Search results
Saved words
Showing results for "zaKHmii"
Meaning ofSee meaning zaKHmii in English, Hindi & Urdu
English meaning of zaKHmii
Sher Examples
zamīn kī kokh hī zaḳhmī nahīñ andheroñ se
hai āsmāñ ke bhī siine pe āftāb kā zaḳhm
zamin ki kokh hi zaKHmi nahin andheron se
hai aasman ke bhi sine pe aaftab ka zaKHm
dil mirā jalva-e-āriz ne bahalne na diyā
chandni-chowk se zaḳhmī ko nikalne na diyā
dil mera jalwa-e-ariz ne bahalne na diya
chandni-chowk se zaKHmi ko nikalne na diya
kisī ġharīb ko zaḳhmī kareñ ki qatl kareñ
nigāh-e-nāz pe jurmāne thoḌī hote haiñ
kisi gharib ko zaKHmi karen ki qatl karen
nigah-e-naz pe jurmane thoDi hote hain
kar ke zaḳhmī tū mujhe sauñp gayā ġhairoñ ko
kaun rakkhegā mire zaḳhm pe marham tujh bin
kar ke zaKHmi tu mujhe saunp gaya ghairon ko
kaun rakkhega mere zaKHm pe marham tujh bin
havā kī zad meñ patte kī tarah thā
vo ik zaḳhmī parinde kī tarah thā
hawa ki zad mein patte ki tarah tha
wo ek zaKHmi parinde ki tarah tha
زَخْمی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- وہ جس کے زخم لگا ہو، چوٹ کھایا ہوا، خستہ ، مجروح
- زخم خوردہ، ستایا ہوا، بے چین کِیا ہوا؛ (مجازاً) والہ شیدا
Urdu meaning of zaKHmii
- Roman
- Urdu
- vo jis ke zaKham laga ho, choT khaaya hu.a, Khastaa, majruuh
- zaKhamaKhurdaa, sataayaa hu.a, bechain kyuu hu.a; (majaazan) vaala shaidaa
Synonyms of zaKHmii
Compound words of zaKHmii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jakhmi, English meaning of zakhmee
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zavaal
ज़वाल
.زَوال
decline, fall
[ Angrez Hindustan mein Mughlon ke zawal ka zariya bane ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaftaab
आफ़ताब
.آفْتاب
the sun, luminary
[ Aftab ke ghurub hote hi charon taraf andhera chhaa jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hausala
हौसला
.حَوصَلَہ
courage, spirit
[ Shyam ek baland-hausla shakhs hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fiisad
फ़ीसद
.فِیصَد
percent, percentage
[ Greenland ka taqriban ikkyasi fisad hissa barf se dhaka hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aamadanii
आमदनी
.آمَدَنی
profits, gains, earnings
[ Zaraa'at hi hamari asl aamadni ka zaria hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziraa'at
ज़िरा'अत
.زِراعَت
agriculture, husbandry, cultivation
[ Hindustan mein sattar fisad aabadi zaraa'at karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pinhaa.n
पिंहाँ
.پِنْہاں
hidden, secret, concealed
[ Jadid technology ne bahut se raz-ha-e-pinhan aashkara kar diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarii'a
ज़री'आ
.ذَرِیعَہ
means, medium
[ Zarae-e-aamadni badhane aur mulk mein amn qaayam karne ka sabse bada zari'aa rail hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruub
ग़ुरूब
.غُرُوب
occultation, sunset
[ Suraj ke ghurub hote hi charon taraf andhera ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baland
बलंद
.بَلَنْد
high, tall, raised, elevated
[ Aaftab pahad ki baland chotiyon se numudar hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (zaKHmii)
zaKHmii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone