Search results
Saved words
Showing results for "utaar"
Meaning ofSee meaning utaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of utaar
Noun, Masculine
- descent, fall, decrease, landing, come down
Adjective
- bad woman, inferior
Sher Examples
chehre se jhaaḌ pichhle baras kī kudūrateñ
dīvār se purānā calender utaar de
chehre se jhaD pichhle baras ki kuduraten
diwar se purana calender utar de
rakh dī hai us ne khol ke ḳhud jism kī kitāb
saada varaq pe le koī manzar utaar de
rakh di hai us ne khol ke KHud jism ki kitab
sada waraq pe le koi manzar utar de
aa.eñ haiñ vo mazār pe ghūñghaT utaar ke
mujh se nasīb achchhe hai mere mazār ke
aaen hain wo mazar pe ghunghaT utar ke
mujh se nasib achchhe hai mere mazar ke
tumheñ jab kabhī mileñ fursateñ mire dil se bojh utaar do
maiñ bahut dinoñ se udaas huuñ mujhe koī shaam udhār do
tumhein jab kabhi milen fursaten mere dil se bojh utar do
main bahut dinon se udas hun mujhe koi sham udhaar do
kahiye to āsmāñ ko zamīñ par utaar laa.eñ
mushkil nahīñ hai kuchh bhī agar Thaan lījiye
kahiye to aasman ko zamin par utar laen
mushkil nahin hai kuchh bhi agar Than lijiye
اُتار کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- ۰۱ اترنے یا اوپر سے نیچے آنے کا عمل .
- ۰۲ (i) نشیب، ڈھلان .
- (ii) دریا کے بہاؤ کا رخ .
- ۳. ازالہ ، دفعیہ .
- ۴. بڑھنے گھٹنے والی کیفیت کا احطاط ، گھٹاو یا کمی .
- ۵. (دریا کا) جزر، بھاٹا .
- ۶.(i)( کسی چیز یا کیفیت کے اثر کو) زائل کرنے والا عمل .
- (ii) جادو یا آسیب کا رد ، توڑ یا کاٹ .
- ۷. جو چیز کسی کے سر پر وار کے دے دی جائے، صدقہ ، نچھاور
- ۸. (i) ندی کا پایاب حصہ یا گھاٹ جہاں سے عبور کریں
- (ii) دریا کے پار جانا
- ۹. مثنیٰ، نقل
- ۱۰. (تعمیرات) کنویں کے گولے کا تہ تک جانا، کنویں کی گلائی .
- ۱۱. (زر بافی) تار کشی کا آخری ہاتھ یعنی تار کی تیاری کا عمل کس پر تار کی کھنچائی ختم ہوتی ہے.
- ۱۲. (بُنائی) دری کے کر گھے کا پیچلا بانس جو بننے والے سے دور ہوتا ہے
- ۱۳. (موسیقی) گانے میں اصول کے مطابق سر نیچا کرنے کا عمل (بم کے بعد) زیر .
صفت
- ۱. کمتر، گھٹیا.
- ۲. لڑاکا ، بدزبان ، بری عورت .
Urdu meaning of utaar
Roman
- ۰۱ utarne ya u.upar se niiche aane ka amal
- ۰۲ (i) nasheb, Dhalaan
- (ii) dariyaa ke bahaa.o ka ruKh
- ۳. azaalaa, dafi.iyaa
- ۴. ba.Dhne ghuTne vaalii kaifiiyat ka ahtaat, ghaTaav ya kamii
- ۵. (dariyaa ka) jazar, bhaaTaa
- ۶.(i)( kisii chiiz ya kaifiiyat ke asar ko) zaa.il karne vaala amal
- (ii) jaaduu ya aasiib ka radd, to.D ya kaaT
- ۷. jo chiiz kisii ke sar par vaar ke de dii jaaye, sadqa, nichhaavar
- ۸. (i) nadii ka paayaab hissaa ya ghaaT jahaa.n se ubuur kare.n
- (ii) dariyaa ke paar jaana
- ۹. musanna, naqal
- ۱۰. (taamiiraat) ku.nve.n ke gole ka taa tak jaana, ku.nve.n kii gulaa.ii
- ۱۱. (zar baafii) taar kushii ka aaKhirii haath yaanii taar kii taiyyaarii ka amal kis par taar kii khinchaa.ii Khatm hotii hai
- ۱۲. (bunaa.ii) darii ke karghe ka piichlaa baans jo banne vaale se duur hotaa hai
- ۱۳. (muusiiqii) gaane me.n usuul ke mutaabiq sar niichaa karne ka amal (bam ke baad) zer
- ۱. kamtar, ghaTiyaa
- ۲. la.Daakaa, badazbaan, barii aurat
Idioms of utaar
Compound words of utaar
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of utar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (utaar)
utaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone