Search results
Saved words
Showing results for "vaaqif"
Meaning ofSee meaning vaaqif in English, Hindi & Urdu
English meaning of vaaqif
Adjective, Singular
- aware of, knowing, conversant, acquainted with, informed, sensible, experienced, learned
Sher Examples
vāqif kahāñ zamāna hamārī uḌaan se
vo aur the jo haar ga.e āsmān se
waqif kahan zamana hamari uDan se
wo aur the jo haar gae aasman se
ġhazālāñ tum to vāqif ho kaho majnūñ ke marne kī
divāna mar gayā āḳhir ko vīrāne pe kyā guzrī
ghazalan tum to waqif ho kaho majnun ke marne ki
diwana mar gaya aaKHir ko virane pe kya guzri
dard se vāqif na the ġham se shanāsā.ī na thī
haa.e kyā din the tabī.at jab kahīñ aa.ī na thī
dard se waqif na the gham se shanasai na thi
hae kya din the tabiat jab kahin aai na thi
वाक़िफ़ के हिंदी अर्थ
विशेषण, एकवचन
- जानकार, परिचित, अभिज्ञ, जानने-समझने वाला, जानकार, आगाह, परिचित, शनासा, अनुभवी, किसी जाएदाद या संपत्ति को किसी कार्य-विशेष के लिए दान करना, उत्सर्गकर्ता, समर्पणकर्ता
واقِف کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت، واحد
- آگاہی رکھنے والا، جاننے والا، شناسا، آگاہ، ہوشیار، خبردار، باخبر، مطلع
- ماہر، تجربہ کار، چابک دست، کتاب کے متعلق واقف فن اور بے تعصب نقادوں کی کوئی غلط فہمی میرے علم میں نہیں آئی
- (تصوف) وہ سالک جو راہِ سلوک میں کہیں ٹھہرجائے، معرفت کی راہ میں کہیں ٹھہرنے والا، رکنے والا نیز راہِ سلوک سے واپس آنے والا، معرفت کے کسی درجے سے پلٹنے والا، پیچھے رہ جانے والا
- عوام کی فلاح کے لیے کسی عمارت یا جائیداد (مثلاً مسجد، مدرسہ، پُل یا مسافر خانہ وغیرہ) کو وقف کرنے والا
Urdu meaning of vaaqif
- Roman
- Urdu
- aagaahii rakhne vaala, jaanne vaala, shanaasaa, aagaah, hoshyaar, Khabardaar, baaKhbar, matlaa
- maahir, tajarbaakaar, chaabukadsat, kitaab ke mutaalliq vaaqif fan aur betaassub naqqaado.n kii ko.ii Galatafahmii mere ilam me.n nahii.n aa.ii
- (tasavvuf) vo saalik jo raah-e-suluuk me.n kahii.n Thahr jaaye, maarfat kii raah me.n kahii.n Thaharne vaala, rukne vaala niiz raah-e-suluuk se vaapis aane vaala, maarfat ke kisii darje se palaTne vaala, piichhe rah jaane vaala
- avaam kii falaah ke li.e kisii imaarat ya jaayadaad (masalan masjid, mudarrisaa, pal ya musaafirkhaanaa vaGaira) ko vaqf karne vaala
Synonyms of vaaqif
Compound words of vaaqif
Idioms of vaaqif
Showing search results for: English meaning of vaakif, English meaning of vaaqiph
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laziiz
लज़ीज़
.لَذِیذ
delicious, tasty, savoury
[ Rukhsat ke waqt mezban unhen laziz khanon ka packet pesh karta hai ki agle roz itminan se nosh farmayen ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'is
बा'इस
.باعِث
cause, reason, motive
[ Panchayat ka faisla na manne ke baais ganv walon ne Zaid ka huqqa-pani band kar diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falak
फ़लक
.فَلَک
sky, sphere
[ Zamin par baithe-baithe falak aur ajram-e-falaki (heavenly bodies) se naata-rishta unhone joda ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aazim
'आज़िम
.عازِم
determined, bound (for a place)
[ Jang khatm hone par ye Chatagang mein hathiyar dalne ke bajaye aazim-e-Barma huye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shah-maat
शह-मात
.شَہ مات
checkmate
[ Badshah jo shatranj mein rukh mang raha tha Padmawat ka rukhsar dekhte hi shah-maat ho gayaa ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaaris
वारिस
.وارِث
successor, inheritor
[ Iran ki Badshahat muddaton waris ko tarasti rahi lekin jab waris hua to takht na raha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tifl
तिफ़्ल
.طِفْل
infant, child
[ Musailma ne dawa kiya tha ki meri tasdiq (attestation) par har tifl gawahi dega ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHalaa-baaz
ख़ला-बाज़
.خَلا باز
astronaut, space traveler
[ Pahli parwaz ke baad ab muta.addid (many) khalaabaz khala (space) mein parwaz karenge ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habiib
हबीब
.حَبِیب
friend
[ Mushkil waqt mein aziz aur habib hi kaam aate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rahnumaa
रहनुमा
.رَہْنُما
guide, leader
[ Sabhi rahnumaon ki ye koshish hoti hai ki wo siyasi daud mein pichhde nahin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (vaaqif)
vaaqif
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone