Search results
Saved words
Showing results for "yak-digar"
Meaning ofSee meaning yak-digar in English, Hindi & Urdu
English meaning of yak-digar
Adverb, Adjective
- one another, each other, mutually
Sher Examples
abhī yak-digar jam.a the sumbul-o-gul
abhī thā baham josh sarv-o-saman kā
abhi yak-digar jama the sumbul-o-gul
abhi tha baham josh sarw-o-saman ka
ā.īna o ġhubār meñ juuñ yak-digar hai rabt
jo pur-kadar haiñ un se ziyāda safā huuñ maiñ
aaina o ghubar mein jun yak-digar hai rabt
jo pur-kadar hain un se ziyaada safa hun main
ek saa.at aisī aa.egī ki ye vasl o firāq
mere rañg-e-be-dilī se yak-digar ho jā.eñge
ek saat aisi aaegi ki ye wasl o firaq
mere rang-e-be-dili se yak-digar ho jaenge
यक-दिगर के हिंदी अर्थ
क्रिया-विशेषण, विशेषण
- परस्पर आपस में, बाहम्।।
یَک دِگَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فعل متعلق، صفت
- ایک دوسرا، ہرایک
- دونوں مل کر، دونوں، ایک دوسرے سے، ایک دوسرے کی جگہ پر
- با ہم آمیز، ملا ہوا، ایک دوسرے میں گم
- وہاں استعمال کیا جاتا ہے جب دوشخص باہم ایک کام میں متفق ہوں، یا بہت سے شخص اس طرح پر ہوں کہ ہر واحد ہر واحد سے سروکار رکھتا ہو
- یک دگر، یک دیگر، ایک اور دوسرا، ایک کے ساتھ دوسرا، دونوں مل کر، باہم دگر، آپس میں، ایک دوسرے کی جگہ
Urdu meaning of yak-digar
- Roman
- Urdu
- ek duusraa, haraa.ek
- dono.n mil kar, donon, ek duusre se, ek duusre kii jagah par
- baa ham aamez, mila hu.a, ek duusre me.n gum
- vahaa.n istimaal kiya jaataa hai jab do shaKhs baaham ek kaam me.n muttfiq huu.n, ya bahut se shaKhs is tarah par huu.n ki har vaahid har vaahid se sarokaar rakhtaa ho
- yakdigar, yakdiigar, ek aur duusraa, ek ke saath duusraa, dono.n mil kar, baahamdigar, aapas men, ek duusre kii jagah
Related searched words
Showing search results for: English meaning of yakdigar, English meaning of yaqdigar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (yak-digar)
yak-digar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone