Search results
Saved words
Showing results for "'uqda"
Meaning ofSee meaning 'uqda in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'uqda
Noun, Masculine, Singular
- knot, tie, bond, knob, joint, node
- complication, entangled things, entanglement
- impediment, (in speech)
- perplexed affairs, complicated affair, confused state, confused words, difficult or knotty problem
- secret, mystery, enigma
Sher Examples
kamar dhokā dahan uqda ġhazāl āñkheñ parī chehra
shikam hiirā badan ḳhushbū jabīñ dariyā zabāñ iisā
kamar dhoka dahan uqda ghazal aankhen pari chehra
shikam hira badan KHushbu jabin dariya zaban isa
aa ke ab jañgal meñ ye uqda khulā
bheḌiye paḌhte nahīñ haiñ falsafa
aa ke ab jangal mein ye uqda khula
bheDiye paDhte nahin hain falsafa
yuuñ to bahut hai mushkil band-e-qabā kā khulnā
jo khul gayā to phir ye uqda khulā rahegā
yun to bahut hai mushkil band-e-qaba ka khulna
jo khul gaya to phir ye uqda khula rahega
bahut dinoñ meñ ye uqda khulā ki maiñ bhī huuñ
fanā kī raah meñ ik naqsh-e-jāvedāñ kī tarah
bahut dinon mein ye uqda khula ki main bhi hun
fana ki rah mein ek naqsh-e-jawedan ki tarah
'उक़्दा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
- ग्रंथि, गुत्थी, गाँठ
- मुश्किल काम, बहुत दुशवार
- जटिल समस्या, पेचीदा मसला, उलझाओ, बखेड़ा
- राज़, भेद, पोशीदा बात
- पहेली, चीसतां, गोरखधंधा
عُقْدَہ کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر، واحد
- ۱. گرہ، گتّھی، گان٘ٹھ.
- ۲. مشکل کام ، امر دشوار، پیچیدہ مسئلہ.
- ۳. (i) (مجازاً) راز، بھید ، پوشیدہ بات.
- (ii) معمّا ، پہیلی، چیستاں، گورکھ دھندھا.
- ۴. الجھاؤ، بکھیڑا ، پیچ.
- گچّھا ، خوشہ.
- ۶. (طبیعیات) مرتعش جسم یا شے میں سکون کا نقطہ یا خط.
- ۷. (حیاتیات) عصب کی گرہ یا ابھار جس میں عصبی خلیوں کا جمگھٹا ہوتا ہے، عصبی ڈور کا پھولا ہوا حصّہ.
- ۸. (طب) ایک بیماری جس میں اوپر کی پلک میں اندرونی جانب ایک سخت گرہ سی پیدا ہوجاتی ہے، بالائی پلک کی گرہ.
- ۹. (ہیئت) چاند کے مدار اور طریق شمس کا نقطۂ تقاطع.
- ۱۰. (معماری) جوڑ ؛ خط تقاطع .
- ۱۱. مخصوص طریقے سے گرہ لگایا ہوا کپڑے کا فیتہ جو ٹائی کی طرح گلے میں باندھتے ہیں .
Urdu meaning of 'uqda
Roman
- ۱. girah, gatthাii, gaanTh
- ۲. mushkil kaam, amar dushvaar, pechiida maslaa
- ۳. (i) (majaazan) raaz, bhed, poshiida baat
- (ii) maama, pahelii, chiistaan, gorakhdhandhaa
- ۴. uljhaa.o, bakhe.Daa, pech
- gachchhাa, Khoshaa
- ۶. (tabiiayaat) murtish jism ya shaiy me.n sukuun ka nuqta ya Khat
- ۷. (hayaatyaat) asab kii girah ya ubhaar jis me.n esbii Khaliiyo.n ka jamghaTaa hotaa hai, esbii Dor ka phuulaa hu.a hissaa
- ۸. (tibb) ek biimaarii jis me.n u.upar kii palak me.n andaruunii jaanib ek saKht girah sii paida hojaatii hai, baalaa.ii palak kii girah
- ۹. (haiyat) chaand ke madaar aur tariiq shamas ka nuqta-e-taqaato
- ۱۰. (maamaarii) jo.D ; Khat taqaato
- ۱۱. maKhsuus tariiqe se girah lagaayaa hu.a kap.De ka fiita jo Taa.ii kii tarah gale me.n baandhte hai.n
Synonyms of 'uqda
Antonyms of 'uqda
Compound words of 'uqda
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijaazat
इजाज़त
.اِجازَت
permission, authority, liberty
[ Doctor ki ijazat ke baghair mariz ko aisa kuchh nahin karna chahiye jis se bimari badh jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bazzaaz
बज़्ज़ाज़
.بَزّاز
cloth merchant, clothier, draper
[ Bazzaz ki dukan rang-birange kapdon se bhari thi lekin kuchh pasand nahin aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabar
ख़बर
.خَبَر
information
[ Kal ya parson ek shakhs aayega apna name Akbar batayega main bank mein hun fauran khabar kar dena ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaKHiir
ताख़ीर
.تاخِیْر
delay, lateness
[ Apne dost ki shadi ki khabar mujhe mili bhi to takhir se mili isliye main sharik na ho saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zar
ज़र
.زَر
money, riches, wealth
[ Zindagi mein zar ki badi ahmiyat hai iske liye jhagde bhi hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
roz
रोज़
.روز
daily, a day, per diem, every day
[ Aajkal har roz roz-e-qayamat lagta hai pareshaniyan bahut hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buz
बुज़
.بُز
goat, sheep, ram
[ Bakre be-had darpok hote hain shayad isiliye darpok aadmi ko buz-dil kahte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarii
ज़री
.زَرِی
anything woven with gold thread, golden embroidery
[ Zari ke kaam ke kapdon ka riwaj shadi-byah mein bahut hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaziir
वज़ीर
.وَزِیر
minister of state, privy-counsellor, vizier
[ Hukoomat ne wazarat mein radd-o-badal karte hue chaar wazir aur badha diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaaz
जवाज़
.جَواز
toleration, justification
[ Aql-mand aadmi apne har amal ko sahi sabit karne ka javaz dhundh leta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ukda, English meaning of uqda
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us ('uqda)
'uqda
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone