Search results
Saved words
Showing results for "ziyaa.n-kaarii"
Meaning ofSee meaning ziyaa.n-kaarii in English, Hindi & Urdu
English meaning of ziyaa.n-kaarii
Noun, Feminine
- a damaging or harmful act, sustaining a loss, wastefulness
Sher Examples
mohabbat meñ ziyāñ-kārī murād-e-dil na ban jaa.e
ye lā-hāsil hī umr-e-ishq kā hāsil na ban jaa.e
mohabbat mein ziyan-kari murad-e-dil na ban jae
ye la-hasil hi umr-e-ishq ka hasil na ban jae
chhoḌ dī dasht-navardī bhī ziyāñ-kārī bhī
zindagī ab tirī tazlīl nahīñ karnī mujhe
chhoD di dasht-nawardi bhi ziyan-kari bhi
zindagi ab teri tazlil nahin karni mujhe
ziyāñ-kārī 'zafar' buniyād hai merī tijārat kī
subuksārī ke badle sargirānī maañg letā huuñ
ziyan-kari 'zafar' buniyaad hai meri tijarat ki
subuksari ke badle sargirani mang leta hun
ज़ियाँ-कारी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- टोटा देना, नुक़्सान, घाटा होना, कदाचार, बदआमाली
زِیاں کاری کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- نقصان اُٹھانے کا عمل، نقصان، گھاٹا ہونا، خسارہ مندی، زیاں نصیبی
Urdu meaning of ziyaa.n-kaarii
- Roman
- Urdu
- nuqsaan uThaane ka amal, nuqsaan, ghaaTa honaa, Khasaaraa mandii, zyaa.n nasiibii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jiyaankaari, English meaning of jiyankari
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intishaar
इंतिशार
.اِنْتِشار
worry, anxiety
[ Mujhe khud raat-bhar intishar raha ki sahab yaad karte honge ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
husuul
हुसूल
.حُصُول
acquisition, attainment, getting, advantage
[ Ustad ki farman-bardari (Obedience) se ilm ke husul mein madad milti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faryaad
फ़रयाद
.فَریاد
supplication, complaint
[ Bale ne Ragho ki taraf dekha aur faryad karne laga ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muzaakara
मुज़ाकरा
.مُذاکَرَہ
discussion, dialogue, negotiation
[ All India Paimane ke adabi ijtima'aat, conferencen, muzakare aur mushaere munaqid hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iijaad
ईजाद
.اِیْجاد
innovation, invention؎
[ Computer ki ijad ne samaj mein ek bahut badi tabdili ki hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suurat
सूरत
.سوُرَت
a city of Gujrat
[ Surat kapdon ki tijarat ke liye jana jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariif
शरीफ़
.شَریف
of high rank or dignity, honourable, noble
[ Rajput rajaon mein Mewad ka Rana sabse bada aur sharif samjha jata tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaasa
असासा
.اَثاثَہ
goods
[ Chor ghar ka sara asasa chura kar le gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
rule, government, governance
[ Siyasat mein qadam jamaye rakhne ke liye aadami ka mauqa-parast hona lazmi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (ziyaa.n-kaarii)
ziyaa.n-kaarii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone