Search results
Saved words
Showing results for "ziinat-e-mahfil"
Meaning ofSee meaning ziinat-e-mahfil in English, Hindi & Urdu
English meaning of ziinat-e-mahfil
Compound Word
- the beauty of the whole gathering, beloved
Sher Examples
kabhī thā zīnat-e-mahfil vo riñd-e-dariyā-nosh
ba-vaqt-e-daur 'sahar' kā bhī naam le saaqī
kabhi tha zinat-e-mahfil wo rind-e-dariya-nosh
ba-waqt-e-daur 'sahar' ka bhi nam le saqi
un kī nazroñ ke sivā sab kī nigāheñ uTThīñ
mahfil-e-yār meñ bhī zīnat-e-mahfil rahiye
un ki nazron ke siwa sab ki nigahen uTThin
mahfil-e-yar mein bhi zinat-e-mahfil rahiye
kis qadar dil-kushā fazā hogī
aap jab hoñge zīnat-e-mahfil
kis qadar dil-kusha faza hogi
aap jab honge zinat-e-mahfil
ज़ीनत-ए-महफ़िल के हिंदी अर्थ
संयुक्त शब्द
- सभा की शोभा, प्रेमिका
Urdu meaning of ziinat-e-mahfil
Roman
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of jinatemahfil, English meaning of zeenatemahfil
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (ziinat-e-mahfil)
ziinat-e-mahfil
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone