Search results
Saved words
Showing results for "vaa'da-shikan"
Meaning ofSee meaning vaa'da-shikan in English, Hindi & Urdu
English meaning of vaa'da-shikan
Persian, Arabic - Adjective
- a promise breaker, one who goes back on his/her words
Sher Examples
ai mire vāda-shikan ek na aane se tire
dil ko bahkāne ka.ī talḳh tavahhum aa.e
ai mere wada-shikan ek na aane se tere
dil ko bahkane kai talKH tawahhum aae
us ke vādoñ se itnā to sābit huā us ko thoḌā sā pās-e-ta.alluq to hai
ye alag baat hai vo hai vāda-shikan ye bhī kuchh kam nahīñ us ne vaade kiye
us ke wadon se itna to sabit hua us ko thoDa sa pas-e-talluq to hai
ye alag baat hai wo hai wada-shikan ye bhi kuchh kam nahin us ne wade kiye
ab mire shahr kī pahchān hai ik vāda-shikan
shahriyat badlūñ ki tārīḳh kā inkār karūñ
ab mere shahr ki pahchan hai ek wada-shikan
shahriyat badlun ki tariKH ka inkar karun
वा'दा-शिकन के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
- प्रतिज्ञा भंग करने- वाला, बात कहकर पालन न करने वाला, अपनी बात से मुकरने वाला
وَعدَہ شِکَن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- عہد کر کے پورا نہ کرنے والا، قول و اقرار سے پھر جانے والا، بے وفا ، وعدہ خلاف
Urdu meaning of vaa'da-shikan
- Roman
- Urdu
- ahd kar ke puura na karne vaala, qaul-o-iqraar se phir jaane vaala, bevafaa, vaaadaa Khilaaf
Synonyms of vaa'da-shikan
Antonyms of vaa'da-shikan
Related searched words
Showing search results for: English meaning of vaadashikan, English meaning of vaadashiqan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqallidiin
मुक़ल्लिदीन
.مُقَلِّدِین
followers
[ Hindustan mein aaj bhi Gorakhnath ke muqallidin paye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHarch
ख़र्च
.خَرْچ
expenditure, expenses
[ Amdani se zyada kharch samajhdar insan ki pahchan nahin ho sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aa.iin
आईन
.آئِین
constitution, law, code
[ Angrezon mein apne dastoor aur ayin ka bada khayal hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saaKHt
साख़्त
.ساخْت
structure
[ Mard aur aurat ke jism ki saakht mukhtalif hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHud-Garazii
ख़ुद-ग़रज़ी
.خود غَرضی
self-seeking, selfishness, self-interested
[ Dosti mein khud-gharazi ko jagah nahin milni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair-aabaad
ग़ैर-आबाद
.غَیر آباد
uninhabited, not peopled
[ Kuch log ghair-aabaad maqaam par rahna pasand karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaanuun
क़ानून
.قانُون
rule, law, canon, ordinance, statute
[ Qanoon ke paaband log hi samaaj ko ek nayi raah dikha sakte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
miqdaar
मिक़दार
.مِقدار
quantity
[ Zyada miqdar mein khana khane ki wajah se Khalid bimar pad gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuub-ruu
ख़ूब-रू
.خُوب رُو
beautiful, handsome
[ Mahboob 'khoob-ru' ho na ho chahne wale ko khoob-ru nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tahriir
तहरीर
.تَحْرِیر
writing
[ Pahle takhti par likhne ki mashq karayi jati thi isliye tahreer bahut khubsoorat hua karti thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (vaa'da-shikan)
vaa'da-shikan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone