhi ja sakti hai
tere hathon mein mere hath hain zanjir nahin
dekh zindāñ se pare rañg-e-chaman josh-e-bahār
raqs karnā hai to phir paañv kī zanjīr na dekh
dekh zindan se pare rang-e-chaman josh-e-bahaar
raqs karna hai to phir panw ki zanjir na dekh
ज़ंजीर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- कुंडी, लड़ी, बेड़ी, आपस में जुड़ी हुई लोहे की कड़ियाँ
- धातु की बहुत-सी कड़ियों को आपस में जोड़कर बनाई गई लड़ी
- श्रृंखला, साँकर, क्रम, तर्तीब ।
- कैदियों के पैरों में बाँधी जाने वाली लोहे की बेड़ी
- दरवाज़े की साँकल; कुंडी; सिकड़ी
- गले में पहना जाने वाला एक प्रकार का आभूषण
- शृंखला
- {ला-अ.} वह बात जो घटनाओं को मिलाती है
- {ला-अ.} बंधन।
زَنْجِیر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- چاندی یا سونے، یا کسی اور دھات کے تاروں کی کڑیوں سے بنی ہوئی حلقہ در حلقہ لڑی
- دروازے کی کنڈی
- ایک مالا جو عورتیں گلے میں پہنتی ہیں، لڑی
- (مجازاً) سلسلہ وار، لگا تار
- (مجازاً) رکاوٹ، مانع
- (مجازاً) کوئی شے جو جکڑ کر رکھ دے اور آزادانہ نقل و حرکت سے روکے، جکڑ بندی
- (کیمیا) دو یا دو سے زیادہ ایٹموں یا گروہوں کی اس طرح باہم دگر پیوستگی کہ وجود میں آنے والے سالمے ، ایون یا اصلیے کی شکل زنجیز سے مشابہ ہو
- بانس کو کبھی جریب اور کبھی طناب اور کبھی زنجیر کہتے ہیں، یہ پیمانہ عموماً گز ہوتا ہے
Urdu meaning of zanjiir
- Roman
- Urdu
- chaandii ya sone, ya kisii aur dhaat ke taaro.n kii ka.Diiyo.n se banii hu.ii halqaa dar halqaa la.Dii
- darvaaze kii kunDii
- ek maalaa jo aurte.n gale me.n pahantii hain, la.Dii
- (majaazan) silsilaa vaar, lagaataar
- (majaazan) rukaavaT, maane
- (majaazan) ko.ii shaiy jo jaka.D kar rakh de aur aazaadaana naqal-o-harkat se roke, jaka.D bandii
- (kiimiya) do ya do se zyaadaa a.iTmo.n ya giroho.n kii is tarah baahamdigar paivastagii ki vajuud me.n aane vaale saalme, evan ya aslii.e kii shakl zanjiiz se mushaabeh ho
- baans ko kabhii jariib aur kabhii tanaab aur kabhii zanjiir kahte hain, ye paimaana umuuman gaz hotaa hai
Idioms of zanjiir
Proverbs of zanjiir
Rhyming words of zanjiir
Related searched words
zanjiir kii ka.Dii
خانۂ زنجیر، حلقۂ زنجیر، حلقہ، جس سے اُسی طرح کے دوسرے حلقوں کو جوڑ کر زنجیر بناتے ہیں، زنجیر کا ایک خانہ
zanjiir-e-daad
the chain which Nowsherawan used to hang in front of his palace by tying a bell which was knocked by the seekers of justice
zanjiir lagaanaa
ایک دستہ لگی ہوئی زنجیر کو جس میں چاقو لگے ہوتے ہیں دونوں ہاتھوں سے پیٹھ پر مارنا (اہلِ تشیع کے ماتم کا ایک طریقہ)
zanjiir kholnaa
دروازے کی کُنڈی کھولنا ، چڑھائی ہوئی زنجیر اُتارنا ، بندش موقوف کرنا ، کنڈا کھولنا ، دروازہ کھولنا ۔
Showing search results for: English meaning of janjir, English meaning of zanjeer
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (zanjiir)
zanjiir
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone