Search results
Saved words
Showing results for "ulTaa"
Meaning ofSee meaning ulTaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of ulTaa
Adjective
Adverb
- instantly, immediately after arriving
- on the contrary, on the other hand
Sher Examples
bārish sharāb-e-arsh hai ye soch kar 'adam'
bārish ke sab hurūf ko ulTā ke pī gayā
barish sharab-e-arsh hai ye soch kar 'adam'
barish ke sab huruf ko ulTa ke pi gaya
ye ajiib mājrā hai ki ba-roz-e-īd-e-qurbāñ
vahī zab.h bhī kare hai vahī le savāb ulTā
ye ajib majra hai ki ba-roz-e-id-e-qurban
wahi zabh bhi kare hai wahi le sawab ulTa
aa gayā 'jauhar' ajab ulTā zamāna kyā kaheñ
dost vo karte haiñ bāteñ jo adū karte nahīñ
aa gaya 'jauhar' ajab ulTa zamana kya kahen
dost wo karte hain baaten jo adu karte nahin
उल्टा के हिंदी अर्थ
विशेषण
- ऊपर से नीचे, औंधा, विपरीत, बायां हाथ
- जो सीधा न हो
- औंधा
- क्रम-विरुद्ध; इधर का उधर
- विरुद्ध; विपरीत
- विलोम; विपर्यय
- अनुचित; अयुक्त।
اُلْٹا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- اوندھا، جس کا اوپر کا حصہ نیچے اور نیچے کا اوپر ہو، واژگوں سیدھا کی ضد
- آتے ہی یا پہنچتے ہی، بلا توقف، فوراً (واپس)
- اصلیت یا حقیقت سے ہٹا کر
- جس کا ظاہری پیچھے اور باطن سامنے ہو، پشت کی طرف کا، اصلی حالت یا سمت وغیرہ کے عکس، اصلی رُخ سے بھرا ہوا
- ٹیڑھا، کج، خمیدہ، مڑا ہوا
- جس الزام یا برائیوں وغیرہ کا خود سزاوار ہوا اسے مخاطب پر ڈال کر
- بھلائی یا اچھائی کرنے کے بجائے ، نیکی کی جگہ بدی کر کے
- سیدھے راستے یا رخ کےخلاف
- حقیقت، حق، انصاف، صداقت یا نیکی وغیرہ سے ہٹا ہوا
- مقلوب، بالکل پلٹا ہوا جیسے: بات کا الٹا تاب
- برعکس، متضاد، مختلف
- برگشتہ، نامساعد (مقدر وغیرہ کے لیے مستعمل)
- جو خلاف معمول یا خلاف قاعدہ کام کرے، رسم و رواج کے خلاف عمل کرنے والا
- . غلط، نا درست، موضوع سے ہٹا ہوا
- اوندھی عقل کا بے وقوف، جاہل
- . مرضی منشا یا توقع کے خلاف
- بایاں، بائیں جانب کا
- واپسیں،(سانس)جو اوپر آکر پیٹ میں نہ سمائے
فعل متعلق
- کبیر کی الٹوانسی (رک).
Urdu meaning of ulTaa
- Roman
- Urdu
- aundhaa, jis ka u.upar ka hissaa niiche aur niiche ka u.upar ho, vaazgo.n siidhaa kii zid
- aate hii ya pahunchte hii, bilaatvaqkuf, fauran (vaapis
- asliiyat ya haqiiqat se haTaa kar
- jis ka zaahirii piichhe aur baatin saamne ho, pusht kii taraf ka, aslii haalat ya simt vaGaira ke aks, aslii ruKh se bhara hu.a
- Te.Dhaa, kaj, Khamiidaa, mu.Daa hu.a
- jis ilzaam ya buraa.iiyo.n vaGaira ka Khud sazaavaar hu.a use muKhaatab par Daal kar
- bhalaa.ii ya achchhaa.ii karne ke bajaay, nekii kii jagah badii kar ke
- siidhe raaste ya ruKh keKhilaaf
- haqiiqat, haq, insaaf, sadaaqat ya nekii vaGaira se haTaa hu.a
- maqluub, bilkul palTaa hu.a jaiseh baat ka ulTaa taab
- baraks, mutazaad, muKhtlif
- bargashtaa, na musaa.id (muqaddar vaGaira ke li.e mustaamal
- jo Khilaaf maamuul ya Khilaaf qaaydaa kaam kare, rasm-o-rivaaj ke Khilaaf amal karne vaala
- . Galat, na darust, mauzuu se haTaa hu.a
- aundhii aqal ka bevaquuf, jaahil
- . marzii manshaa ya tavaqqo ke Khilaaf
- baayaan, baa.e.n jaanib ka
- vaapsiin,(saans)jo u.upar aakar peT me.n na samaay
- kabiir kii ulaTvaansii (ruk)
Synonyms of ulTaa
Antonyms of ulTaa
Idioms of ulTaa
Compound words of ulTaa
Showing search results for: English meaning of ulta
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (ulTaa)
ulTaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone