Search results
Saved words
Showing results for "vahshii"
Meaning ofSee meaning vahshii in English, Hindi & Urdu
English meaning of vahshii
Adjective
- wild, savage, ferocious, barbarous, barbaric, uncivilized, crazy, untamed
Noun, Masculine
- brute, savage
- wild beast
Sher Examples
aaj zarā sī der ko apne andar jhāñk kar dekhā thā
aaj mirā aur ik vahshī kā saath rahā pal do pal kā
aaj zara si der ko apne andar jhank kar dekha tha
aaj mera aur ek wahshi ka sath raha pal do pal ka
dil sā vahshī kabhī qaabū meñ na aayā yaaro
haar kar baiTh ga.e jaal bichhāne vaale
dil sa wahshi kabhi qabu mein na aaya yaro
haar kar baiTh gae jal bichhane wale
kamī na kī tire vahshī ne ḳhaak uḌāne meñ
junūñ kā naam uchhaltā rahā zamāne meñ
kami na ki tere wahshi ne KHak uDane mein
junun ka nam uchhalta raha zamane mein
वहशी के हिंदी अर्थ
विशेषण
- जंगली, असभ्य, क्रूर, बर्बर
- (पशु) जो जंगल में घूमता-फिरता और रहता हो। ' पालतू ' का विपर्याय
- जंगल में रहनेवाला। जंगली। वन्य।
- जंगली पशु जो मनुष्यों से भागे, वह व्यक्ति जो मनुष्यों के समागम से बचे और अकेला रहना पसंद करे, पागल, मिराक़ी
- जंगली, असभ्य
- जंगल में रहने वाला, वन्य
- जो अभद्र तथा असंस्कृत हो; उजड्ड
- बर्बर
وَحْشی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- اجنبی ، غیر مانوس
- صحرائی ، جنگلی ، جنگل کا باسی ۔
- (کتابت) آڑا قط لگے قلم کے دو پلوں میں سے ایک پلہ ، میدان قلم کی بائیں نوک ، بایاں رخ جو بیچ کے شگاف کی وجہ سے دوحصوں میں بٹا ہوتا ہے ، دائیں پرے کو انسی اور بائیں پرے کو وحشی کہتے ہیں بائیں کو خفی بھی کہتے ہیں اور اس سے باریک حصے حرف کے لکھے جاتے ہیں ۔
- بھڑکنے والا ، گھبرانے والا ، ایک حال پر نہ رہنے والا
- جنگلی جانور جو آدمیوں سے بھاگ جائے ، جو انسانوں سے مانوس نہ ہو
- جو بائیں طرف ہو ؛ بایاں ، بیرونی نیز اُلٹا ، پٹ (چت کی ضد) نیز (طب) وہ رخ جو جسم کے درمیانی خط سے دور ہو
- جو پالتو نہ ہو (کوئی جانور) ۔
- دیوانہ ، سودائی ، خبطی ۔
- غیر مہذب ، غیر متمدن ، ناتراشیدہ ؛ اجڈ ، ان گھڑ ، بدسلیقہ ۔
- ۔(ع۔ بالفتح) صفت۔ جنگلی جانور ہو آدمیوں سے بھاگ جائے۔ صحرائی۔ جنگلی۔ بھرکنے والا۔ گھبرانے والا۔ ایک جال پر نہ رہنے والا ۲۔ غیر مانوس ۳۔ غیر مہذت۔
Urdu meaning of vahshii
- Roman
- Urdu
- ajnabii, Gair maanuus
- sahraa.ii, janglii, jangal ka baasii
- (kitaabat) aa.Daa qat lage qalam ke do palo.n me.n se ek palla, maidaan-e-qalam kii baa.e.n nok, baayaa.n ruKh jo biich ke shigaaf kii vajah se do hisso.n me.n baTaa hotaa hai, daa.e.n priy ko insii aur baa.e.n priy ko vahshii kahte hai.n baa.e.n ko Khafii bhii kahte hai.n aur is se baariik hisse harf ke likhe jaate hai.n
- bha.Dakne vaala, ghabraane vaala, ek haal par na rahne vaala
- janglii jaanvar jo aadmiiyo.n se bhaag jaaye, jo insaano.n se maanuus na ho
- jo baa.e.n taraf ho ; baayaa.n, bairuunii niiz ulTaa, piT (chitt kii zid) niiz (tibb) vo ruKh jo jism ke daramyaanii Khat se duur ho
- jo paaltuu na ho (ko.ii jaanvar)
- diivaanaa, saudaa.ii, Khabtii
- Gair muhazzab, Gair mutmaddim, naatraashiidaa ; ujaDD, in gha.D, badasliiqaa
- ۔(e। baalaftah) sifat। janglii jaanvar ho aadmiiyo.n se bhaag jaaye। sahraa.ii। janglii। bharakne vaala। ghabraane vaala। ek jaal par na rahne vaala २। Gair maanuus ३। Gair mahzat
Compound words of vahshii
Showing search results for: English meaning of vahshee, English meaning of vahshi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adliya
'अदलिया
.عَدْلِیَہ
judiciary
[ Adliya ka kaam sirf mujrimon ko sazaa dena nahin balki masoomon ko bachana bhi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaf
ए'तिराफ़
.اِعْتِراف
recognition, avowal, admission, confession
[ Aqlmand insan apni kamzoriyon ka etiraf kar ke unhein door karne ki koshish karta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariiq
फ़रीक़
.فَرِیق
party, company
[ Wakil ne mukhalif fariq ke gawah ko apni taraf mila liya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriib
तक़रीब
.تَقْرِیب
ceremony, rite
[ Barish nahin hone ke sabab log mazhabi taqrib ka ehtimam karte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shams
शम्स
.شَمْس
the sun
[ Chaudahvin ki raat mein chaand pure taab ke sath shams ke manind tariki ko maat de raha tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'alaahida
'अलाहिदा
.عَلاحِدَہ
separate, apart (from)
[ Football aur cricket donon alahida khel hian, magar duniya bar mein mashhoor hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shahriyat
शहरियत
.شَہْرِیَت
citizenship, nationality
[ Dubai ne sabse zyada shahriyat Hind-Nazhad logon ko di hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hidaayat
हिदायत
.ہِدایَت
guidance, direction
[ Chaprasi hakim ke zariye hidayat-shuda kamon ko badi tezi ze nipta raha hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qamar
क़मर
.قَمَر
the moon
[ Urdu shaeri ki istilah (term) mein mahbub ko qamar se bhi tashbih di jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nazhaad
नझ़ाद
.نَژاد
used in compound as suffix, i.e.: Hind-Nazhad, aali nazhad
[ Doctor Qadir Khan ne ek Dutch-nazad khatun se shadi ki thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (vahshii)
vahshii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone