Search results
Saved words
Showing results for "tavaatur"
Meaning ofSee meaning tavaatur in English, Hindi & Urdu
Origin: Arabic
Vazn : 122
Tags: Forest Hadith Medical Mathematics Punishment Music Club-fight
Word Family: v-t-r
English meaning of tavaatur
Noun, Masculine
- following, in succession, continuation
- in tradition) having numerous chains of narrators
- being unbroken series
- consecutive, continuous, uninterrupted
Sher Examples
ai mirī aañkh meñ Thahrā.e hue vasl ke ḳhvāb
meñ tavātur se tire saath na sone lag jā.ūñ
ai meri aankh mein Thahrae hue wasl ke KHwab
mein tawatur se tere sath na sone lag jaun
dikhā rahe haiñ tavātur se ḳhāmiyāñ merī
bhagat rahā huuñ sazā ā.inoñ meñ baiThne kī
dikha rahe hain tawatur se KHamiyan meri
bhagat raha hun saza aainon mein baiThne ki
ye ishq ek diyā har taraf dikhātā hai
maiñ jī rahā huuñ tavātur se mojazāt ke saath
ye ishq ek diya har taraf dikhata hai
main ji raha hun tawatur se mojazat ke sath
तवातुर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- निरंतरता, अनवरतता, लगातार- पन, तसलसुल।
تَواتُر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (لفظاً) کسی بات یا واقعہ کو بہت سے لوگوں کا نقل کرنا یا کثرت اور تسلسل سے نقل کیا جانا کہ باعث یقین ہو
- (حدیث) وہ مسلسل عمل جو حضر رسول اللہ کے وقت سے شروع ہوا اور جسے خلفائے راشدین نے قائم رکھا اور ان کے بعد بھی قائم رہا، سنت رسول
- کسی عمل وغیرہ کا مسلسل ہونا، پیہم ہونا
- (بنوٹ) کسی شخص کا دوسرے پر برابر چوٹیں مارنا اور مقررہ چوٹیں ختم ہونے کے بعد دوسرے کا انہیں چوٹوں کا دہرا دینا
- ترتیب وار، برابر برابر
- (موسیقی) آواز یا صوتی لہر کا تعدد ارتعاش
- (طب) حرارت یا ضعف وغیرہ کی وجہ سے نبض کا پے درپے چلنا اور دو ٹھوکروں کے درمیان کا زمانہ تھوڑا محسوس ہونا، تفاوت کی ضد
- (ریاضی) ایک مثبت صحیح متغیر کا تفاعل یا عددوں کی ترتیب
- پے در پے، لگاتار، متواتر، مسلسل
Urdu meaning of tavaatur
- Roman
- Urdu
- (lafzan) kisii baat ya vaaqiya ko bahut se logo.n ka naqal karnaa ya kasrat aur tasalsul se naqal kiya jaana ki baa.is yaqiin ho
- (hadiis) vo musalsal amal jo hazar rasuul allaah ke vaqt se shuruu hu.a aur jise Khulfaa.e raashidiin ne qaayam rakhaa aur un ke baad bhii qaayam rahaa, sant rasuul
- kisii amal vaGaira ka musalsal honaa, paiham honaa
- (banoT) kisii shaKhs ka duusre par baraabar choTe.n maarana aur muqarrara choTe.n Khatm hone ke baad duusre ka unhe.n choTo.n ka duhra denaa
- tartiibvaar, baraabar baraabar
- (muusiiqii) aavaaz ya suutii lahr ka taaddud irti.aash
- (tibb) haraarat ya zof vaGaira kii vajah se nabz ka pai darpe chalnaa aur do Thokro.n ke daramyaan ka zamaana tho.Daa mahsuus honaa, tafaavut kii zid
- (riyaazii) ek musbat sahii mutaGayyar ka tafaa.ul ya addo.n kii tartiib
- pai dar pai, lagaataar, mutavaatir, musalsal
Synonyms of tavaatur
Antonyms of tavaatur
Related searched words
Showing search results for: English meaning of tavatur, English meaning of tawaatur
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaifiyat
कैफ़ियत
.کَیفِیَت
condition, state, situation
[ Mariz apni kaifiyat jab tak khud na bataye ilaj karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaasht
काश्त
.کاشْت
cultivation
[ Zamin ka aathvan hissa kapas ki kasht ke liye makhsus kar diya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa'nat
ला'नत
.لَعْنَت
curse, rebuke, disgrace
[ Gurbat khwah jism ki ho khwah jaan ki ek laanat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kifaayat
किफ़ायत
.کِفایَت
savings, profit, advantage
[ Kifayat se kharch kiya jaye to kam amadni mein bhi guzara ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laazim
लाज़िम
.لازِم
necessary, requisite, compulsory
[ Sehat-mand rahne ke liye hazme ka durust hona lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kirdaar
किरदार
.کِرْدار
doing, action, act, deed
[ Aadmi apne kirdar se hi apni shakhsiyat banata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashaakash
कशाकश
.کَشاکَش
perplexity
[ Mukhtalif khayalat ki kashaakash mein koi faisla karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kushtii
कुश्ती
.کُشْتی
wrestling
[ Dangal film mein Amir Khan apni betiyon ko kushti ke liye taiyar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kuduurat
कुदूरत
.کُدُورَت
resentment, malice
[ Kuchh muddat baad Anwari ne kudurat dil se nikal di aur qazi ne bhi sulah kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rafiiq
रफ़ीक़
.رَفِیق
associate, comrade, friend
[ Chidiyon ke do jode hamesha chhat mein rahte the aur Eidon mein rafiq the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (tavaatur)
tavaatur
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone