Search results
Saved words
Showing results for "vijdaan"
Meaning ofSee meaning vijdaan in English, Hindi & Urdu
English meaning of vijdaan
Noun, Masculine
- ecstatic condition euphoria
- intuition, intuitive capacity, perception, insight, instinct
- rapture, ecstasy, elation
Sher Examples
karte kahīñ ehsās ke phūloñ kī numā.ish
ḳhvāboñ se nikalte koī vijdān banāte
karte kahin ehsas ke phulon ki numaish
KHwabon se nikalte koi wijdan banate
nihāñ ho zehn meñ vijdān kā dhuāñ ban kar
ufuq pe manzil-e-idrāk kā nishāñ bhī tumhī
nihan ho zehn mein wijdan ka dhuan ban kar
ufuq pe manzil-e-idrak ka nishan bhi tumhi
zabān-o-fan se maiñ vāqif nahīñ huuñ
magar vijdān merā rahnumā hai
zaban-o-fan se main waqif nahin hun
magar wijdan mera rahnuma hai
विज्दान के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- अंतर्ज्ञान, जानना, खोजना, पता लगाना
- खोये हुए को पाना, जानना, खोजना, काव्य रसज्ञता, सहृदयता, जौक़।।
- खोये हुए को पाना, जानना, खोजना, काव्य रसज्ञता, सहृदयता, जौक़।।
وِجْدان کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- یقین، اعتماد، تیقن، اعتبار، بھروسا، ایقان
- قوت یا حس جو غیبی حقائق کے ادراک کا ذریعہ ہوتی ہے، حواس خمسہ یا عقل کی مدد کے بغیر کسی چیز کو دیکھ یا جان لینے کی صلاحیت، چھٹی حس، کشف، الہام، القا، اشراق
- جاننے اور دریافت کرنے کی قوت جو فطری طور پر ودیعت ہوتی ہے، ادراک، آگہی، شعور، بوجھ
- (تصوف) ذاتِ حق کو ہر جگہ اور ہر شے میں پانا اور اس میں گم اور محو ہونا، حالت ِجذب
- (منطق) اپنی حالت یا کیفیت کا وہبی ادراک جو بغیر کسی واسطے کے ہوتا ہے، ایک قسم کی اندرونی بصیرت جس میں حقیقت بلا کسی تحلیل و تجزیے کے پیش ہوتی ہے، قلبی احساس
Urdu meaning of vijdaan
- Roman
- Urdu
- yaqiin, etimaad, tiiqan, etbaar, bharosaa, i.iqaan
- quvvat ya his jo Gaibii haqaayaq ke idraak ka zariiyaa hotii hai, havaas-e-Khamsaa ya aqal kii madad ke bagair kisii chiiz ko dekh ya jaan lene kii salaahiiyat, chhuTTii his, kashaf, ilhaam, alqaa, ishraaq
- jaanne aur daryaafat karne kii quvvat jo fitrii taur par vadiiat hotii hai, idraak, aagahii, sha.uur, bojh
- (tasavvuf) zaat-e-haq ko har jagah aur har shaiy me.n paana aur is me.n gum aur mahv honaa, haalat ijzab
- (mantiq) apnii haalat ya kaifiiyat ka vahbii idraak jo bagair kisii vaaste ke hotaa hai, ek kism kii andaruunii basiirat jis me.n haqiiqat bala kisii tahliil-o-tajaziye ke pesh hotii hai, kalbii ehsaas
Synonyms of vijdaan
Showing search results for: English meaning of vijdan, English meaning of vizdaan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mustaqbil
मुस्तक़बिल
.مُسْتَقْبِل
future, time ahead
[ Shila apna mustaqbil janne ke liye pandit ji ko hath dikha rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziyaa
ज़िया
.ضِیا
light, blaze, illumination
[ Chand ki chandi sitaron ki ziya ko mand kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHaalif
मुख़ालिफ़
.مُخالِف
opponent, enemy, adversary
[ Maujooda hukumat par dabav dalne ke liye mukhalif partiyon ne hath mila liya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
riyaaz
रियाज़
.رِیاض
regular and constant practice to learn something
[ Har fan mein kamal hasil karne ke liye sakht riyaz ki zaroorat hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziddii
ज़िद्दी
.ضِدّی
headstrong, stubborn, obstinate
[ Ziddi bade hon ya bachche samajh se khali hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tarab
तरब
.طَرَب
happiness, cheerfulness, joy
[ Mahfil-e-tarab mein koi ranjida baat kahan yaad ki jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razaa
रज़ा
.رَضا
desire, will, wish
[ Kuchh insan aise bhi hote hain jinse khud khuda unki raza puchhta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raazii
राज़ी
.راضی
satisfied, agreed, agreeable
[ Faza kharab hone ki wajah se shahr ke hakim juloos nikalne ki ijazat dene ko razi nahi hue ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taarii
तारी
.طاری
coming unexpectedly, intervening, happening
[ Shahr mein haiza se kai mauten hone ki wajah se logon par khauf tari ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baqaa
बक़ा
.بَقا
security, safety
[ Duniya mein amn ki baqaa ke liye bahut conferencen hoti hain lekin jangein phir bhi nahin ruktin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (vijdaan)
vijdaan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone