Search results
Saved words
Showing results for "zarf"
Meaning ofSee meaning zarf in English, Hindi & Urdu
English meaning of zarf
Noun, Masculine
- vessel, vase, receptacle
- capability for patience or forbearance, tolerance
Explanatory Video
Sher Examples
ḳhudā ne baḳhshā hai kyā zarf mom-battī ko
pighalte rahnā magar saarī raat chup rahnā
KHuda ne baKHsha hai kya zarf mom-batti ko
pighalte rahna magar sari raat chup rahna
kah rahā hai shor-e-dariyā se samundar kā sukūt
jis kā jitnā zarf hai utnā hī vo ḳhāmosh hai
kah raha hai shor-e-dariya se samundar ka sukut
jis ka jitna zarf hai utna hi wo KHamosh hai
kahne ke liye ham bhī zabāñ rakhte haiñ lekin
ye zarf hamārā hai ki ham kuchh nahīñ kahte
kahne ke liye hum bhi zaban rakhte hain lekin
ye zarf hamara hai ki hum kuchh nahin kahte
ज़र्फ़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- बर्तन
- सहनशीलता, संभावना
- हौसला, हिम्मत
- योग्यता
- विनोदप्रियता, प्रगल्भता, निपुणता
-
(व्याकरण) वह संज्ञा जो जगह या समय के अर्थ देती हो, समय के अर्थ देने वाले को ज़र्फ़-ए-ज़मान (जैसेः शाम, सुब्ह, रात, दिन) और जगह के अर्थ पर तर्क करने वाले को ज़र्फ़-ए-मकान (जैसेः गली, कूचा, शहर, घर) कहते हैं
विशेष • ज़र्फ़-ए-ज़मान= वह संज्ञा जो समय को इंगित करती है जैसे: सुब्ह, शाम • ज़र्फ़-ए-मकान= वह संज्ञा जो स्थान को इंगित करती है
- (वनस्पतिविज्ञान) फूल के डंठल का ऊपरी सिरा जिसमें फूल लगता है
ظَرْف کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- برتن
- سمائی، گنجائش
- حوصلہ، ہمّت، استعداد
- ظرافت، حاضر جوابی، ہنرمندی
- (تصوّف) کا ایک موجودِ مستقل کے دوسری موجود مستقل یا غیر مستقل میں در آنا جیسے کوزۂ آب اور جوہر و عرض
- (قواعد) وہ اسم جو جگہ یا وقت کے معنی دیتا ہو، وقت کے معنی دینے والے کو ظرف زمان (جیسے شام ، صبح ، رات ، دن) اور جگہ کے معنی پر دلالت کرنے والے کو ظرفِ مکان (جیسے گلی، کوچہ ، شہر، گھر) کہتے ہیں
- (نباتیات) پھول کے ڈنٹھل کا اوپری سِرا جس میں پھول لگتا ہے
Urdu meaning of zarf
- Roman
- Urdu
- bartan
- samaa.ii, gunjaa.ish
- hauslaa, himmat, istidaad
- zarraafat, haazirajvaabii, hunarmandii
- (tasavvuph) ka ek maujuud-e-mustaqil ke duusrii maujuud mustaqil ya Gair mustaqil me.n dar aanaa jaise kuuza-e-aab aur jauhar-o-arz
- (qavaa.id) vo ism jo jagah ya vaqt ke maanii detaa ho, vaqt ke maanii dene vaale ko zarf zamaan (jaise shaam, subah, raat, din) aur jagah ke maanii par dalaalat karne vaale ko zarf-e-makaan (jaise galii, kuucha, shahr, ghar) kahte hai.n
- (nabaatiiyaat) phuul ke DanThal ka u.uprii siraa jis me.n phuul lagtaa hai
Synonyms of zarf
Rhyming words of zarf
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jarf, English meaning of zarph
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruub
ग़ुरूब
.غُرُوب
setting (of the sun, moon, etc.)
[ Suraj ke ghurub hote hi charon taraf andhera ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
futuur
फ़ुतूर
.فُتُور
defect, imperfection, unsoundness
[ Jis khane se karahiyat paida ho wo khwah kaisa hi laziz kyun n ho hazm mein usse futoor padta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fasaad
फ़साद
.فَساد
riot, quarrel
[ Chhoti si baat par fasad karana shararat-pasand insanon ka kaam hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faqiir
फ़क़ीर
.فَقِیر
beggar, fakir
[ Faqir ne sadaa lagayi Ahmar ne ek katori chawal uske jhole mein daal diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faasid
फ़ासिद
.فاسِد
bad, evil, corrupt, unsound
[ Insan ke jism mein faasid khun bimari ka sabab banta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroG
फ़रोग़
.فَرُوغ
progress, development
[ Rekhta Foundation Urdu zabaan ke farogh ke liye kaam kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroKHt
फ़रोख़्त
.فَروخْت
sale, disposal
[ Zaid ghulami ki halat mein Makke aa kar farokht huye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaGat
फ़राग़त
.فَراغَت
leisure, respite, freedom
[ Ilm zindagi ke akhiri lamha tak hasil kiya jata hai isse faraghat nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farz
फ़र्ज़
.فَرْض
responsibility, duty
[ Ham farz apna adaa kar chuke bimar agar mar gaya to timardar ke huqooq framosh na honge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaKH
फ़राख़
.فراخ
wide, spacious
[ Chaandni Chwok ek meel lamba nihayat khubsurat aur farakh bazar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (zarf)
zarf
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone